Market sae intouch rehnay ka faida - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

Market sae intouch rehnay ka faida

Tasleem

Tasleem

جونیئر ممبر

Re: Market sae intouch rehnay ka faida

forex mai agar hum intoch rahy gy to hamy is ky up down ka pata calta hain forex aik out off class market hain hamy is mai hum investment karty hain hum is mai trading be kar sakty hain forex mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai poor mans ky liye bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>
    hony2018

    hony2018

    جونیئر ممبر

    Re: Market sae intouch rehnay ka faida

    Market say touch main rehna boht zarori hay. ager ap market main hain to market ko zaror dekhna chahye aur ager ap nay kisi waja say market ko trading kerna chora howa hay to ap ko chahye kay ap kisi demo account per hi trade kertay rahen aur marke say sath touch main rahen ta kay ap ko ap ki trading strategy bholay na.
  • Re: Market sae intouch rehnay ka faida

    Ye baat to bilkul theek hai k hum jitna ziada market se in touch rehain gay hum ko itna hi seekhny ka moqa mily ga aur hamary experience main izafa hoga iss liye hamesha lalach se bachna cahiye aur koshish kerni chahiye k lot size chota rekhain aur stop loss zarur lagain ta k hamara account wash na ho aur hum market main ziada time in rehain
  • forum1989

    forum1989

    جونیئر ممبر

    Re: Market sae intouch rehnay ka faida

    Market say touch rehna chahye aur market ko dekhtay rehna chahye. ager market per nazar na rakhi jaye aur market ko kuch din kay liye chor dia jaye to trader ki skills down ho jati hain. aur trader ko kuch bhi samag nahi ati kay wo kia karay. is iaye market ko dekhtay rehnay say market ki samag rehti hay. aur market ko samagnay main asani hoti hay.
  • Frd07

    Frd07

    جونیئر ممبر

    Re: Market sae intouch rehnay ka faida

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے

    Senior Member

    Forex market mein aap jitna zayada time lagain gay aap ko iss ka faida ho ga aur market sae zayada intouch rehnay sae aap market ki current situation sae waqif rehtay hain jis sae aap ko maeket kay analysis karnay mein aasaani hoti hai aur aap iss tarah aap forex sae profit bhi hasil kar saktay hain

    Forex trading market ke sath attach Rehne se traders ko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab Hum market ke sath sath Rahenge to Hame Pata Hoga ke market teacher surte haal hai aur trading karna Ehsaan hoga
  • Athar965

    Athar965

    جونیئر ممبر

    Re: Market sae intouch rehnay ka faida

    G ya baat to hy k hum jitna time sain gay market ko itna he hum ko faida ho ga k hum market ko achy say samj sakin gay aur humera experience zayda ho ga. Wasy b bolty hain na k jitna gur ho ga itna he mitha ho ga as ley jitna time dain gay itna he humra faida ho ga.
  • Re: Market sae intouch rehnay ka faida

    hamy forex market ko dahkty rahna chahey ky hamary liye faida mand hote hain jab yai up ho to hamy is mai enter hona chahey pher he hum market maui run kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be trading be kar sakty hain or hum is mai full time be trading kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
  • yasir11223344

    yasir11223344

    جونیئر ممبر

    bhai ajj kay door main trading ko kerna buhat asan ho gaya ha.kue kay ab to har user kay pas mob ha.jis ki madad say wo forex market kay har time touch main rah sakta hay.is say usko ya faida hoga kay jab bi wo market main trade ko kerna cahay ga.to uskay liya kisi bi kisam ki koyi bi problem nahi ay gi..
  • waqas11

    waqas11

    جونیئر ممبر

    aap market mein ziada touch rehtey hein apke analysis utne hi shandar hotey hein aur apko apne uper confidence barhta jata hey aur yehi wajha he keh hamen always market k ander waqtan fawaqtan rehna chahiye aur bilkul untouch nahin ho jana chahiye is se phir hamen loss hi hota hey aur hum kamiab nahin ho saktey hain.
  • vip007

    vip007

    جونیئر ممبر

    well sir is main ye faida hai ke ap ko market ki har movement ka pata chal jata hai aur har trend ke bary main har pairs ke bary main jan sakte hain aur apni galtiyon ka pata chal jata hai aur agli bar trend ka bhi pata chal jata hai.
  • loading_messages
    X