Pivot point kya hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot point kya hai?
    Forex mein hum aksar pivot point ka suntay hain aur yeh pivot point kya hai aur yeh kaise banta hai aur iss per hum kya remedial action lae saktay hain aur iss ka koi nuqsaan tou nahin hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Forex trading fellows main aapko pivot point Ke baare mein bataunga Agar market range kar rahi ho to market 1 pivot point ky ird gird ghum rahi hoti hai mean to say market Jitna aap move karti hai maximum down be move karti hai aapko technical analysis strong support and resistance Maloom hona chahiye is se aap acchi earning kar sakte ho
    • #3 Collapse

      Dear apka swal bout acha ha forex trading ma pivot point wo nukta hota ha jis py market bout depend karti ha market ka move is k aas pas hota ha i
      JB bi market is ko cross karti ha tu market jis direction ma ho us ma hi move karti ha ya us point py market reverse order ma move kar jati ha so jb bi trading krty hn is point ka hmain khyl rakna chaiy
      • #4 Collapse

        Dear pivot woh hota hai jahan sae market apni position yani reverse hoti hai aur uss kay mutabiq aap apni trades lagatay hain aur agar aap market kay analysis kartqy hain tou aap ko market kay pivot point ka andaza ho sakta hai jahan per aap pending order laga saktay hain aur aap ki trade open ho kar aap ko profit dae sakti hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Pivot point kya hai?

          forex market jab move karte hain tois mai pip aik pivot move karte hain market agar hum ho jy to logo ko profit ho jata haion or agar market low ho jy to logo ko nuqsan hota hain is liye hamy ache learning hasial kar ky is ky up down ko dahkty howe or is ky rules ko follow karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy

          اب آن لائن

          Working...
          X