Kia forex trading k leye kesi degree ki zarorat hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex trading k leye kesi degree ki zarorat hoti hai
    Nahi forex trading k leye kesi kisam ki koi degree ki zarorat nahi hoti albata han agar koi business related ya economic related degree ho kesi k pass taab ho sakta hai k osko ache samaj aye ba nesbat k aon logo k jin k paas es kisam ki degree na ho par generally aise koi khas degree forex trading k leye nahe chaheye hoti jesko apne zaror karna hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
    Nahi forex trading k leye kesi kisam ki koi degree ki zarorat nahi hoti albata han agar koi business related ya economic related degree ho kesi k pass taab ho sakta hai k osko ache samaj aye ba nesbat k aon logo k jin k paas es kisam ki degree na ho par generally aise koi khas degree forex trading k leye nahe chaheye hoti jesko apne zaror karna hai
    Salam alaikum bhai jaan trading ke liye Kisi bhi degree Ki Zaroorat Nahi Hai bas agar aap ek freshman Kesar trade Karenge to aapko accha profit Hassan Hoga agar aap ki knowledge Haasil karna chahte hain to Internet se bahut saare senior traders Apne blog se likhte Hain jinko read karne ke baad aap ek acche trader Ban sakte hain
    • #3 Collapse

      walikum salaam dear forex ky liya yahi degree kafi hy ky ap is ko seekh kar karo pehly is ko sekho achi tarh abhaly hi jitna timelag jat bina sekhy ap ko is mai nahi ana hy yi apny ap sy wada kar ly us ky bad ap yi samjh ly ky jo kuch ap ny sekha hy us ky imtehan hy tu ap ko demo py khob practice karni chahiya jab wo kar ly tabhi ap ko rael mai account bano or trade karo yahi is ki degree hoti hy.
      • #4 Collapse

        Asaslam o alikam bhai forex main kam krne k liye hune kisi degree ki zahrorat nai hoti hum is main bhagir dgree k be kam kr sakte hein bas hume is main menat ki zahrorat hoti hai ye business onilne best business hai hume is main kam krna chaiye ye hamre liye acha business hai
        • #5 Collapse

          forex trading aik aisa business hy jis ko join kerny ki koi shart ni hy kisi degree ya certificate ya kisi professional qualification ki koi zarorat ni bus ap ke pass forex ka knowledge experience and skills hony chay
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            Dear forex trading main trading kay lia kisi bhi kisam ki koi degree ki zaroorat nhi hy is kay lia mehnat shart hy aor saat saat market ka knowledge huna bhot zaroori hy aor sab say bari baat ye hy kay trading aisi cheez hy kay ye serf practice say hi improve hu sakti hy is lia ager ap nay aik acha trader ban'na hy tu pher apko khoob mehnat karni paray ghi tab ja kay apko profit huga.
            • #7 Collapse

              Dear behi ji ap ki bat teek ha kay pak forax ma kam karnay kalaya kisi bi kisam ki kio bi degree ki zarorat nahi ha is ma bas thori ci mhanat ki zarorat ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                forex aik aisa business he keh iskeliye kisi kisam ki koi degree ki zarurat nahin hoti hey aur is business ko agar hum achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum dunia mein kahin bhi beth kar isko kar saktey hain aur is mein kisi kisam ki koi education ki shart nahin hey
                https://t.me/pump_upp

                اب آن لائن

                Working...
                X