Forex trading mai jazbat say kam nahi laina chaheye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai jazbat say kam nahi laina chaheye
    Forex trading mai agar koi jazbat say kam laiga aor trading karega tu aksar jazbat mai lage howe trades negative way mai chalte hai es leye aksar expert ye suggestion daite hai k kabi be jazbat mai reh kar trading nahi karne chaheye warna nuqsaan apka he hoga so ab es say pata chalta hai k agar trading ache karne ho tu zaror apnay jazbat ko kabo mai rakna hoga
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading jazbaat se nehi rules bana kar karni chahiey
    dear trader ap nay bilkul theek kaha ha jub hum jazbaat se trading kartay hain to wo descision market ki condition par pora nehi utartay hain jis se wo trades loss me jati hain or loss hota ha ap ko chahiey kay ap rules bana kar trading karay ap ko discisio lenay me b koi confusion nehi ho gi ku kay ap just rules par chalay gay or jazbaat ko side line karna ho ga
    • #3 Collapse

      dear apka acha sawal hay hamain forex k ilawa bhi kisi kaam main jazbaat say kaam nai laina chaye q k jazbaat say hamain har wakt lose he hota hay ,trading main lose he hota hay magar lose to har field har business main hota he hay agar ham forex main lose k baad jazbaat say kaam lia jaye to ham apna bahut sara nuksan he karaingay so forex main success sabar aur knowledge say mumkin hay is k ilawa nai mumkin hay.
      • #4 Collapse

        Yes brother Ap ke bat se agree hoo trading boht se critical busseness a is m agr Ap pressure ya jazbati o jay gy to survive ni kr skhy gy is liey hemsha Jb b Ap trade kary to cool mind o kr aur jb tension free hoo us time kary, roza mara hlat m khee qism ke pershania hoti hain un ko b face Karna parta a lekan try kary Jb Ap trading kary to un ko ik side pr kr dy
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Forex trading mai agar koi jazbat say kam laiga aor trading karega tu aksar jazbat mai lage howe trades negative way mai chalte hai es leye aksar expert ye suggestion daite hai k kabi be jazbat mai reh kar trading nahi karne chaheye warna nuqsaan apka he hoga so ab es say pata chalta hai k agar trading ache karne ho tu zaror apnay jazbat ko kabo mai rakna hoga
          DY forest trading Mein Jazbaat se kam nahi Lena chahiye trading Mein Jazbaat se kam karne mein jyada nuksan hota hai isliye Hame easy ok trade karna chahiye aur hame lalach nahi karna chahiye

          اب آن لائن

          Working...
          X