Konsa analysis best hy?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Konsa analysis best hy?
    3 types hn analysis ki
    1. Fundamental analysis
    2. Technical analysis
    3. Sentimental analysis
    Aam traders k lye pehly 2 analysis maqbool hn jbk 3rd wala buht ziada expert traders use krty hn.. Baqi hm ksi ki ahmyat sy inkar ni kr skty . Wesy fundamental analysis ko samny rakhty hoy agr trading ki jay tu mnafa k ziada mwaqy paida hn gy.

    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
    3 types hn analysis ki
    1. Fundamental analysis
    2. Technical analysis
    3. Sentimental analysis
    Aam traders k lye pehly 2 analysis maqbool hn jbk 3rd wala buht ziada expert traders use krty hn.. Baqi hm ksi ki ahmyat sy inkar ni kr skty . Wesy fundamental analysis ko samny rakhty hoy agr trading ki jay tu mnafa k ziada mwaqy paida hn gy.

    Dear hamare liye 3no analysis best hain hamen jis sstargt se faida ho rha ho wohi hamare liye best hoti hai
    Hamen chahiye k ham trading k liye 3no analysis krne chahiye hamen trading k liye technical aur fundamental analysis ka krna to bahot hi zaruri hota hai jab ham in do analysis ko kren ge to hamare successful hone k chances mazeed barh barh jaen ge q k ye dono qisam k analysis hamare liye bahot ahm hote hain
    • #3 Collapse

      ASLAMUALEKUM bhai sub analysis ke apne jagah hai ap yeh nahe kah sakty kon se kiss se acha hai lekn sub se zayada retail traders technical use karty hain jub ke investment company fundamentals aur sentiments analysis use karty hin
      • #4 Collapse

        Dear sir Jahan tk mera opinion ha to forex trading m different types k analysis kiye jaty hen Jin m SE 2 basic analysis hen Jo k fundamental aur technical hen in dono m SE fundamental analysis bht important hen Jo k hmen clear guideline dety hen k trading kesy ki Jaye.
        • #5 Collapse

          mere dost Main To technical analysis Karti Hoon aur sirf fundamental news analysis Joe different sites pe Aate Hain Jessica Pakistani forum or other sites pay daily ki news aa rahi hoti hai unko dekh Leti Hoon Taake Kisi bhi hai impact News pe Meri trade open Na Ho aur Mujhe loss Na Ho Baki main chart reading Karti Hoon support and resistance trendline aur candlestick pattern copa trade Karti Hoon Jis Se Alhamdulillah achha profit Hota Hai
          • #6 Collapse

            apne bohot hi achi post share ki hey aur waqai aisa hi hey aur agar hum in analysis ko achi trha se learn kartey hein aur is mein hardwork kartey hein to hum kabhi bhi is business mein fail nahin hotey hein aur fundamental analysis bohot hi ziada achey aur zaroori hotey hein aur aik achey trader keliye.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Dears anlyses experience k oper depand kertay hain agar ap ka experience kafi ziyda hi to ap har anlyses say trade ker sakta hain kyunk technical anlyses ap khud find out kertay hai jab k fondamentli ko bhi ap experience base per jadgeker sakta hai lakin sentiment anlyses kliy kafi ziyda experience hona chahey takay ap earn ker sakain.
              • #8 Collapse

                Re: Konsa analysis best hy?

                forex mai analysis ke 3 types hain hamy in ko weekend py learn karna chahey in ko hamy kabe be ignore nahi karna chahey in ke forex mai bohat ahmeyat hain forex mai hamy weekly target bana kar kam karna chahey yai east wast mai bohat taze sy phla raha hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Konsa analysis best hy?

                  yw to khud par hota hay kay market main kam karty time hum kis tara kay analysis kar sakty hain agr to humain kisi main specilazation hay to us analysis ki help lyni chahiye ta kay market main kam karna humary liye asan ho sakay or is main low risk main kam karty hain to b trade karna b market ka use karna best ho sakta hy
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Konsa analysis best hy?

                    forex trading main analysis se murad yah hota hai k hum market ka jaza lay kar apni trading karen jaizy se murad wo jaiza hota hai k hum es bat ko dekh saken k market main hmain kis trha profit mily ga tu es k liye aghr koi analysis best rhta hai wo technical or fundamnetal analysis hain es main hum apni trading ko boht abhtr bna kar kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Konsa analysis best hy?

                      forex aik online business hain is main analysis ki 3 types hain in main sy technical analysis bohat hi best hain hamy best experience hasil akr ky is main kam karna chahey phaer hi ham is main kamyab ho sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Konsa analysis best hy?

                        forex aik online business hain is mai analysis ke bohat se iqsam hain hamy in ko learn kar ky use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Konsa analysis best hy?

                          With a market capitalization of over $1bn, Ripple is the final identify on our list. The forex used to be launched in 2012 and provides instant, secure, and less costly payments.The consensus ledger of Ripple does not require mining, a function which makes it exceptional from Bitcoin and different mainstream crypto currencies.
                          • #14 Collapse

                            Re: Konsa analysis best hy?

                            Forex members trading Mein 3 tarha ke analyses hote hain fundamental analysis technical analysis aur sentiment analysis zyada tar aam tor per trader pahle do analysis ko use karte Hain aur bahut zyada expert trader hi sentimental analysis ko istemal karte hain isliye aap apni trading ke hisab se hi analysis ko use kar sakte hain analyses Sabhi best Hote Hain lekin Aam tor per trader ke liye pahle do analysis zyada reasonable Hote Hain wo in ko easily samajh sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Konsa analysis best hy?

                              Forex trading men trading karne ke liye market ka analysis karna bahut jyada jaruri hai iske baghair aap ismein acchi trading nahin kar sakte Forex mein analysis ki teen types use hoti hain technical analysis, fundamental analysis, sentimental analysis trading karte waqt 3 types ka analysis agar aap aap kar lete hain to ismein main aap bahut acchi trading kar sakte hain aur prophet hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X