Demo account me mistakes ko notice karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account me mistakes ko notice karna
    Agar ham trading ka long time ka expernice rakty be hey to demo account ki importance ko ignore nahi karna chaye, demo account me hi ham apni esi mistakes ko notice kar sakty hey jes ko ham real account me notice nahi kar sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G demo account ki practice ka maqsad hi ye hy k ap ki trading mein koi mistake ho koi choti galti ap ki ho ap practice mein us ko dekh saktay han aur practice kar k us mistake ko cover kar saktay han aur demo account par experience trader bhi practice kar k apni mistake ko cover kar saktay han aur demo account ki practice ka faida hi hota hy
    • #3 Collapse

      G han jnb aap nain bht achi BT ki hai jub bhi him demo account PR practice kartay hain to humain chaye k is say him seekhain Ann k is ko serf time pass bana main jitna aap demo account say seekhogay itna aap ko faida ho ga...
      • #4 Collapse

        Dost aap nain. Bht achi bt ki hai waqia humain demo account pr practics karni chaye jis say hum seekh saktay hain aur yeah seekhnain ka bht ehm source hai aur is say aap jo seekhtay ho usko aap apnain real account pr apply karo...
        • #5 Collapse

          Asslam o alikam bhai demo account main hume lazmi apni mistake ko fallow krna chaiye ye acha business hai lekin is main hum experience k bhagir kuch ne nai kr sakte is liye hume is main experience ur knowledge k sath kam krna chaiye forex main hum apni life set kr sakte hein
          • #6 Collapse

            app ki bat bilkul sahi hai bhai jan demo acoun wo ham ko skehata hai ju ham aik techer say bhi nahi sekh sakty hain kun k demo account par app ki pracite say ju ap ko experince milta hai wo kahin say nahi milta app hr chez ko apply kar uss mai say accurate chezain nikalty hain demo say say issleay ap ko ziada sayz iada dmeo account par practice kanri cheay.
            • #7 Collapse

              dear mairay khayal say yeh sab say bari smjhdari hay k ham demo account use kark us main anay wali tamam mistakes ko notice karain k ham trading k douraan kia mistakees kartay hain k hamain real account main us sab say bachna chaye jin say hamaray account ki growth ho aur hamain kam say kam lose ka samna karna parray isi liye mairay aur aap k khayal k mutabik hamain demo accounts ki mistakes ko zaroor notic karna chaye.
              • #8 Collapse

                Assalam alaikum bhai demo account ho ya koi bhe business ho ap ko apni mistakes ko note krna chaya us sa ap dobara wo mistake nea krta han agr apni galtion ko note nea krta tu ap kabhe bhe profit nea kama sakta ap hamasha lose main jata han ak acha trader hamasha apni mistakes ko note krta hai ap dobara kabhe bhe wo mistake repeat nea krta hai us lya jab ap demo pai practice krta han tu apni mistakes ko note kia kran ta ka jab ap real account pai kam kran tu wo mistake dobara na ho
                • #9 Collapse

                  yes dear demo account kay faiday bohat zada hain hum demo me tention or fear kay begair trading kartay hain koi emotions or patience nehi hotay hain mind fresh or relax hota ha jis se hum choti choti chezoo ko b achi tarah note kartay hain agr ap real me trading sekhainy gay or profit b earn karay gay to is soch ki bina par ap loss honay par tention me akar emotions or patience ko control nehi kar sakay gay or apni mistake or market kay important point ko b notice nehi kar sakay gay
                  • #10 Collapse

                    Assalamualykum dear, forex ayk buht he complicated business hy es ko samjhny k liey hum sab log alag alag tareeqy use karty hyn jin main say ayk demo acount pay practice hy aur hum sab janty hyn k demo acount pay practice kar k hum apny ap ko trading main practically strong karty hyn aur jab hum log practice karty hyn to definitely hum say khuch mistakes hoti hyn aur voh mistakes he hamara experience ban jati hyn aur demo account pay practice k doran jo humin practice hasil hoti hy jo ham say mistakes hoti hyn himin cahiey k jab hum log live trading karty hyn to un say mistakes ko repeat na karyn aur un mistakes say faida utahien.
                    • #11 Collapse

                      demo account aik trah se practice account hai q k jub ap demo par practice karty hain os main ap aik trah se apni galtuin ko cover karty hain apni galtian spdharty ain es liye demo account main practice ki boht value hai q k es se hmari trading skills bhi immprove hoti hai or hmari trading main acha profit earn akrny k hum qabil bhi ho jaty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo account me mistakes ko notice karna

                        demo account ka use karty hain to is main bs trading hi nai karna hoti hay is main apni mistake ko b sikhna ho ga kay kon se mistake hum ziada karty hain to is ko dykh kar notice karna ho ga or point out kar kay trade main kam karny say is ko km kar kay achi earning hasil karnay ka mokab b increase karna ho ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo account me mistakes ko notice karna

                          Bhai apny bilkul thek kaha haii hmesha se mehnat e sy ham agy brh sakty hain uske lae hmain demo account per practice krni chahye jis hm trading ko smjh sakty hain r apni mistakes se learn krna chahye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X