News time per kia pending orders best hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News time per kia pending orders best hota hai
    Pending orders tou news time per ham agar 100 pips per tp ky sath use kerty hain tou agar big movement per order open ho ker less than five minute main tp bhi hit ho jati hai tou kia yeah error order count nehi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nai ye error order count nai ho ga kiun kay news time market boht ziyada variation karti hay is lye ye traders ki luck hoti hy kay market traders ki prediction kay mutabiq move kary aur un ko faida ho..
    THKS
    • #3 Collapse

      ASLAMUALEKUM bhai amre khayal se pending orders se bhe zayada behtar hai ap 1 minute chart ko analysis karen aur decision len pending orders ap ke account ko shadeed thread ho sakta hai
      • #4 Collapse

        nahi bhai error order nahi hota aap ki marzi hai aap panding order bhi lga skty hain or instent order bhi aap news time lga skty hain agir aap ka take profit 5 mints sy phly hit ho jata hai to bhi aap apna profit ly skty hain hain 5 mints wala rules ab nahi hay ab aap trade 5 mints sy phly bhi close kr skty hain
        Removed by Moderator
        • #5 Collapse

          G han pending orders ki strategy bahot hi profitable ho sakti hay hamari koshish ye honi chaye key esi news jo market par bahot zeyda effect karti ho to hamy pending orders laga kar profit earn karny ki koshish karni chaye, pending orders ya to bahot zeyda deeply set karny chaye aur market movement key mutabeq bahot zeyda up point par set karny chaye.
          • #6 Collapse

            G han jnb aap nain bht achi BT ki hai barhi important BT yeah hai k aap pata ho k news kis time hai aur kis taraf market ko lay k jayegi kaahn tak jub aap ko yeah sub pata hoga to trade laganain main asaani hogi chaye woh pending ho ya at the same trade ho...
            • #7 Collapse

              G dost aap nain acha sawal kiya hai mgr main aap ko batata chalon k news main trading bht risky hai jis kiw ajah say aap ka account wash ho sakta hai jyb tak aapko sahi naj pata ho tradingnaj karain news main
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                Pending orders tou news time per ham agar 100 pips per tp ky sath use kerty hain tou agar big movement per order open ho ker less than five minute main tp bhi hit ho jati hai tou kia yeah error order count nehi hota
                Dear agar tu ap seekh aur smjh k kam karo gy tu no doubt ap es mai boht he behtreen kam kar skti ho aur apni life ko b enjoy kar skte ho forex aik boht he behreen busienss hai jo ap ko aage chal kr mazeed behtar earning k liye fadia de skta hai lehaza ap ko mehnat tu karni he ho gii warna ap kabi b es busienss ko ache se le kar nhn chal skao gy soo ap ko acha faida haisl ho skta hai....
                • #9 Collapse

                  Re: News time per kia pending orders best hota hai

                  agar hum forex mao order lagana chatey hain to hamy news py lagana chahey or hamy news ko daily dahkna chahey yai hamy market ky up down ky bary mai aga karte hain hum is par live trading be kar sakty hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be haisal kar sakty hain ia mai hamar koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: News time per kia pending orders best hota hai

                    news ma trade lagty wakt hamy pending order ko use karna chahey is traha hum loss sy bach jaty hain hamy market ke movement ko bar bar dahkny ke zarorat nahi rahte hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: News time per kia pending orders best hota hai

                      je ha is may koi sak nahi hay kay news ko dakhnay say pahly ager trading lagi haay to is ko pending par laga kar news ko dakh kar os kay hisab say he kam karna chahey pher he hum is may sahi say run kar pay ga forex may acha profit hasil kar pay gay forex may trading karty howay market kay roles ko dakh kar is kay up down ko check kar kay is may analysis kay pair ko use kar kay he kam karna chahey is say hum sahi kam kar patay hain or is say hamy market kay movement ka bhe pata chal jata hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X