Cruid oil prices main Saudia ka kirdar
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cruid oil prices main Saudia ka kirdar
    Kia Saudia ka Cruid oil ki price variation main bahot kirdar hai ky kal aik news chal rehi thi ky Saudia international market main Cruid oil ki price ko mazeed down ker sakta hai kia aesa hi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han kal news aesi aa rehi thi ky saudia ky control main oil ki price ho sakti hai ky agar market main oil ki supply saudia kam ya zyada kerta hai tou uska direct effect forex market main oil ki price per perta hai tou aesa ham keh sakty hain ky forex market main oil ki price main saudia ka kirdar ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Jee han brother saudia ek boht bara crude oil producer mulk hay agr wo apni production main variation karta hy to koi shak nai kay international rates main bhi variation aaye gi..
      THKS
      • #4 Collapse

        Off course brother koin k world main oil ka main supplier Saudi arab hy our thusday ko oil ki prices jo 400 pips gire haen un ki maen reason bhe yahi the koin k unhoin ny oil prices kum ker dee hain our yi dobara oper 4 november say bharna shuro hoon gee koin k us time us din say Iran k oper dobara say pabandi USA ny laga dee haen our wo maen dosara nara country hy jo oil other countries ko provide kerta hy
        • #5 Collapse

          Bhai crude oil main sudia ka jiss tarah ka kirdar hona chahye uss tarah ka bilkul bhe nahe hai even canada uss se zayada influance karta gai iss lea main samjhta hai koe khas kirdaar nahe saudianka
          • #6 Collapse

            Important rule of sudia in increase and decrease the price of crude oil.main head yaha production of curde oil in sudia
            • #7 Collapse

              USA oil ka Saudi Arabia ka bahot barda khareedar hay esi waja se Saudi Arabia agar oil ki supply me kami kar deta hay to es ka effect crude oil ki USA me international price par be hota hay aur USA me crude oil ki demand me ezafa hony aur supply me kami any ki waja se crude oil ki price me ezafa ho jata hay.
              • #8 Collapse

                G han jnb aap nain bht acha sawal liya hai waqia international market main kitni sale oil ki kam ya ziada hogi iska direct effect is ki market PR parhta hai jiski wajah say is ki value kam ya ziada hoti hai...
                • #9 Collapse

                  G jnb aap nain bilkul sahi kaha hai saudia ka bht ehm role hai oli ki movement main jitni is ki sale kam ya ziada ho gi itni hi markeet bhi movekent karaygi jo postv e ho gi ya negtive
                  • #10 Collapse

                    Dear dekha jaye tu crude oil mai asal kam he onhi countries ka hota hai jis mai se ye oil nikalta hai q k jab tak oil on k pass ho ga wo apni marzi k mutabik os ko filter kar k os ka rate up ya down kar skte hain es liye ap ko cahiye k ap smjho aur seekho aur phr he ap ko acha fiada ho skta hai forex aik behtreen busienss ki tarha kam kare ga soo ap ko mehnat he karni ho gii....
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Cruid oil prices main Saudia ka kirdar

                      cruid oil mai saudia ka be kardar hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ban cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X