Forex Business with no experience...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Business with no experience...
    assalamualaikum dears !!!
    mery kayal main forex trading ham baghair exprince k shuro to kr sakty hain but ham profit nai kama sakty tukka lag jay to apki qismat warna zayada chance loss k hi hoty hainn mery khayal main hamain baghair exprince k trading nai krni chahye apki kya ray hy??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear ap ne thk kaha hy ke hum without experience forex start to ker sakty hn lkn ziada profit ni bna sakty, experience is the key to success in forex trading, jitna experience ho ga utny ziada earning ho ge, jub ap ke pass experience ho ga to ap market ki movement ko samjhin ge aur right way main trade lagain ge
    • #3 Collapse

      Dear meray point of view say Forex bussiness koe asan Kam nei hai es main mehnat aur time Darkar hota hai wo level hasil krnay k Liay jis main ap profit gain kr sakian es k Liay Forex bussiness Ka Elam aur skill full Hona bahut zrori hai q k kamyabi k Liay yeh basic need hai us k baad time k sath sath experience aata hai
      • #4 Collapse

        Walakam islam brother main aap ki baat sa agree hoon aap bukal thek kaha rahay hain kisi be bussniss main success hasil karna k laya exprence bhot zarrori hay aur exprence k laya prectice lazmi hay jitni zayada prectice utna zayada exprence forex trading ko start karna bhot easy hay lakan iss bussniss main success hasil karna bhot mushkal hay success hasil karna k laya exprence ki zarrorat hoti hay exprence k bagher instaforex trading main profit hasil nahi kar saktay hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
          assalamualaikum dears !!!
          mery kayal main forex trading ham baghair exprince k shuro to kr sakty hain but ham profit nai kama sakty tukka lag jay to apki qismat warna zayada chance loss k hi hoty hainn mery khayal main hamain baghair exprince k trading nai krni chahye apki kya ray hy??
          Assam alaikum bhai Forex mein experience Hassan karna bahut Jada important hai humse Shuru toh kar sakte hain Baje experience ke lekin Hume isme profit ke liye experience ki jarurat Hoti Hai Hum jitni achi trading Karenge hum nahi profit hoga
          • #6 Collapse

            dear frnd ap forex k ilawa koi bhi business ly lo ager us main ap ka experiace nae hy tou ap kabi bhi kamyab nae ho skty, so ager hmain kamyab hona hy tou hmain pehly expriance lena chahye us k liye demo account bnaya jaye or us per trading kr k market ko learn krna chaye.,,tak k jab ap real accoun main ain tou achi or prifitable tradings kr skain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
              assalamualaikum dears !!!
              mery kayal main forex trading ham baghair exprince k shuro to kr sakty hain but ham profit nai kama sakty tukka lag jay to apki qismat warna zayada chance loss k hi hoty hainn mery khayal main hamain baghair exprince k trading nai krni chahye apki kya ray hy??
              actually jis doar main ham reh rahy hain us mian servival key liey ya tu job kar saktey hain ya phir business. job bhi experience require krti hai or business bhi. Forex bhi aik business hai, to defiantly experience key na to job kamyabi sey ho skey gi or na business. experience is most important to survive in tha era. without experience ham kabhi bhi up gradations mumkin nahi hain. experience waqt ky sath sath hasil hota hai. jitna ham apny business ko waqt den gy utna hi experience gain kren gy.
              • #8 Collapse

                g bhai sahi kaha apnay.is business main tokay nahi lagty.jo is business main tokay wali trading ko kerta ha.usko is business main loss 100% hota hi hay.ager trader kay pas is business ka experience nahi hay.to wo real account main kam volume ki trade ki madad say is business ka experience hasel ker lay.takay usko ya pata lag jay kay real account main acha profit kis tarha say hasil kiya ja sakta ha.
                • #9 Collapse

                  G bhai apki bt thk hai forex aik aasan business ni hai is ma sahe mhnat or knowledge ki zrort parti hai agr ap knowledge hasil kry gy to ap achi earning kr skty han aoki cahiy k time dy system ko smjhy to ap bht kuch kma sktu hain
                  • #10 Collapse

                    yes dear forex ko bina exprience kay nehi karna chahiey ku kay ap ko profit earn karnay kay liey market me analysis karnay ki need hoti ha or ap. mistake se clear or zada effective analysis tub hi kar patay hain jub ap kay pass market ki har situation ka exprience hota ha or ap market ko basani samaj jatay hain or ap ki trades mostly profit me jati hain exprience honay par agr ap kay pass exprience nehi ho ga to ap market analysis me bohat zada mistake ho gi or ap ko smaj b nehi aey gi konsa decision lena ha without exprience
                    • #11 Collapse

                      dear apka acha question hay ,for examle agar hamain kisi bus ya car ki driving nai aati hay aur ham stairing pakar k us ki seat pay baith jatay hain aur usay start kar laitay hain to us ki running say zaroor hamara accident hoga aur hamara lose hoga same isi tarha forex k business main agar hamaray pass experience nai hay to hamain har haal main lsoe ka he samna karna parray ga so aisay halaat say nimtanay k liye aur is say bachnay k liye hamain pehlay experience lain he hoga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Business with no experience...

                        forex mai jo log bager experience ky kam karty hain unhy loss hota hain hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny ssy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or hamy is mai kam karny ka bonus be milta hain or agar kam karty howe koi galti ho jy to hum isy durust kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X