stop loss lgana kun zrori hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading business mein stop loss buht ehm option hy stop loss ko laga kar hum apne account ko save rakh saktay han kiok agr stop loss laga kar trade open karain gay tu hum ko ziada loss nhi ho ga aur trade stop loss ko hit kar k close ho Jaye gi aur account wash hone se bach sakta hy stop loss ko lazmi use karna cahaiye is se buht ziada loss se bach saktay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dekho yar stop loss lagana is liye zaruri hota he ke hamen is se bhi ziyada loss na ho aor loss stop bhi tab lgate hen jab markeet ka smajh na ata ho mera knowledge to yehi kihta he shukria
      • #18 Collapse

        Jab ham apni trade krty hy to us pr ham ko stop loss lgana is liya zarori ho jata hy k agr hamari trade losss my jati hy to who khod hi close ho jaye ki k ham loss my clise nai kr paty hy emtional ho jaty hy ya phr ham w8 krty rehty hy is liya ham ko trade lgany k bad ya b lgana chiya is sy ham ko agr loss hota hy to ayk limit my hota hy our bhot kam hota hy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #19 Collapse

          Re: stop loss lgana kun zrori hota hai

          agar hum forex trading main stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi aur safe ho jati hay aur humay chahiye keh esmain jald bazi ka muzahira na karen kyun keh jald bazi kay chakar main market main achi earning nahi ulta nuqsan he hota hay humay mehnat karni chahiye es business main
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #20 Collapse

            Re: stop loss lgana kun zrori hota hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832405 پيغام ديکھيے
            bhai hum sub janty hain stop loss bohat zuada impotent hota hai agir nahi lgaty to loss ho skta hai account wash bhi ho jata hai bohat trader account wash krny k bad phir sy deposit krty hain tb bhi stop los use nahi krty jb janty he hain k stop loss hum ko big loss sy bachata hai phir bhi woh use nahi krty asil man woh trader he hoty hain jo khod is business man kamyab nahi hona chahty
            Assalamualaikum bhai stop loss Hame bahut Bade nuksaan arcsaber jata hai stop loss use karne se Hamara County Pass Ho Jata Hai status likana bahut jyada important Hota Hai Jab Tak Hum forex market Mein stop loss Nahi lagayenge Hum Apne instaforex account bonus Toh Phir Hame huge losses ka Samna karna padta hai aur jo log stop loss nahi Lagate hai woh I think a Kamyab kidar hai nahi Banna Chahte Shukriya
            • #21 Collapse

              Re: stop loss lgana kun zrori hota hai

              Jab bhi aap koi naee trade start kerain to uss main stop loss ko zarur use kerain kion k forex market main fluctuation bohat taizi se aati hai ager aap ne stop loss na lagaya hua ho to aap ka account wash ho sakta hai kion k ap ko bohat ziada loss ho jaye ga iss liye forex main ager aap ne in rehna hai to ap ko hamaisha stop loss laga k rekhna hoga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: stop loss lgana kun zrori hota hai

                ap ne theak kha hye jab hum apne mistake pr mistake krte han to hum ko all time loss he hota hye jo log stop loss nahi lagte apne account me to wo trader apne ap ko na kahan jo stop loss nahi lagta to wo trader he nahi hota forex ke apne rulles hote han on pr amal keya jana bohat zarori hota hye as leye hum stop loss ko bohat acha lagan ye hamra friend hye all deposit ko ye save krta hye

                اب آن لائن

                Working...
                X