stop loss lgana kun zrori hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss lgana kun zrori hota hai
    bhai hum sub janty hain stop loss bohat zuada impotent hota hai agir nahi lgaty to loss ho skta hai account wash bhi ho jata hai bohat trader account wash krny k bad phir sy deposit krty hain tb bhi stop los use nahi krty jb janty he hain k stop loss hum ko big loss sy bachata hai phir bhi woh use nahi krty asil man woh trader he hoty hain jo khod is business man kamyab nahi hona chahty
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    USD forex market Mein Hame stop loss Lagana Zaroori Hota Hai Jab Tak Hum forex market Mein stop loss nahi lagaunga Apne instaforex bonus account per.
    Tohar Mai huge losses ka Samna karna pad sakta hai Kyunki Akshara forex market Mein Breakout Hote Hain Agar Hum breakouts ke upar trading nahi karte yeah trading Kare aur Hamara stop loss 8 Ho Jaye to Kafi fayda hota hai Kyunki Akshara market Kafir yadamari against maaf kar jati hai aur Humne huge losses Hote Hain.
    • #3 Collapse

      Kabi kabi aesa hota hai k jab ap stop loss lagaty hain aur us per apki trade close ho jati hai to kuch dair bad merket reverse ho jati hai. Us surat men apko loss se b zyada afsos hota hai. Market reverse ki umeed men log stop loss use nahin karty
      • #4 Collapse

        Ager to friend app forex maen as a professional trader kaam kerna chahty haen to pher to app k leay stop loss lagana boht zarori hy koin k ager full capital ko app risk py chor k trades lagaty haen to kabhe bhe app us business say safe earning nahe ker pain gy dosto forex maen hard work ker k us k her aik tool ko seikhain our pher he app trading ko apny leay asaan bna pain gy
        • #5 Collapse

          Dear forex trading aisa buisness ha jis mein kafi risk involve ha kyun k market ka trend change hony mein pata ni chalta market kis time hamary against chali jaye is liye jab bhi trade lagayn stop loss lagana bht zaroori ha ta k agar market ap k against jaye tu jis point p stop loss laga ha udhar auto p close ho jaye kam loss mein agar stop loss ni lagayn gy tu account wash hony ka khatra hoga
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning karni ha to per hum ko chaheya ka hum ko stop loss ka option ko use karna hoge to per hum ak limit taka loss hoga us ka baad hum ko loss nhi hoga esleya hum ko stop loss ka option lagana hoga q ka it is more important for us.............
            • #7 Collapse

              stop loss bohat important hai aor apko dekhna hota hai aor yeh sochna hota hai kay ap k pas kitna balance hai aor us per ap ney kitna amount bardasht karna hai usi hisab say ap log stop loss ko set karen aor lazmi use karen agar ap apney account ko wash honey say bachana chhatay hein.
              • #8 Collapse

                bhai stop loss lagana trading main is liya zarori hota ha.takay jab apko apni trading main loss ho.to wo loss recoverable ho.ya phir ager ap apni trading ko dakh na rhay ho.tab bi ap trading main stop loss ki madad say apnay account ko zayada loss honay say bacha sakty hai.is liya trading main stop loss lagana buhatr zarori hota ha..
                • #9 Collapse

                  Bilkul bhai aksar trader ki nakami ki sab sy badi wja ye he hy k wo sl use ni karty phir jub loss hota hy to loss hota he chla jata hy jiss ka natija ye hota hy k account washd ho jata hy aur asy trader aksar ye karty hein k aik sport per sl use ni karty jis k natijy mein loss loss aur loss hota chala jata hy
                  Removed by moderator.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main stop loss lagna boht zaror hai q k stop loss se hmara account save rahta hai or hmain zeyda loss hony se rokta hai es ko hum aik trah se yah kah skty hain k hum es se loss ko lock karty hain tu hamara ccount wash hony se bach jata hai es liye apni trading main stop loss ko lazmi set karen ta k apko es main ap k account ki safty ray apka ccount wash na ho
                    • #11 Collapse

                      forex trading main stop loss lagany ka yah faida hota hai k es se hmary account k wash hony ka khra khtm ho jaata haio or hmain lsoss bhi zeyda nahi hota hai forex tading main amoney mangent ks ath trading karny ka boht sara fiad milta hai or safty se trading ki ja skti hai es liye apni trading main stop lsos ks ath trading karen kbhi bhi es ko ignor nahi karna chahye
                      • #12 Collapse

                        mery khyal sy stop loss hm apni security k liy lgaty hen q k jb hmari tread loss m jati hy tu stop loss lgany sy hmy km loss face krna parta hy es liy stop loss lgana hmary liy boht Zrori hy khas kr tb jb hm ne zyada bari lot lgai ho .
                        • #13 Collapse

                          G stop loss lagany ki waja yay hy ky ap ka baki ka profit na loss ho jaiy so is liyay is option ka intakhab karna parhta hy so ap ko market ki knowledge bahtar tu ap ko stop loss ki zarorat nai parhti hy ap ko har chex ki anylisis pata hoti hy.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832405 پيغام ديکھيے
                            bhai hum sub janty hain stop loss bohat zuada impotent hota hai agir nahi lgaty to loss ho skta hai account wash bhi ho jata hai bohat trader account wash krny k bad phir sy deposit krty hain tb bhi stop los use nahi krty jb janty he hain k stop loss hum ko big loss sy bachata hai phir bhi woh use nahi krty asil man woh trader he hoty hain jo khod is business man kamyab nahi hona chahty
                            Trading karte huye stop loss use karna bahut imported hota hai Kyunki Agar Hum Star Plus use karte hain aur Hamari trade laws Main Chala Jata Hai to stop loss. Bajake Hamari trade Ko dikkat Ho Jati Hai Hame Jada loss nahi hota aur Hamari trade bade log se Bandhe Jati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading mein kafi sari techniques use hoti hain. Un mein ye bhi aik achi technique hai k ap stop loss lagaty hain. Stop loss lagana is liye zaroori hai k jab ap loss hona shoroo ho jai to wo aik jaga pe ja k automatically close ho jai. Bajai is k ap ka sara balance hi khatam ho jai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X