Greed ke waja say over trading aur Fear ke waja say Missed trading opportunity
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed ke waja say over trading aur Fear ke waja say Missed trading opportunity
    Trading kay doran Ziada Greed aur fear dono he waja say traders ko loss ka samna karna parhta hai.Iss liye traders ko apni trading behtar karnay ke liye chaiye ke woh in dono emotions (Ziada greed aur fear ) say apni trading ko mehfoz rakhin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bhai by bahut achi bat ki hai k trading duran greed sy bhe bachen aor trading mn loss k Dar sy bachen q k an dono ki vjha sy forex market mn ap ko kbi bhe profit able trade ni ho sukti as liay as bachna knowledge aor experience sy bahut zaruri hai.
    • #3 Collapse

      dear bahut hi zaberdast point ap ny nikala hy waqi yi bi ik maimfactr hy hmry loss ka ager hm log in 2no chezo py contrl hasil kar skty hy tu hmy koi masla nahi ky hm log kamyab trader ban jay ziyada lalch bi nukhsan dyiti hy or ziyada dar bi hamy kabi agy nahi berhny dyta hy bas ap mai himat hony chhaiya tu kafi had tam hm in 2no chezo py qabo kar sakty hy.
      • #4 Collapse

        Bhai yeh he to factor hoty hain traders ke nakami ke jub tak ap emotions se bahir nahe aaen ga ap kase achy trading kar sakty hain hamen emotion se jaan chura ke trade karne chahye.
        • #5 Collapse

          Dear ais mai baat asal ye hai k hum jab kaam karty hai aor lot ka khyal ni rakhty to aus mai hum lot bari laga dety hai aor agar aus trade mai hum ko loss ho jaye to aus k baad hum jab bhi trade lagaty hai to aus mai hum lot lagany se darty hai jis ki waja se ye hai k hum ko ais market mai kaam karna hai to greed ni karna chaye aor soch samjh k kaam karna chaye.
          • #6 Collapse

            Dear forex trading mein lalach se bachna chahye aksar hota ye ha greed ki waja se ham bari bari lot laga dety hain jab k hamyn market ka idea ni hota k kisi bhi time market ap k against ja sakti ha tu loss ho jata ha is liye hamesha apny account k hisab se lot size select karyn aur doosra ye k agar apko achi trade mil rahi ha tu miss na karyn confidence k sath trade lagayn
            • #7 Collapse

              yes i agree with you aisy bohot hi ziada trades hein jo in sab mistakes ki wjha se kafi ziada loss kar bethtey hein aur forex mein hamen always confidence ke sath enter hona chahiye aur apne uper aik acha confidence rakhna chahiye aur kabhi bhi over trading ke chakron mein apne aap ko kharab nahin karna chahiye hamen apne apko professional traders banana chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                g han greed ki waja se hamen aksar nuqsan ho jata hy.ake bar profit any pe ham next trade lagany mein bhot hi jald bazi se kam lete hen.aur maket ki sahee posation ka bhi wait nhe karty.aur over trading k chakar mein milny wala profit bhi zaya kar dety hen.
                • #9 Collapse

                  Re: Greed ke waja say over trading aur Fear ke waja say Missed trading opportunity

                  forex trading main agar hum lalach karen gay to es lalach ki waja say market main achi earning nahi kar sakty es liye humay chahiye keh esmain khoob mehnat karen kyun keh mehant kar kay achi trading ko mumkin bnaya ja sakta hay es business main lalach nahi karna cahhiye kyun keh lalach say humay nuqsan he hota hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed ke waja say over trading aur Fear ke waja say Missed trading opportunity

                    forex mai jo log kam karty howe fear or greed ko qabo mai nahi rahkty unhy loss hota hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai hamy in sub ko avoid karna bohat zarore hain pher he hum kamyab hon gy forex mai hum investment be kar sakty hain or hum is mai live sada urdu mai trading be kar sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed ke waja say over trading aur Fear ke waja say Missed trading opportunity

                      forex mai jab hum kam karty howe lalchi ho jaty hain to hum over ho ky trading karny lagty hain or hum apne mistakes ko be ignore kar dety hain or hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai hamra ki boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed ke waja say over trading aur Fear ke waja say Missed trading opportunity

                        agar hum forex mai kam karty howe greed kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka ko balm nahi hota forex dunya mai bohat taze sy famous ho raha hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed ke waja say over trading aur Fear ke waja say Missed trading opportunity

                          g haan bhai jan apne thek kaha k greed ki waja seham ko is mein zyada trade nahi lagane chiye as main ham ko chahiy hai kee ham as main kabhi bhi greedy man na bane q k agar ham as main greedy man bane gee tu ham as main kabhi bhi kamyab nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se bhi kam kare aor ham ko as main ache hai kee ham agar as main kamyabi chahjte hai tu ham ko as main greed se bachna ho gaa tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor agar ham as main greed karte hain tu ham kabhi bhi as main kamyab nahi ho sake gey kamyab hasil karna hai tu greed ko chorna ho gaa
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed ke waja say over trading aur Fear ke waja say Missed trading opportunity

                            Greed ki waja say over trading aur fear ki waja say trading na kerna yeah trader kay liye boht problem peda ker sakta hay. is liye greed aur fear say door rehna chahye aur apni trading strategy ko samanay rakhtay howay us kay mutabiq hi trade main enter aur exit hona chahye. is say na greed peda ho gi aur na fear peda ho ga. jab trader ko apni trading strategy per yaqeen ho ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed ke waja say over trading aur Fear ke waja say Missed trading opportunity

                              agar ham ko loss hota h tu ham ko loss greed ki waja say over trading aur fear ki waja say trading na kerna yeah trader kay liye boht problem peda ker sakta hay. is liye greed aur fear say door rehna chahye aur apni trading strategy ko samanay rakhtay howay us kay mutabiq hi trade main enter aur exit hona chahye. is say na greed peda ho gi aur na fear peda ho ga.
                              Today's Latest Update

                              RockMan's Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X