Forex trading market mn Money management ki ahmyat?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading market mn Money management ki ahmyat?
    Dear members forex trading market mn Money management aik bahut zaruri factor hai ager kisi trader ki money management achi hai tu wo forex trading market mn bahut asani sy success hasil kr sukta hai ager money management ni hai tu koi bhe trader forex mn kamyab ni ho sukta as liay money management ko key of success kaha jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
    Dear members forex trading market mn Money management aik bahut zaruri factor hai ager kisi trader ki money management achi hai tu wo forex trading market mn bahut asani sy success hasil kr sukta hai ager money management ni hai tu koi bhe trader forex mn kamyab ni ho sukta as liay money management ko key of success kaha jata hai
    Dear Trading men money management bahot hi important hoti hai jab tak ham apne account men money management nhi kr lete hain uss waqt tak ham kabhi bhi kamyab nhi ho sakte hain
    Q k ham jab bhi apne account se high volume ki trade len ge to ham loose ho jaen ge isliye hamen lazmi tor pe money management krna hoti hai
    • #3 Collapse

      forex trading main money management bahut ziada important hy ,ager aik trader aik asha money managementer hy to wo bahut hi kamyab trader ban sakta hy ,aik asha money management kerny wala kum deposit se bh bahut ziada earning ker sakta hy
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        dear ager ap is market mai safe rehna chahty hytu a ko lazmi money manaegmnt karbni perti hy or yi bahut hi ziayda zarori hy is ky bian ap apny account ko safe nahi rakh sako gy ager ap ko yi karna ta hy tu lazmi ap ko tarde karny mai ari asani ho gi or ap bina tension liya trade kiy akry gy is sy ao ko pata hita hy ky ap ka count safe rahy ga.
        • #5 Collapse

          my dear friend forex mai money mangement reed ki hadi ki hasiat rakhti hai ager app ye apply nahi karin gay tu kabhi bhi app successfull trade nahi ban sakin gay iss leay ju bhi trader forex mai success hoa hai wo iss rules ko apply kar k hoa hai mujhy bhi jab loss hota tha tu mai money mangemnt rule aply nai karta tha jab say mai nay aply kia hai mai mera tuka bhi success hota hai wo iss wja say kun k money mangment say hmry mind mai tention kam jati hai jiss say ham achy say trad kar paty hain.
          • #6 Collapse

            Hai koe traders uss waqt tak trader he nahe ban sakta jub tak use money management na aty hoo sirf strategy ka hona buy ya sell ka kafi nahe money managment ke lea bhe strategy chahye tab kamyabi mile ge.
            • #7 Collapse

              Dear hum ais market mai kaam karny se phly agar study karty hai to hum ko pata chalta hai k ye market kisi bhi time kahe bhi move kar sakti hai ais liay hum ko ais mai agar kaam karna hai to money management bahot zarori hai warna hum ais mai apna loss hi kary gay aor aus k baad hum ne ais mai disheart ho jana hai kaam se.
              • #8 Collapse

                Dear aap bukal thek kaha rahay hain main aap ki baat sa agree karta hoon k aap kohi be bussniss start karan us main sab sa phalay aap ko money management karna pharay gi ager aap money managment na kar sakay tu aap ka bussniss kabi be successful nahi ho sakay ga same issi tarha instaforex trading main sab sa important money managment hay. Her trader open kartay waqat aap ko money managment lazmi karna pharti hay warna lose ki sorat main aap ka account be wash ho jata hay
                • #9 Collapse

                  Aik acha aur kamiyab trader forex mein wohi hota hey jo sab se acha money management trader ho aur hum kabhi bhi is is business mein kamiyab nhin ho saktey hain jab tak keh hum money management ko achi trha se follow naihn kartey hain hum is mein always fail hi hotey hein.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Money management is the to success in forex trading. Ap kisi expert se consult karen k money management kesy ki jaye ta k apki kamyabi yaqeeni ho.
                    • #11 Collapse

                      Dear maximum jo new traders hoty hain wo achi tarha study ni karty aur money management ka khayal ni karty is liye loss kara k phir forex trading chor dety hain is liye ham sab ko chahye k forex trading ki achi tarha study karyn ta k hamyn money managment ki ahmiat ka pata ho k jo money management kar k tarding karta ha usy faida hota ha
                      • #12 Collapse

                        bhai forex trading main money management ki bohat ziyaada ahmiyat hay ager aap proper money management ko zehan may rekh ker trading kertay haay to aap ko kabhi bara loss nahin hoga hamain chahiye kay hamesha stop loss zaroor laggain apnay account per ziyaaada trades nah open kerain or apnay trading volume yaani lot size ko medium rekhain iss tarah inshaallah aap ko kabhi loss nahin hoga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading market mn Money management ki ahmyat?

                          money management aik bohat he aham cheez hay agar hum apny trading account main money management nahi karen gay to es chakar main market main earning nahi ulta nuqsan he karty hay es liye humay chahiye keh khoob mehant karen aur sabar sa he esmain kam karen tab he safe bhi reh sakty hay es business main

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X