Lalach burri bala hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach burri bala hai
    Sach kehte the hamare barry k lalach buri bala hai. Forex me jab bhi koi lalach kerne ki koshish kerta hai wo apna nuqsan he kerta hai. Is liey ache trader yahi mashwara detey hain k hamesha apni trade pe concentrate kerna chahiey aur lalach se door rehna chahiey. Jab bhi ap k dil me lalach aay gi ap market analysis chor k lot size ziada ker den ge jis ka baad me apko loss ki sorat me samna kerna parey ga. Aur phr afsos k elawa kuch ni miley ga.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Eshaal پيغام ديکھيے

    Yes brother lalach waqae bahot burri chez hai hamen trading men lalach bilkul bhi nhi krni chahiye ham tab hi achi trading kr sakte hain
    Agar ham ziada ki lalach kren ge to ham profit ki bajay loss hi mille ga so hamen kabhi bhi ziada ki lalach men nhi parna hai aur always hamen sabar k sath trading krni hai
    • #3 Collapse

      G apki bat Sahi ham ko ziada lalach ni karna chahya ku keh jub ham ziada profit ka chakr mein jaty Han yo loss ho jata hai es Lia sub senior yahi kehty Han keh AP ziada lalach na Karan aur agr Thora bahot profit bhi mil raha ho to AP profit ly Lyn aur ziada lalach na Karan.
      • #4 Collapse

        No doubt lalach burrii bhala hai trading business men lalach hi humein loss ki taraf lejati jo log lalach men loss karte hain wo be buniyadi lalach hoti hai jo be trader trading karta hai wo lalach men hi karta hai ke profit milega but lalach uski kamyab jati hai jiski mehnat hoti hai jiski lalach be buniyadi nahi hoti.
        • #5 Collapse

          yes sir grred is curse is a famous old saying.a greed man is not succeesful in the world ever isi tarah forex main bhi greed ki liye buhat nuqsan hai isi liye ak greedy man forex ko kabhi na join kare ager kare ga is ke forex ak waste of time hai.
          • #6 Collapse

            Well dear apki bt bilkul thk ha forex aik aisa business ha jis m JB bhi lalach kro ge to apna loss kro ge.insan natural lalachi ha aur forex m maximum trader issi wjha see nakam hojaty hen k wo lalach krty hen.lalach ka mtlb ye ha k bri lot ka istemal krna aur aik he raat m ameer bn,ny ki koshish krna, withdout analysis trade krna bhi loss deta ha.so always careful trading kren.
            • #7 Collapse

              Laalach Forex trading mein hai Nahi Buri Bala balke life Keh Doosre mamlat maybe bahut Buri Bala Hai isliye lalach Se Jitna Dur raha Jai uthna Hai achha hai Varna Hum apna nuksaan kar Baithi hai
              • #8 Collapse

                bohat achas sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lalach nhi kab na karaa ager hum lalach karta ha to per hum ko lot of loss ho sakta ha esleya hum ko kabhi be lalach nhi karna hoge warna hum ko lot of loss ho sakta ha or hamara account be wash ho sakta ha............
                • #9 Collapse

                  Sub log jantay hein kay jo log forex main lalach kartay hein ya jo log is main hard work karne kay baad bhi greedy he rehtay hein wo log forex main hameha loss he letay hein unko profit nai hota forex say is liye try karen kay greed na karen.
                  • #10 Collapse

                    I agree with you sir g kiyon k kafi martaba hum ny sona bhi hy aur parha bhi hy k lalach buri bala hy to ye bat such hy kiyon k markit kabhi bhi lalach karny waly ka sath ni deti lalach mein kuch dikhta ni hy na trends na he account balance jis ki wja sy bady bady trader loss kar jaty hein
                    Removed by moderator.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Eshaal پيغام ديکھيے
                      Sach kehte the hamare barry k lalach buri bala hai. Forex me jab bhi koi lalach kerne ki koshish kerta hai wo apna nuqsan he kerta hai. Is liey ache trader yahi mashwara detey hain k hamesha apni trade pe concentrate kerna chahiey aur lalach se door rehna chahiey. Jab bhi ap k dil me lalach aay gi ap market analysis chor k lot size ziada ker den ge jis ka baad me apko loss ki sorat me samna kerna parey ga. Aur phr afsos k elawa kuch ni miley ga.
                      Assalamu alaikum bhai bilkul sahi baat hai lalach Buri Bala Hai Hame Kisi bhi kaam mein balance nahi karna chahiye aur trading maybe Lal's nahi karna chahiye Hume trading karte huye Jada news aur trading ka khayal rakhna chahiye Kyunki lalach Buri Bala Hai Har Kaam ke liye Waqt Chahiye Hota Hai Aur hame jaldbazi nahi karni chahiye
                      • #12 Collapse

                        bhai apny bilkul sahi kaha hy ham lalach k bary main bachpan sy hi kahaniyan sunty a rahy hain hamin kabi bhi lach nai krna chahye jo bhi bhi forex mai lach kr k risk uthaty hain to un ko loss ka samna krna parta y hamain chahye k ham lalach na kren oer sabar sy kam lain
                        • #13 Collapse

                          Forex me lalach kia to samjho loss kia forex me sabar he profitable hay lalach total los hay jab tak aap apny lalach par kabo nahi paa sakty tab tak aap forex par trading nahi kar sakty
                          • #14 Collapse

                            Ap bat bilkol thk hai lallach buri bala hai. Agar business language lallach dekhge to wo humare lose ke chance boht zyada hote hai hume chaiye ke forex business lallach kam karni chaiye or business ke statgies ko fokas karna chiaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Thanks eveyone friends for giving me very positive comments. Kindly issi tarah apni qeemti tajaveez detey rahen ta k information me izafa hota rahey aur achi baten tamam friends tak punchti rahen.
                               
                              اب آن لائن

                              Working...
                              X