Lose hona per dil chota na kran
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lose hona per dil chota na kran
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai jis pai agr ham mahnat kran tu kafi kuch earn kr sakta han aur ak baat ap yad rakhen ka jab bhe lose ho jaye tu ap dil chota na kran lose business ka hisa hai profit aur lose sath sath chalta rahta han agr ap trade lagata han tu lose ho jaye tu ap prashan na hon aur apna work ko carry rakhen aur lose ho ga tu ham seekhen ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear I am a anchor losses hote hain forex market Mein To Hame Apna Dil Chota nahi karna chahiye Hame chahiye ke hum trading Karte Rahe aur Hame.
    OLX market Mein Apne analysis karte rehna chahiye aur Hamesha se small volume of lot size Ki Kariye trading currency Mein Hame successful Hogi.
    Jhagda karne forex market Mein successful nahi hogi movies liye Hamara instaforex bonus account small volume kya hoga.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
      Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai jis pai agr ham mahnat kran tu kafi kuch earn kr sakta han aur ak baat ap yad rakhen ka jab bhe lose ho jaye tu ap dil chota na kran lose business ka hisa hai profit aur lose sath sath chalta rahta han agr ap trade lagata han tu lose ho jaye tu ap prashan na hon aur apna work ko carry rakhen aur lose ho ga tu ham seekhen ga
      Brother aap ne bahot hi achi baat ki hai hamen loss hone per penic nhi hona chahiye agar ham loss ki waja se penic ho jaen ge to ham kabhi bhi apni tradesen kamyab nhi ho pate hain
      Hamen loss hone par aur ziada mehnat krni chahiye aur pehlay se bhi ziada himmat se aur sabar se kaam lena hai phir hamen kamyabi zarur mille gi
      • #4 Collapse

        walikum salam dear forex mai sb sy pehly ap ny jis ceez ko accept karna hot ahy wo loss hi hy ager wo ap ko karna a giya tu kafi had tak trader ban jay gy ap ko account ko wash hony sy bachany ka treka bi agiy ais ka matlb hy kiyo ky loss wali trade ko band kar lyna ap ki harr nahi hy ap next trdae mazed w8 kar ky achi sy achi try karna tu ap ky loss ky saty ap ko profit bi mil jay ga.
        • #5 Collapse

          G bhai ap ny bht achi bt ki hai k loss hony py penic na hun ap wjah jany jis ki wjah sy apka loss hua ta k next time ap wo galti na kry apko faida ho agr repeated ho ge to ap hr bar loss m jaiy gy mhnat kry system ko smjhy
          • #6 Collapse

            dear ap thek keh rahe ho ye aik human nature hai loss mai ap ka mood off ho jata hai es liye ap ko chahiye k ap kam karo aur ap apni life ko b enjoy karo forex aik behtreen business hai jo ap ko boht he kam waqt mai boht he behtar earning de skta hai lehaza ap ko mehnat b karni hai aru smjh k chalna ho ga ta k ap ko idea ho jaye k ap boht he behtreen ho aur ap apni life ko b set karo gy,...
            • #7 Collapse

              g han ye ak naturally amar hai ke duniya main koi bhi kaam ho tou is main pahle pahle loss hi hota hai aur bd main faida hota hai ager kisi bussinees main loss na ho to hamain profit ki qadr ka pata nai chal sakta forex main bhi loss hotya hai agr loss ho to dill chota na karen aur dobara mahnet karen.
              • #8 Collapse

                Re: Lose hona per dil chota na kran

                jab b hum kam karty hain to is main profit b hota hay or is main loss b hota hay so humain is main loss hasil hota hay to is kay liye humain pryshan nai hona chahiye humain active ho kar kam karna ho ga or apni mistake ko dhond kar market main apni peformance ko acha karna ho ga ta kay trade karna kafi acha profitable ho
                • #9 Collapse

                  Re: Lose hona per dil chota na kran

                  jab b humain loss hota hay to is main dill ko chota nai karna chahiye kun kay jab loss hota hay to mistake ki waja say hi humain loss hota hay so market main agr humain achi earning chahiye hay to is main loss ko lesson bana kar kam karna hoga ta kay trade ko place karna or loss km karnay say bacha ja sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Lose hona per dil chota na kran

                    duniya main jitny bhi business hain sub main loss or profit hota he rahta hai es liye hmain yah do baten mind main rakh kar business karna chahye or hmaisha loss positive main lay kar chlna chahye q k jub tak hum loss se sikhty nahi hain tab tak hum apni skills bhi starong nahi kar skty hain tu hmain chahye k ;loss k bad trading ko sikhen or apni galtiun ko khtm karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Lose hona per dil chota na kran

                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasal kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Lose hona per dil chota na kran

                        Dear friends forex aik behtreen business he Jis mein loss or profit dono ho saktay hain esi liye agar loss ho jata he to tension na len or dil chota na Karen bal k or ziada mehnat Karen or naye siray se koshesh kren to apko kamyabi mily g or apni ghalti ko control Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Lose hona per dil chota na kran

                          Yes sir agar hum ko forex mien trading k doran loss ho jata hai tu hum ko as mien aa ker dil chota nahi kerna hota hai or hum ko as mien aa ker sbar kerna hota hai or as mien aa ker as ko recover kerna hota hai agar hum as mien aa ker as ko recover ker lety hien tu hum as mien aa ker earning ker sakty hien a slye hum ko as mien aa ker her bar best try kerna hota hai or as mien khud k lye bright future hasil kerna hota hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X