Loss ke baad he profit hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke baad he profit hai
    ASLAMUALEKUM friends forex main koe cheez itne asani se nahe milte na profit aur na experiance aur na he capital ap ko mehnat karne party hai phle losses hoty hain khud ko mazboot karna parta hai tab ja ke ap ke profit ka time start hota hai iss lea losses main ghabren na aur profit main over exciting na hoon normal rahen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear Hume forex market mein Jab tak losses nahi hote Hame accha experience nahi hota aap ko pata hona chahiye Ke Jab Tak Hum forex market Main Long term ke liye trading Nahi Katte Tak samachar profit nahi mil sakta.
    Aur Haan Main jitni Jyada losses Huye Hoon ke uthna hai ye bonus account Par Accha profit Hasil hoga.
    Second aap ko pata hona chahiye forex market mein Jab Tak technical analysis lanning Karte rehte hain wo Swastik of successful rehte hain wo jab tak aap apne motions ko control rakhte Hain aapko accha profit Hota rehta hai.
    • #3 Collapse

      Assalam alaikum bhai ap koi bhe business krta han tu phala ap ko aksar lose hota hai phr ap profit ke taraf jata han us trah forex main jab ap new hota han tu lose ka chances ziada hota han kiun ka ap ka pas experience aur knowledge nea hota us lya lose ka chances berh jata han
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap dyunia main kohi be bussniss karan us main lose hona rooten ki baat hay aksar hum ko lose sa bhot bara exprence milta hay aur loe k bad he success i taraf chalta hay instaforex trading aak aasa bussniss hay iss main jab be newbee aatay he tu wo start he lose sa kartay hain kyun k exprence aur knowledge ki kami hoti hay lakan jasa jasa time guzartay hain wasay wasay exprence be barta hay aur profit be start ho jata hay
        • #5 Collapse

          G han bilkal bhai hum is main lose se hi expect banta hai jab hume forex market main lose hi ho jata hum is main success hasil nai kr sakte no experience hume lose se milta hai wo hume koi be nai de sakta hune pya chalta hai k trends ko kaise fallow krte hein ye acha business hai
          • #6 Collapse

            Assalamualykum dear exactly ap ki bat bilkul thk hy k forex ayk waqi buht zyda thoug bussines hy aur es business k liey sab say pehly to humin buht sara experience cahiey hota hy aur time be buht dyna parta hy phir practice be karna hoti hy. Us ka bad ja kar khuch samjh aati hy. But loss hona forex bussines main normal bat hy lykin es loss say hum log buht khuch seekhty hyn aur humin cahiey k loss say apna temprament loss na karyn aur relx rahen aur jab humin profit ho to us say be cool minded rahen kun k excitement be buht kam khrb kar dyti hy.
            • #7 Collapse

              trading business men loss and profit trading business ka hisa hain profit se phele loss hona ya loss hone se phele profit hona koi bari baat nahi hai trading ki hai to profit ki khushi milti hai to loss ko be bardasht karna parega aghar ziyada time profit mila kabe thora sa be loss hoa to asa hota hai kiyun ke ye business hai profit ya loss kuch be hosakta hai.
              • #8 Collapse

                G bhai apki bt bht achi hai k loss k bd profit hota hai q k hmari galti ka bhi hmy pta chal jata hai jo hm ny first time ki ho or next time wesy hm care krty hain to hmesha bd ma hmy acha profit mil jata hai ap mhnat kry analysis achy kry to zroro apko bht fauda ho ga mhnat kry ap
                • #9 Collapse

                  Jee Nahi Aisa bilkul nahi hai ha Abhi kya sakte hain ke agar aap nuksaan ke baad kuch sikhe hi tu hai profit hai Varna kuch log loss karne ke baad abhi kuch nahi sakte aur loss he karti rehti hai
                  • #10 Collapse

                    assalamu alaikum bhai jaan Aapne h thik kaha hai Forex trading main aapko mistakes say Subba Castle hota hai learning ke liye aapko hardwork karna padta hai Shuru Shuru main loss hota hai usko minimise karne ke liye multiple strategies sikhna chahiye skills improve karna chahiye market Karnal se karna sikhna chahiye is se aapki confidence level increase hoga aapko accha profit mil sakta hai profit Hasil karne ke liye emotional control Hona zaroori h
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke baad he profit hai

                      market main loss kay bad ho profit hasil hota hay is main agr hum kam karty hain to order ko place karna hota hay kun kay jab order ko lagaya jata hay to is main phly market loss ki taraf move karty hain phir is main profit hasil hota hay so humain active ho kar achy say kam karna ho ga ta kay ziada say ziada earning hasil ho sakay
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke baad he profit hai

                        jo log old han forex markt me wo log nahi kabrati loss se and wo log sekhte han apne losses se as leye phle ye mind me lana chahaye ke ye bussines me kr sakta hun agr ye ek dafa mind me aa jye to koyi bhe nahi hye ke ap ko loss de as leye apne ap pr bharosa krna chahye and lage rahan ge to ak time aye ga ke hum acha earn kr rahe hon ge as bussines se
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke baad he profit hai

                          Apki bat say me agree kru ga me nay bhi daikha a loss k bad profit zarur ata ha lekin hmain sbr ka muzahira krna hota ha. Jb aik trade loss men chali jaye to agr acha capital ho to market kisi n kisi time pay zarur reverse hoti ha aur uska agr wait krain to loss k bad profit ata ha. Ziyada profit hasil krnay ki bajye thora profit hasil kea jaye to sahe rehta ha. Umed rakhna k loss k bad profit ho ga koi buri bat nai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ke baad he profit hai

                            G brother losses k sath profit hota ha main ap say bilkul agree karts hn forex main trading karty hoay huminy kafi dafa loss ka samna karna parta ha han us loss say ap ko new experiance milta ha loss insan mo ak lesson deta ha next esi mistake nahi karni ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ke baad he profit hai

                              Je ha bilkul sahi kaha apny me apki baat se agree karta ho ku ke aik new member zyada tar lose ker ke he sekhta hai lekn ussy himmat nahi harni chahye balky mehnat karty rehna chahye jiss se AAP kamyaab ho jao ge lekn zrori nahi hai ke koi member lose ker he kamyaab ho wo lose ke bgair bhi kamyaab ho sakta hai lekn ussy mehnat bohat karne pary ge tabhi aap lose ke bgair bhi kamyaab trader bun sakty ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X