Market main balance area kia hota hai our entry kesay lety haen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market main balance area kia hota hai our entry kesay lety haen?
    Bhae forex main hum trade jab bhe kaern our humean kio bhe entry signal jo k humean candle ki shakal main milta hai to pher humean ye sb kisi bhe balance area main talash kerna chahy main app k sath gold ka chart share karoun gee jes main app ko supply area show kai hai or us main gold nay h4 time frame k andar do bar buy ka signal deaya hai to us main app usi tarha sell k leay koi bhe demand ka area deikeh our us main pher lower time frame main app ko sell ki trade mlay to pher he enter hoon gay to app ko acha profit milay ga
    us main market nay app ko do bar buy ki pin bar entry di hai our gold ka trend bhe buy ka hai to ye secure buy entry the
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear aap ki baat bilkul thik hai hame forex market mein balance area Mein trading Karni chahiye Hame chahiye Ke Jab Hum forex market me trading kare Tu Apne analysis achha Rakhe.
    Hot secondly aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein Jab Hum trading Karte Hain to Hame Pata hona chahiye kya balance area konsa hai balance sahariya aap Hamesha ranging market ko kya sakte hain jab tak aap range in market me trading Kar Te Rehte Hain To aap Kya Leke aapko accha profit Hasil Hota Rahega Jab aap ranging market me trading nahi karenge aap hi volatile market me trading Karenge cosmetic aapko long term ke liye losses hun gy.
    • #3 Collapse

      Bilkal bhai agr hum hume balance area ko fallow kr k trading krein tu acha hai kew k hume pta hoga k hum kitne bonas se kitni bhari lots size lagey ur hume is main zada time taq trading krni chaiye short trading se hune zada success nai milti jitni long trading se milti hai
      • #4 Collapse

        Dear forex aik behtreen business hai jab tak ap ko acha faida hasil karta ho es liye ap ko acha enjoy karo soo ap ko mehnat k sath he kam karna hoga soo ap ko mehnat tu karni he ho gi tab he ap ko acha enjoyment k liye kam karna ho ga soo es liye ap ko fadia acha ho ga soo es liye ap ko apni life ko enjoy karo forex aik behtreen business hai soo ap ko acha enjoy karo aur faida haisl karo...
        • #5 Collapse

          ji Mere Bhai aapne bahut accha thread generate Kiya Hai Main aapko appreciate karunga market mein balance area ko identify karna bhi bahut zaroori hai market Mein entry point or exit. According to support and resistance find out karne Jaroori Hai Jab aapko market Mein strong support and resistance Ka Pata Chal jata hai aap trendline ko identify kar lete ho to aap ko chahiye ke market mein coming hokar trading kare is se aapko zyada profit ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Market main balance area kia hota hai our entry kesay lety haen?

            forex mai balance area ke bohat ahmeyat hain hamy pahly market ka tajzia lena chahey pher is ky up down ko dahkty howe is mai enter hona chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai live trading karty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Market main balance area kia hota hai our entry kesay lety haen?

              Je ha bilkul sahi kaha apny me apki baat se agree karta ho ku ager ham balance area ke sath market ko analysis kary ge to iss se ham market ko achi tarha se analysis ker paye ge aur aik acha profit bhi earn ker sakty hai iss liye aap jaha se bhi trade open karo apna balance area check ker le he trade karna chahye

              اب آن لائن

              Working...
              X