loss ki waja sy hamat na harin kamyabi chaye to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    business naam he profit aur loss ka hai. agar apko loss na ho to iska mtlb hai k ap business nahin kar rahy. to is waja se loss se pareshan nahin hona aur mustaqil mazaji se trading per focus karen ek din inshallah ap zarur kamyab hon gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex mein agar loss ho jaye to himmat bilkul naihn harni chahiye aur himmat harna aik achey trader ki aur business man ki nishani nahin hoti hey isliye hamen chahiye keh fully hardwork karen aur apne losses ko avoid karke phir se learning karen to hum easily kamiyab ho saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        Dear ap ki bat bilkul thk hy main es say agree karta hon k agr los ho be jata hy to es say humin himmat ni harni cahiey kun k loss be bussines ka hussan hy aur loss say jo ap ko experience hasil ho ga voh kabi be bholy ga ni to agr los ho be jata hy to us ko positive len na k apny ap ko demotivate karyn aur mazeed try karyn apna knowledge aur experience increase karny ki try karyn aur InshAllah next time voh loss ap k profit main change ho jaiey ga.
        • #19 Collapse

          Re: loss ki waja sy hamat na harin kamyabi chaye to

          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain lakin hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey balky saber karna chahey or next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy
          • #20 Collapse

            Re: loss ki waja sy hamat na harin kamyabi chaye to

            Loss ki waja say hamen himmat nahi harni chahye. boht say trader koe aik adhi trade loss main chali jay to pareshan ho jatay hain aur khayal kertay hain kay trading un kay bus ka kam nahi hay. to un kay liye ye zarori hay kay wo apnay mind main profit aur loss dono chezo ko rakh ker trading start karen to un ko tension nahi ho gi.
            • #21 Collapse

              Re: loss ki waja sy hamat na harin kamyabi chaye to

              hello dear brother ham in galtiyon sy sekhty rhy to ham aik kamyab trader ban jayn gy aur agar in galtiyon par tawajah na di aur inhain apni kismat tasleem kr kh new trades lena shro kr di to ham sari zindagi he loss krty rhain gay.Comment acha lgay to angothy k nishan ko zaror dabana Shukrya!
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: loss ki waja sy hamat na harin kamyabi chaye to

                Ap kmi baat theak hai k forex market mai loss ho tou hamat na harin kyu km es business mai srif wo logs he kamyabi hasil krtey hsai jo Es business mai hamat nahi harty aur es business mai regular trade aur mehnat krtey hai tou wo es business mai kamyabi hasil krtey hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X