loss ki waja sy hamat na harin kamyabi chaye to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki waja sy hamat na harin kamyabi chaye to
    dear bohat trader loss krty hain to yah samjty hain k yah business on k bus ka nahi hai or woh hamit har jaty hain or business ko leave kr daty hain business man loss hona ak normal bat hai sub trader ko start man loss hota rha hai but bad man profit bhi krty hain apna sub loss recover bhi kr laty hain
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhae jab app koi bhe business start kerty hain to us main profit our loss ko to mind maen rakhna parta hai us main app ager app loss ki wja say forex ko choor dity hain to pher us ka matlab hai k app kabhe bhe businessmen nahe ban sagty hain our app ksisi bhe kaam main life main successful person bhe nahe ban sagty hain to forex main profit our loss ka hona to us ka hisa hai
    • #3 Collapse

      kamyabi hasil karny key ley ham koch be kar sakty hey Forex business me jetna be loss ho jaye hamy kabi be himat nahi harna chaye aur success hasil karny key ley again try karty rehna chaye, jo traders himat har jaty hey wo kamyabi se bahot door reh jaty hey.
      • #4 Collapse

        Yes dear I am a losses ki wajah se Himmat nahi Ani chahiye aap ko pata hona chahiye ki jab tak Humne forex market Mein losses nahi honge losses nahi honge Hame Apne instaforex ke bonus account Punjabi nahi milegi secondly aap ko pata hona chahiye kya ghar Humne successful Rehna hai aur apne instaforex ke bonus account for a long term ke liye surviva karna hai uske liye Hame chahiye Hoga ke hum market mein.
        Money management of risk management ko follow karte huye trading kare
        • #5 Collapse

          Pakistan forex forum m sucsecs chahty ho tu himat na haren q k hr beznus m los hota hy hmari invesmnt b zaya hoti hy forex beznus m tu hmari invesmnt b nhi zaya hoti phr ap himt q Harty hen mehnat Karen experions Bnaen r los hony sy Bchaen r himat na haren hr beznus m los profit chlta rhta hy.
          • #6 Collapse

            dear friend kamyab wohi hoty hn jo himmat ni harty aur pehly se bh ziada mehnat kerty hn ,try try again is a key to success,forex trading aik tough aur complicated profession hy is main new trader se mistakes hoty rehty hn lkn un ko housla ni harna chay consistency se work kerty rehna chay
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              Forex ek business hai jis me profit loss chalta rehta hai. Jab apko profit hota hai to ap khush hotey hain lekin agr loss ho jaey to us pe afsurda ni hona chahiey kiun its a part of business. Hamesha apne emotions ko control me rakh k trading krrni chahiey aur agr loss ho bhi jaey to us pe apne aap ko tention ni deni chahiey balkey achi plannig se trading kerni chahiey ta k best result hasil kia ja sakey.
              • #8 Collapse

                Bhai wo trader ia main khabi be successful nai ban sakta jo lose ki waja se himat har jata hai ye risky business hai is main hume lose zada ur profit kam hota hai is liye hume is main menat krni chaiye ye sab se acha business hai experience ho ga tu him is main success hasil kr sakye hein
                • #9 Collapse

                  Dear sir jo nhi business ho loss or profit us ma hota hai to ap ki mhnat apka knowledge ho ga to apko kbhi loss ni ho ga agr ap k analysis achy hun gy to apko hnesha faida ho ga to dil chota na kry agr loss hota hai to phr mhnat kry zror apko kamyabi ho ge
                  • #10 Collapse

                    G Bhai forex aik risky Kam hai ham ko loss bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai ...agr ham ko.loss bhi ho jay to ham.ko himat NI harni Chahya aur muqabla karna chahya keh ku loss hua hai aur apni mistake ko remove Kar ka profit ki trf Jana chahya agr ham kamyabi chahty Han to loss par himat na haran
                    • #11 Collapse

                      jee haan bhai aap ny durust farmaaya hai ky loss sy ghabra ky business ko choor nahin dana chahyee aor hum sab ko chahye ky apny loss ko overcome karny kay liye mehnat karin aor apni trade ko improve karny ky liye kaam kairn aor kaam ko loss sy ghabra ky choor dena theek naahien
                      • #12 Collapse

                        G bil kul profit aur loss to zindagi ka hissa hy.jab loss ho to hmain us sy sekhna chahye aur apni galtiyon ko samaj kar unhain theek krna chahye ta k aynda wo galtiyan dobara na hon agar ham in galtiyon sy sekhty rhy to ham aik kamyab trader ban jayn gy aur agar in galtiyon par tawajah na di aur inhain apni kismat tasleem kr kh new trades lena shro kr di to ham sari zindagi he loss krty rhain gay.Comment acha lgay to angothy k nishan ko zaror dabana Shukrya!
                        • #13 Collapse

                          trading main loss ya profit to hota he hai mgr trader he esy decide krta hai k wo profit le ga ya loss.market main jb hm enter hoty hain to hm phle trend check krty hain.kbi kbi wrong trade b lg jati hai or loss ho jata hai.mgr es se hmain himmat nhi harni chye or ziada mehnat krni chye.us se hm dubara achi trades kr skain gy.
                          • #14 Collapse

                            Bhae hm jb koe bussiness krte he to loos ko mind m rakhna prta he jb tk hmara bussiness sahe tareky se jam jae isy tarah forex m b jaha kamyabi ya faida he wese loss b he hme try krte rehna chaye himat nh harny chaye profit ya nuqsan dono bussines ka hissa he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalam.o.alaikum to all forum members. Har insan k bas mein jesy trading krna nahi hota wesy hi har insaan k bas mein loss bear krna b nahi hota ye quality kisi kisi mein hi hoti hai jin logon mein sabr or loss ko face krny ki ability ho wohi kamyabi tak pohnch skty hain trading mein sabr or loss bear krna bohat eham hai in k bgher hum kamyab nahi ho skty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X