Forex main break our retest with gap candle kia hota hai????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main break our retest with gap candle kia hota hai????
    Dear members main app k sath Gold k chart main aik example say app ko explain kerta hoon k Gap candle k sath jab bhe break out hota hai to wo strong hota hai our us pay kesay trade kerty hain kabhe bhe directly break out pay trade nahe lee jati hain humeasha us k retest pay letay hin our jab bhe bare candle bullish ya bearish ki banti hai to its mean us nay koi na koi support ya resistance clear ki hoti hai jesa k kal gold k chart main hoa hai app bhe apna experience share kai karen
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mery bhae app nay humery sath kafi acha knowledge candlestick series k hawalay say share kai our app k thread say mujey kafi khuch siekhna ko mila hai our meri other members say bhe request hai k us kisam k thread ap log lagain jin say new user ko learning ka kafi moka mila wohi thread lagana demo kouun zarori hai lot size kai hoini chay fazool thread bar bar repeat nahe kernay chahy
    • #3 Collapse

      Indian forex market mein jo Gate candle hota hai aap ko pata hona chahiye ke get candle Kabhi B recover nahi hota.
      Janak Breakout hota hai forex market Main To aapko Pata hona chahiye ki market retest karti hai apni support area Goa resistance area ko Tu Jo Agar Main gap candle hoti hai usko recover karna kaafi Mushkil hota hai isliye Hame trending behaviour Mein trade open karna chahiye.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex main break our retest with gap candle kia hota hai????

        forex market aik hafty mai do din ky liye band hote hain yai friday ko band hote hain or sunday ko open hote hain to jab yai monday ko open hote hain to is mai gap hota hain hamy is wakt is mai high amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy yai aik international business hain

        اب آن لائن

        Working...
        X