dear ap ko pata hona chahiey kay fundamental analysis bohat important hain market me ku kay yeh market me movement ka bais bantay hain or jub. market me movement fundamental analysis ki bina par ati ha to hamaray technical analysis fail ho jatay hain is liey humainy chahiey kay technical analysis kay sath fundamental analysis ko b analysis karay ta kay agr fundamental analysis ki volatility hamari trade kay against ho to is se bacha ja sakay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим