Try to control you emotions and try to learn from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    G janab emotions ko contorl krny ky liyay ap ko kuch na kuch krna prhta hy or is ky liyay wap ko bahtreen knwoeldge or experience hasil krna pary ga tab ap kamyab ho gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      jee bhae ham ko trading karty waqt apny emotions par control karna chahye kyu k jab ham daikty hain k musalsal profit ho raha hai trade mai to ham is khushi mai trade ko close kar k wo profit nahi laity hain aur ye wait karty hain k thora aur profit ho jaey to phir trade close karey gy. but phir agar market reverse ho jati hai to ham ko phir bohat afsos hota hai apni mistake py. so ham ko apni mistakes sy learn karna chaheye aur next time aisi mistakes sy avoid karna chaheye.
      • #138 Collapse

        forex ke business me try karte rehna chahiye ham ko emotions per agar emotions per control nahi kara jaye to is business me loss hone ka darr rehta hai is lye loss se bachna hai aap ko to emotional ho kar trading mat kijiye ga .
        • #139 Collapse

          Bohat acha brief kiya apna bhai g forex trading mai traders ko chahye rrading time apna emotion ko controll mai rakaih or is ke elawa jub wo looss kerty hy tu us sai seekha be karin
          • #140 Collapse

            g han forex trading mien apko chahiye ke ap apne emotions ko control karna seekhen aur is mein ap kabhi bhi emotional trading nahi karen warna apko loss hoga.
            • #141 Collapse

              emotions per full control kar ke he kaam kiya jana chahiye takay aap ko trading me koi pareshani na ho sake agar aap ko market ki trends or movements ka pata ho ga to he is me profits kama saken ge is lye lazmi hai calm or patience ke sath chala jae .
              • #142 Collapse

                humain is main emotional ho kar kam karny main trade main achi earning hasil nai ho sakti hay kun kay humain trade main practice kar kay demo ko use kar kay trade main ana ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #143 Collapse

                  agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to market main bohat acchi trading kar sakty hay aur humay esmain sabr say kam karna chahiey kyun keh sabar say kam kar kay he hum kamyab ho sakty hay
                  • #144 Collapse

                    Agar apko kabhi forex market main trade kerty huey kafi zyada profit ya kafi zyada loss ho jata hai tou apko apny emotions ko that time control kerna chahiay ky aesa na ho ap emotional ho ker apna hasil shuda profit dobara same pair main bari lot size ky sath more profit hasil kerny ky liay open ker lain aur apko loss ho jaey
                    • #145 Collapse

                      g han is main hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur apni har mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur knowldge hasil karein gay tab hi hum run karein gay aur phar hi hum sucess hon gay aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur market main acha earn kar k sucess hon gay
                      • #146 Collapse

                        agar ap kay emotions greedy ho while trading tou ye ap kay liye risky he hotay hain aik acha trader kabhi bhi emotions kay saath trdaing nahe karta trading discipline maangti hay aur acha trader hamesha mistakes se seekhta hay
                        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                        PLEASE VISIT HERE
                        • #147 Collapse

                          Trading aap emotions ko control ker k nahi ker sakty ye bohat mushkil kaam hai mager phir b hum ko kuch dimagh se b kaam laina chahiye insaan hamaisha apni ghalti se hi seekhta hai aur phir uss ghalti ko dobara nahi kerta
                          • #148 Collapse

                            bhai forex trading mai patience rkhna bohat zarori hai r greedyness ko control krna b kyn k it lead us to a big loss r apny emotions ko b control krna utna hi lazmi hai jitna k hard work zarori hai r agr kisi mistake ki wjh sy loss ho b jata hai to uss mistake sy lesson gain krna chahyai.
                            • #149 Collapse

                              emotions ko control krna zarore he aur trader apne trading mein ache trah se learning krein aur jo mistakes krte hien in se apne trading ke learning krein aur hmein apne trading mein acha kam krna he aur apne trading mein experience acha krna he aur apne trading mein emtions aur mistakes khtm krna hein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear kisi b business mai ap k emotions ki koi zarort nhn hoti ap jab tak es businesss ko seekho gy nhn ap ko idea nhn ho ga k ye business kese start hota hai aura p kese es business ami acha kam kar skte ho so ap ko faida tabii ho ga jb ap mehnat akro gy aur apne reward ko ache se hasil karo gy soo ap mehnat kar k kam karo...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X