Market trend ka jaiza?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market trend ka jaiza?
    Dear members kya hum forex mein moving average kay beghair bhi market kay trend ka andaza laga saktay hain aur agar kisi senior member ka iss per knowledge ho tou iss ko hum sub kay lye brief kar dae ta kay humaray knowledge mein bhi izafa ho jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے

    Assalamualaikum bhaijaan friend ko Samaj Ne ke liye market ki movement kaise karna zaroori hai agar aapko train ki all watch acche se Aansu karni hai tu aapko chahiye kya aap Forex news online grocery websites analyse kar sakte hain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
      Dear members kya hum forex mein moving average kay beghair bhi market kay trend ka andaza laga saktay hain aur agar kisi senior member ka iss per knowledge ho tou iss ko hum sub kay lye brief kar dae ta kay humaray knowledge mein bhi izafa ho jaye
      Dear trend ko analyse krna hamare liye bahot hi zaruri hota hai ham jab tak market ko avhi tarah se analyse kr k market ke trend ka pta nhi laga lete hain ham uss waqt tak trading men bilkul bhi kamyab nhi ho pate hain so hamen koshish krni chahiye k ham trend ko achi tarah se analyse kr kr saken then hi ham trading men kamyab ho sakte hain agar hamtrend k sath nhi challen ge to ham bilkul bhi kamyab nhi ho sakte hain
      • #4 Collapse

        market trend ko samajhny k lye chart study se zyada aham news hen.chart ki movement ake secuance mein to nhe hoti k opar ja k wapis conform aa jae gi. ap zeyada depend apny knowledge aur international new pe karen.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
          Dear members kya hum forex mein moving average kay beghair bhi market kay trend ka andaza laga saktay hain aur agar kisi senior member ka iss per knowledge ho tou iss ko hum sub kay lye brief kar dae ta kay humaray knowledge mein bhi izafa ho jaye
          Assalamu alaikum bhai jaan aap jaldi chale gaye usse Pehle Aap market ki value aur Jis Par par aap trailer gana Ja Rahe Hain Uske friend ko check karne ke ASCII values kya hai aur wo kis side par job kar raha hai
          • #6 Collapse

            Market ke trend ka jaiza lena bahat zarori hota hai warna tu trading riski hoti hai agr koi trader market ke bare main puri information le le tu us ki trading no doubt ke faida mand hi ho gi is ley trading karny se pehle market ko smjhna zarori hai
            • #7 Collapse

              Dear behi ji apki bat teek ha kat hamay market ka jiza lana buhat zarori ha agar ao ki market nahi pata to ap ak achu trad nahi kar saktay or hamay loss ho jay ga
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                Dear members kya hum forex mein moving average kay beghair bhi market kay trend ka andaza laga saktay hain aur agar kisi senior member ka iss per knowledge ho tou iss ko hum sub kay lye brief kar dae ta kay humaray knowledge mein bhi izafa ho jaye
                , market ke trend ka analysis karna traders ke liye bahut jyada Zaroori Hota Hai Aur Yeh sab se main kaam hai agar traders ko market ke analysis karne Aa Jaye to wo unke liye bahut accha Hota Hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  dear hum agr naked price analysis karay to hum moving averages kay begair b trend ka pata chala saktay hain dear agr ap naked price action chart par analysis kar kay channel trading karay to jo channel create hota ha to wo market ka strong trend hota ha agr channel upward ha to trend up ho agr channel down ha tobtrend down ho ga is kay ilawa trendline ko use kar kay b trend ka pata chalaeya ja sakta ha ap ko agr market kay higher high or lower ko read karna ata ha phr b market kay trend ka strong way me pata chalta ha
                  • #10 Collapse

                    Forex market ka jaiiza aap moving average sae bahut achay tareeqay sae laga saktay hain aur iss kay zaryea sae aap forex mein bahut achi earning bhi kar saktay hain lakin iss kay lye aap ko forex mein bahut zayada mehnat ki zaroorat hioti hai aap ko forex ka knowledge hasil karna hota hai aur iss mein aap ko experiance gain karna hota hai
                    • #11 Collapse

                      Dear zarori ni hy k ap trend ko smajhny k liye moving evrage he use karo bina moving evrage k hum tols ki help sy trend ko smajh sagty hein wo bhi moving evrage sy kai guna ziyada achy sy
                      Removed by moderator.
                      • #12 Collapse

                        Market k trend ka andaza bahut c chezo say lgaya ja skta ha agr daikha jaye to ziyada tar moving average he log use krtay hain. Lekin market k analysis k leay aka apna knowledge aur experience bhi mattrr krta ha so apni base k hisab say forex market trend ka haiza lain.
                        • #13 Collapse

                          yes moving average kay bagair bhi aap trend ka andaza laga saktay ho aap candles se aur support and resistance kay tehat best momentum ko dekh kar bohat best trend identify kar kay trade kar saktay ho trade ka jaiza aap jo bhi analysis karain un ko lazman aap trend dekh kar apnay analysis pe trade karain then aap secure rahain gay...
                          • #14 Collapse

                            Friends, market ko trend ka andaza laganay k leay knowledge ki zarurat hoti hay...mere pas zayda knowledge nai hay q kah main forex ko abhi learn kar raha hon but etn janta hon kah trend ka andaza knowledge and experience ki base par laga saktay hain aur profit earn karnay k leay trend ka pata lagana lazmi hota hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market trend ka jaiza?

                              agar hum market kay trend ko maloom kar kay us trend ko follow karty huway trade karen gay to humari trade bohat achi ho sakti hay es business main humay knowledge ko ziada say ziada enhance karty rehna chahiye esi main humari trade achi hoti rehti hay aur moving average ko market kay trend ko jannay kay liye use kea jata hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X