aik kamyab trader ki qualities

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik kamyab trader ki qualities
    aik kamyab trader main kai kisam ki qualities hoty hn jin ki bina per wo kamyab rehta hy ,in quality main aik quality ye hy ke wo order place kerny se pehly market analysis kerta hy news read kerta hy juldbazi ni kerta greed ni kerta ,
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
    aik kamyab trader main kai kisam ki qualities hoty hn jin ki bina per wo kamyab rehta hy ,in quality main aik quality ye hy ke wo order place kerny se pehly market analysis kerta hy news read kerta hy juldbazi ni kerta greed ni kerta ,
    Dear jahan tak main me note kia hai to aik kamyab trader ki sab se barri quality uska sabr hoti hai
    Aap jo jo bhi expert trader dekhen ge to wo log apni trades ko long time k liye hold rakhte hain but ham men se agar kissi ko 10 dollar profit hone lagta hai to ham jaldi se apni trade close kr dete hain jiski waja se ham always nakaam hi rehte hain
    • #3 Collapse

      Bhai aik kamyab ya success hasil kerny waly trader main kai qualities hoty jin main greed se bachna, juldbazi se bachna, patienc kerna expert opinion ko importance daina apny analysis ko terjeh daina waghera ye subh qualities hoty hn
      • #4 Collapse

        Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai jis main agr ap ak kamyab trader bnna chahta han tu ap ka pas knowledge aur experience ka hona bahut zrori hai aur agr ap ka pas knowledge aur experience hai tu skills develop kran phr ap ko planning seekhni chaya ya sab techniques ap ko bahut acha trader bna sajti han
        • #5 Collapse

          Aik success full trader ki quality ye hooti hay k wo trading mai completely involved hoo k market situation ko follow up karna aur phir Market research karna aur analysis ko mind mai rakh k target focus kar k trading karnay mai useful strategy ka kaam karna achy trader ki quality hoiti hay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
            aik kamyab trader main kai kisam ki qualities hoty hn jin ki bina per wo kamyab rehta hy ,in quality main aik quality ye hy ke wo order place kerny se pehly market analysis kerta hy news read kerta hy juldbazi ni kerta greed ni kerta ,
            Assalamu alaikum bhai ek acche hai ki sabse Jyada trade kare Agar loss free ho jaye to tension Na Le aur apne log ko recover kare Polimer news read Karni chahiye Jyada Se Jyada mat karna chahiye
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
              aik kamyab trader main kai kisam ki qualities hoty hn jin ki bina per wo kamyab rehta hy ,in quality main aik quality ye hy ke wo order place kerny se pehly market analysis kerta hy news read kerta hy juldbazi ni kerta greed ni kerta ,
              Assam alaikum bhai ek kaam Yaad traded Ki quality Yeh hai achi Tarah trading Karni chahiye all great ko bilkul nahi karna chahiye Agarwal age Karega profit hoga achha traded banne ke liye Jyada Se Jyada news trading karna chahiye
              • #8 Collapse

                Aik kamyab trader har cheez ka khiyal rakhta hai wo apna knowledge aur experience increase karny ki hamesha koshish main rahta hai aur demo account per practice bhi karta hai aur emotions ur greed se hamesha dour rahta hai
                • #9 Collapse

                  Forex trading business mein kaamyaab trader wo hota hy Jo jab bhi trading karta hy tu learning knewledge aur experience hasil kar k trading karta hy aur apni trade open karne se pehly wo market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trade open karta hy aur kaamyaab trader wo hi ban sakta hy jo sabar karta hy aur kaamyaab trader apni trade ko us waqt open karta jab market se profit hota ho har waqt apni trade ko open nhi rakhta
                  • #10 Collapse

                    dear member kisi acahay driver ya traders ki qualitis jannay k liye hamain us k kaam karnay k tareekay say us ki drivery say us ki earning say pata chalta hay k wo kis kadar kabil hay kis kadar earning kar raha hay so forex trading main hamain apni qualities ko increase karnay k liye apnay experienc ko doosron tak share karna chaye take jo ham main mistakes hain us ko traders highligts karain aur hamain apni kabliat ka sahi paata chal sakay.
                    • #11 Collapse

                      jo kamyab traders hoty hain un ki pehli khasoiyat ye hay k wo kabhe management aor planning k baghair trading nai karty na wo kabhe greed karty hain lot size apny capital k mutabiq lety hain.. Entry point na milny par wo wait karty hain daily base py learning karty hain kabhe analysis k baghair trade open nai karty.. Technical analysis k sath fundamental analysis karty hain...Profit ho ya loss same feeling hoti hain loss hony py blindly trades open nai karty
                      • #12 Collapse

                        ak Kamyab treadr ki sub sy Bri quality ye h k wo market ko dekhy bgaer tread order nhi krta r sbar sy kam leta by news sunta hy prectis r learning krta hy ta k Kamyab treadr bn saky.kmyab treadr treading m lalach nhi krta forex ko real beznus smjh k es m anlys krta hy experions r knoliged hasil krta hy ye Kamyab treadr ki quality hen jo hmy khud m peda kr k forex treading m sucsecs hasil krni hy r profit kmana hy.
                        • #13 Collapse

                          Mere nazdeek 1 professional trader main emotions ko control karna bahut zaroori hai Kyunki emotions Agar trade pay heavy Ho Jaye to aapko loss ho jata hai aur Agar Inhi emotions ko control kar liya Jaye to aap Kamyab traders Ban sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Bhai forex trading me kamyabi k liay San se pehly mehnat ki zaroorat hoti hy continue time dena parta hy aor forex me Jo successful trader hota hy WO kabhi bhi loss hony pe mayoos nhi hota WO apny knowledge air experience ko use krta hy aik acha trader market ka analysis krta hy keh market ka rukh kis side hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yaha par 4x name working karne se aap bolo gi Kamyab ho sakte hain Jo Yahan Par long time ke liye market court time Dete Hain market ko acche se baat karte hain yahan se apne liye Apna maximum capital generate karte hain aur yahan se long time ke liye running karne ki bahut jyada koshish Karte Hain aur aap Yahan Se Zyada capital ko generate kar sakte hain Bas Thodi Si aapko help karna hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X