technical analysis fails against news
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical analysis fails against news
    g bhai jahaan tak mera experience hay kay jab bhi news aati hay phir chaahay jitnaa bhi strong technichal analysis ho jitna bhi heavy signal ho technichally ager news uss kay against aati hay to market news ko follow kerti hay to tachnichal analysis news kay saamnay kaam nahin kerta .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
    g bhai jahaan tak mera experience hay kay jab bhi news aati hay phir chaahay jitnaa bhi strong technichal analysis ho jitna bhi heavy signal ho technichally ager news uss kay against aati hay to market news ko follow kerti hay to tachnichal analysis news kay saamnay kaam nahin kerta .
    G bilkul hamare technical analysis news k doran aksar fail ho jate hain so hamen news knowledge dekhte huye hi analyses krne chahiye
    Q k jab fundamental analysis ko ham ignore kren ge to ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain so hamen zaruri hai k ham technical k sath fundamental analysis bhi lr lr kren
    • #3 Collapse

      Hn g dear shi kha AP ny forex trading ma market mama time tk technical anylsis chalty hn JB tk market ka move normal hota ha but Mera bi experience ye keta ha k JB kbi koi news ati ha tu market ksi bi anylsis ya strategy ko follow ni krti balky market ka move just news k mutabiq hota ha ilsiay hm agr safe trading chaty hn tu news ma entry ni karni chaiy agr karain bi tu bout souch smj k karain ta k hmain kbi loss na ho or hmara account safe rhy
      • #4 Collapse

        jee haan bahi aap ny theek kaha hy technical analysis bhi news ky time py fail hoo jatay hain kion ky us wakt news pey depend karta hy ky wo kiya impact dati hai market pey ais liye news sy pehly trade nain lagani chahyee balky apni sari trades ko news sy pehly close kar daini chahyee
        • #5 Collapse

          Yes bohot dafa aisa bhi dekhne ko milta he keh apke technical analysis fail ho jatey hein aur yeh us waqat hota hey jab market mein koi bari news ati hey aur phir us news ka kafi ziada effect parta hey market par jiski wjha se hamarey techincal analysis fail ho jatey hein aur hum loss kar bethtey hein
          https://t.me/pump_upp
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: technical analysis fails against news

            forex mai analysis ke bohat ahmeyat hain lakin hamy news ko be kabe ignore nahi karna chahey q ky yai hamy market ky up down ky mutalik aga karte hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X