News time pe market ka analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News time pe market ka analysis
    Agar news mein trading aik strategy sae karain tou humain acha profit milay ga aur loss sae bhi bach jayain gay jaise agar aaj pound manufacturing news hai tou oahele GBPUSD mein technical analysis karain aur agar aap ko best entry milty hai tou trade lagain warna na lagain aur aap fundemental analysis bhi technical analysis kay sath karain aur iss kay lye aap MCAD indicator ko bhi use kar saktay hain agar manufacturing value positive mein aa rahi hai forecast ki aur MCAD new kay start per buy ka signal hai tou aap buy ki trade open karain tou aap ko acha profit milay ga aur aap confuse bilkul bhi na hoon iss sae aap ko 85 % kamyabi milay gi aur news ki strategy jitny simple ho gi aap ko utna zayada profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے

    Dear jahan tak aap hamen indicators k behave pe bta rje hain to main indicator ko bilkul hi fazool hi smajhta hoon q k indicator hamen nilkub bhi achay results nhi dete hain
    Aur jahan tak news ki baat hai to hamen news ki prediction krna lazmi hota hai aur hamen bagair analysis k koi bhi trade put ni krni hai ham agar news k doran koi trade put krte hain to iss se hamen kafi loss hone k chances hote hain so hamen mews k doran koi bhi trade nhi leni chahiye
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Agar news mein trading aik strategy sae karain tou humain acha profit milay ga aur loss sae bhi bach jayain gay jaise agar aaj pound manufacturing news hai tou oahele GBPUSD mein technical analysis karain aur agar aap ko best entry milty hai tou trade lagain warna na lagain aur aap fundemental analysis bhi technical analysis kay sath karain aur iss kay lye aap MCAD indicator ko bhi use kar saktay hain agar manufacturing value positive mein aa rahi hai forecast ki aur MCAD new kay start per buy ka signal hai tou aap buy ki trade open karain tou aap ko acha profit milay ga aur aap confuse bilkul bhi na hoon iss sae aap ko 85 % kamyabi milay gi aur news ki strategy jitny simple ho gi aap ko utna zayada profit ho ga
      Dear aapki baat kafi hadd tak sahi hai magar ma aapko btaata chalun kay pound aaj kal kafi zaida volatile hai. Aur brexit waly issue par aik baat pe 50 pips 1 second main market up jaati hai aur 50 pips down jaati hai. Lehaaza aap pound par trading karte huy bht ehtiyaat karin.
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum Dan Forex trading members aap ko Maloom hona chahiye kya news time pe market both fast hoti hai Jis Ke Liye aapko prepare Hona padta hai acchi planning karni padti hai Forex trading my knowledge and skills ka use karna chahiye tha ki aap ko achi nahi ho sake straight ji ke sath achi trading kare
        • #5 Collapse

          new time pe analysis zaror karna chahye agar apko conform movement ka andaza ho jae to trade lagaen.kyun k news any k bad market tez ho jati hy jaha profit zyada milta hy waha loss k chance bhi barh jaty hen.
          • #6 Collapse

            g bhai aap nay bohat achi information dee hay lekin mera khayaal hay kay aap technichal analysis kerain or entries lain jab news aanay waali ho to sab entries close ker dain or news kay output kay mutaabiq aap new position lay lain
            • #7 Collapse

              Agar hum news time pae market kay analysis karain gay tou uss ka koi faida nahin ho ga balkay humain news sae pahele hi market kay analysis karnay chahyeain aur koshish karain kay dou qisam ki strategies banain agar aik kaam na karay tou hum apni trade doosri strategy kay mutabiq laga sakain
              • #8 Collapse

                Bht behtreen hy apka analysis dear brother mjhy kafi maloomat mili hn is se, thank u very much bhai jan
                • #9 Collapse

                  Re: News time pe market ka analysis

                  forex market main news bohat ziada ahmiyat ki hamil hay aur news kay time par market main bohat ziada tezi hoti hay aur humay chahiye keh es tezi ko analysis karen tab he hum achi earning kar sakty hay es business main humay sabar kay sath kam karna chahiye tb he safe earning kar sakty hay esmain
                  • #10 Collapse

                    Re: News time pe market ka analysis

                    forex mai hum news py analysis use kar ky kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik online or big business hain hum is mai trading kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai analysis ke different types hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: News time pe market ka analysis

                      forex main analiysis ki 3 types hain hamy forex main en ko use katy howy kam karna chahey pher hi acha profit hasil kar ky apni zarptpko pora kar sakty hain forex aik asa business hain jis ham investment karty hain hamy bonus be milta hain forex kabi be band na hony wala business hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai aik international business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X