Bitcoin per baray balance sae trade karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin per baray balance sae trade karain
    Bitcoin mein trading karnay kay lye aap ko chahyea kay jab aap ka account capital zayada ho tou uss waqt trade lagain kyun kay bitcoin ka spread zayada hai aur iss mein loss bhi bara hota hai jis kay lye baray balance ka hona bahut zaroori hai doosra iss ki market bhi slow hai tou aap ko profit kay lye bahut zayada wait karna paray ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Koi shak nai hai k forex mai sab se ziada movement bitcoin mai hoti hai q k is waqt dunia mai iski demand ho bhi bohat ziada gai hai. Aur bitcoin ki market movement ki waja se agar choti amount ki trade ho gi to loss pe trade khatam bhi ho sakti hai lakin agar saheh analyzes kar k ziada raqam lagai jaye to bitcoin se acha profit liya jaa sakta hai.
    • #3 Collapse

      yea dear bitcoin me trading tub hi karni chahiey jub ap kay pass balance zada is ki kafi reason hain first bitcoin ki movement bohat fast hoti ha jisse account wash honay dar ha second is ka spread b bohat zada ha or bitcoin me just balance zada kafi nehi ha balkay ap ko crypto currency ka exprience trade karnay ka or knowledge b hona chahiey phr profit earn kar sakay gay
      • #4 Collapse

        Yes dear, forex market mein Jab cryptocurrency Ke Upar trading Karni chahiye Jahan Mein Magar balance A trading Karni chahiye Hamara your overall instaforex Mein bonus account hona chahiye wo Kafi where the huge amount Main Hoon Na chahiye tha ke Hame forex market Mein accha profit Hasil Ho.
        Secondly Jab Hum forex market me trading kare Hame Apne dil se acche Rakhna chahiye aur Hame long term ke liye trading Pyar Nahi Chahiye.
        Aur cryptocurrency Market Mein Hame overall Rakhi Hamare instaforex bonus account for larger balance hona chahiye jab tak Maro instaforex bonus account for larger balance nahi hoga toh Hame Apne forex market Mein Kabhi Bhi accha profit on sale nahi hoga.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
          Bitcoin mein trading karnay kay lye aap ko chahyea kay jab aap ka account capital zayada ho tou uss waqt trade lagain kyun kay bitcoin ka spread zayada hai aur iss mein loss bhi bara hota hai jis kay lye baray balance ka hona bahut zaroori hai doosra iss ki market bhi slow hai tou aap ko profit kay lye bahut zayada wait karna paray ga
          Bilkul sagi kaha hai aapne dost aur agar dekha jaay to Bitcoin par spread bhe kafi zaida hota hai aur aapne bitcoin par agar trading karni hai to long term ma karin. Us ka aapko bht faida ho sakta hai. Short term main Trading bitcoin par na karin to zaida behtar ha. Aur phir money management ko nazar andaaz na karin hamesha money management k sath trading karin.
          • #6 Collapse

            jab apka busness bhot zyada wasee ho jae to hi ap bitcoin pe trading kar sakty hen.kyun k es ky lye zyada ballance ki zarorat parti hy.bitcoin mein jaha pe profit zyada hy waha pe loss bhi bhot bara hota hy.bitcoin ka spread hi 7500 hy jo k normal ballance pe trade opan hi nhe hoti.
            • #7 Collapse

              Dosto bitcoin per trade kerna asan nahi hai kyunk bitcoin 1 high level ki crency hai Es per chota account to kia bray account bhi kam hai Esmain biggest acc chahey kyunk es ka Sprad bhi Haigh hai aur Es main marge bho hota hai Es main profit bhi bohat hai and loss bhi esi trah hai Esmain to bray account walay hi trade ker sakta hain chota account per to wesay hi open nahi gi spade hi etni hai k account khatam.
              • #8 Collapse

                Bitcoin and cryptocurrency hai Bitcoin trading is very risky Bhaijaan cryptocurrencies last year fast move Le rahi thi lekin ab bahut slow ho gayi hai aur Unka future be dangerous hai cryptocurrency regularise nahi ho rahi Jiski wajah se problems aa rahe hai Bitcoin face reading karna bahut difficult ho sakta hai aur aap ko bahut jyada loss bhi ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Gee haan bitcoin per trading karna bahut mushkil hai aur waise bhi iss currency nay abhi tak market mein apni position nahin banai hai aur iss ki koi khas value bhi nahin hai aur iss mein spread zayada honay ki wajah sae iss mein kaam karnay kay lye balance bhi zayada darkaar hota hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Bitcoin per baray balance sae trade karain

                    bohat say traders bitcoin par trading kar rahy hay aur agar hum us par trade karna chahty hay to humari marzi hay but humay ye baat bhi mind main rakhni chahiye keh esmain bohat tezi hoti hay es liye eski tezi ko analysis kay bgair trade nahi karni chahiye aur humay rules ko follow karty huway he kam karna chahiye esmain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X