Apny knowledge ko refresh karty rhy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apny knowledge ko refresh karty rhy
    Trading ik boht he washee bussniss a aur zroori ni k ik dafa ap ne koi cheez seekh le a to Ap ko Yad he rhy ge kbi b memory pr na jay blky apny knowledge ko refresh karty rhy hain agr Ap k pass balance ni to demo pr practice karty rhy ta k Ap trading k sath touch rhy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother yi tu bahut hi zarori hy ky agr ap ky pas account nahi hy tu ap ko markt sy door nahi hona chahiya balky p ki bat rheek hy demo mai practice karni chahiya taky ap ki skill ko zang na lagy wo use mai rahy gi tu achi rahy gi jaa tak knowledge ki hy wo kabi bi yi keh kar khatm nahi karni chahiya ky mujy ab sab kuch ata hy per hamesh akuch na kuch new hota hy usy bi sekhna chahiya.
    • #3 Collapse

      Dear ap ny kafi achi bat ki hy kiyon k wesy bhi forex bohut ziyada mushkil hy jitna ziyada practices karein gy utna faida hy humein daily practice karni chahiye kiyon k practices karny sy experience badhta hy aur experience sy profit badhta hy
      Removed by moderator.
      • #4 Collapse

        Dear aap forex mein kaam regular kartay hain yani aap aisa koi din nahin hota jis din aap trading na karain agar aap kay pas balance hai tou phir aap forum ko bhi lazmi time dya karain iss sae aap forum per posts ko parhain gay unn ko reply karain gay tou aap ko forex kay baray mein new new maaloomaat milain gi aur iss tarah aap ka forex ka knowledge bhi fresh rahay ga aap ko kuch bhoolay ga nahin
        • #5 Collapse

          dear ap nay bahut achi baat batai hay k hamain apnay knowledge ko increas kartay rehna chaye q k aisa karnay say hamain har roz koi na koi new cheez milti hay jis tarha har eoz markeet ki movement main changing hoti rehti hay same isi tarha forex ka knowledge main bhi hamain updating kartay rehna hamaray liye earning ka mazeed sabab bantay hain hain aur tarha hamara mind bhi khulta rehta hay.
          • #6 Collapse

            ji humy is bat ka zaror khyal rakhna hai or humy apny demo account pe apny knowledge ko refresh karana chaye taky humy is sy fida ho saky or hum is ko renew kar saken ta k hum is ko kabhi na bholen .
            • #7 Collapse

              g sir hum forex main daily work karna chahiye ke hum apne knowledge ko refress karte rahin aur forex ko daily use karne se user forex main refresh rahta hai aur market main attention rahta hai.
              • #8 Collapse

                Bilkul bohat zabardast bat kahi k learning ka process kabi khatam nai karna chahiye aur apne knowledge ko sath refresh’s bhi karty rehna chahiye. Aur news update pe bhi nazar rakhna chahiye taa k market ko position ka andaza ho.
                • #9 Collapse

                  G bilkul friends ap ne theak kaha hmesha apne knowledge ko refresh krte rehna chahiye q k zroori nhn k bnda bhool jata he knowledge ko refresh isliye b rakhna zroori he k forex trading me b aur har karobaar me waqt k sath sath changes hoti rehti hen isliye knowledge ko waqt ko sath sath refresh krna boht zroori he.thanks friends aur please sb friends koshish kia kren k knowledgeful posts send krte rha kren takeh new commers ka knowledge iprove hota rhe
                  • #10 Collapse

                    Yes dear aapne aapne Jo knowledge Hasil Kiya hota hai forex market Main Usko time to time aap ko refresh karte rehna chahiye jab tak aap forex market Mein Aaj Kal college ko time to time refresh nahi karenge nahi hoga Kyuki.
                    Kyunki forex market Apna behaviour change karti rehti hai aur Hame Pata hona chahiye ki Jab forex market Apna behaviour change karti hai to Hame Apne analysis BOC hisab se ghar mein padhte hain.
                    Aap ko pata hona chahiye ki Jab Hum trading Karte Hain To Hame Apne long term ke liye karne Hote Hain.
                    Aur aap ko pata hona chahiye ke strategies advocate aap ke kam nahi aati aapko strategy ke upar tune nahi karni padegi Jab aap acche se tuning kar lenge strategy ke upar to aapko tab bhi accha profit Hasil Ho payega aapke instaforex bonus account se.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apny knowledge ko refresh karty rhy

                      agar hum apny knowledge ko up to date rakh kar kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum market main regular base par acha profit bhi hasil kar sakty hay es liye humay sahi say esmain time daity rehna chahiye esmain main he faida hota hay humary liye esmain kam karnay main he tab maza ata hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Apny knowledge ko refresh karty rhy

                        forex mai hamy acha knowledge or experience ky liye rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain hamy is mai kam karny ka bonus be milta hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain or acha bonus earn kar lety hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Apny knowledge ko refresh karty rhy

                          agr ap Forex ma bohat achay business man banana chaty hyn too ap apnay knowledge ko refresh karty rahana cahye ar nai nai bat rozz sheikna chaye jis ki waja say ap bohat achi trade kar sakty hyn

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X