Trading mai apki strength kiya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai apki strength kiya hai
    Har trader ki apne makhsos kisam ki jago par strength aor baaz jago par weakness hoti hai ab trading mai be ik trader ki baaz jago par weakness honge ao baz jago par strength agar mai apna personal bata du tu jes had tak fundamental analysis hai os mai kafe had tak maire strength mojood hai par jaha tak technical analysis hai osmai kafe had tak maire weaknesses mojod hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    apki bat bilkul theek hey aur mein jahan tak trading karta hun to mere apne bhi fundamental analysis wek hein aur mein fundamental se ziada technical par hi tawajoh deta hun aur technical analysis ke sathi hi trades karta hun jis se mujhey kafi ziada faida ho raha hey
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Har trader ki apne makhsos kisam ki jago par strength aor baaz jago par weakness hoti hai ab trading mai be ik trader ki baaz jago par weakness honge ao baz jago par strength agar mai apna personal bata du tu jes had tak fundamental analysis hai os mai kafe had tak maire strength mojood hai par jaha tak technical analysis hai osmai kafe had tak maire weaknesses mojod hai
      Salam alaikum bhai jaan Har Kisi Ki different sentence hoti hai Kisi Ki strength lag par hoti hai aur kisi ki sentiment analysis par hoti hai aur kisi ki centre in luck hoti hai aur is ke liye Jaroori hai ki aap apni strength ko Khud Ki Talash kar le
      • #4 Collapse

        Merry khayl se to trading mai apki strength apka account hoota hay aur apki personal skills hooti hain jaisay k apko chart ko study karna analysis ko samjhna ye sab apki strength hooti hay k jismai app strong position pe hoon
        • #5 Collapse

          je sir forex main baz logon ki strenght zyade hoti hai aur baz logon ki strenght kuch kam hoti hai har trader ko apni strengh ko dekh karv trader ko trede karni chahiye.
          • #6 Collapse

            dear ap jis field me strong or jis ka ap ko knowledge ha wohi ap ki strenght hoti ha trading me jaisa kay dear meri strenght market ka trend ha jub me trend me trading karta ho mujy profit mil jata ha asani se jub market range me ati ha to mujy loss hona start ho jata ha dear mujy news me b kuch event ko trade karna ata ha or baki me mostly loss hi hota ha
            • #7 Collapse

              Dears trading main ap ko har jaga per strong hona chahey kyunk agar ap week hun gay to daily loss ho ga ye ziyada ter trading loss main hun gi kyunk fundamental per to wesay har 1 k anlyses strong hotay hain wo to open hona hotay technical main bhi koi problem nahi hai bads thora market ko wat8 kerna perta hai markett apni moments khud btati hai agar koi RSI and cand8 with different time frame main to ap k strong anlyses hun gay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                G bilkul apne teek farmaya hai k har trader ki apni apni strength aor weaknesses hoti hai koi be perfect nahe hota so apko ye accept karna parega es mai mai agar apni baat karo tu mai ziyada tar news based trading par dependent hun aor ye he maira strength hai

                اب آن لائن

                Working...
                X