New traders k liay forex ka knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    New traders k lye forex ki knowledge lena boht kaafi zaroori hai kyun k agr ap kisi new jaga kisi new field mein enter ho rhe to us k lye apko sab se pehle us ki study krni laazmi hai jis s aapko concepts clear honge and trading field mein study is compulsary bina knowledge k koi bhi trading nhi kr skta so knowledge plus me demo account s practice kren and experience gain kren jitni ziada knowledge utni zaida trading mein help milegi and profit bhi milega.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      har new anay walay trader say yahi kaha jata ha.kay is business ko karnay say pahlay is business ko achi tarha say seekh lain.takay bad main apko is business main loss na ho.mager bhai main ya kaho ga kay jab tak is business main trader ko loss na ho.tab tak wo is business ko achi tarha sy seekhta nahi ha.loss honay kay bad wo is business main knowledge hasil karny ki koshish kerta ha..
      • #18 Collapse

        Kam koi bhi ho jb new start krty hyn to sb se phly us buisness ki knowledge lyty hy k ye buisness kia ha kesy kam krna ha or kesy is main kamyabhi hasil krni ha ..ye sab batain trader ko seekhni hoti ha .is main koi bhi jhijak wali bat nahi honi chaye j ap forex k liye time nikalain gy to forex bhi ap ko prifit ki shakl main mill jata hy.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: New traders k liay forex ka knowledge

          forex mai agar hum new hain to hamy demo account mai daily practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain ro acha munafa hasial kar ky apne zarorto ko pura kar lety hain yai aik legal business hain

          اب آن لائن

          Working...
          X