Forex pe aik post ki length

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Pak forex me post ki length 500 words se ziada honi chahiey is se kam length ki post delete ker di jati hain admin ki traf se. Is liey achi posts share kerni chahiey aur informative post share kerni chahiey ta k ziada se ziada logon k knowledge me izafa ho aur sab ap k knowledge se faida hasil ker saken.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dears fourm ke new policy main yahi kha gia hai ky app jo post b likho us ke quilty achi honi chaiy jo likho us sy dosro ko faida ho our smaj main b ay phir b kam sy kam post ke length 3 line tak honi chahiy ta ky acha bonus mil saky
      • #18 Collapse

        Sir g agr ap forex porum m kam karty hai to jo post karty hai as lenth takraben 2 lines to honi chay agr ap as km post karty hai to as bt hai ka ap phr post kra be na js post ko ap 2 lines tk likh b ni skty to as post ko karo b na js ca ksi member ko koi fyda b na as tarh ke post ka phr kia fyda hai ar apsb ko ya dehan men rakna chay apki post ki quality be had zarori hoti hai.
        • #19 Collapse

          brother pahly to 2 lines par muheed ap ne post create karni hoti thi mgr ap system change ho geya hai pahly log 2 lines me koi bhi bongiyan mar kar complete kar lety thy or acha bonus bhi bana lety thy mgr ap forex forum ki tarf se wo chez khatm kar di gai hai es bar kafi logo ko bonus bhi kam mila hai us ki bari waja ye hai k unki post meyari nhi hoti ab kam se kam 500 words par ham ko post karni chahye or post bhi achi honi chahye us me information bhi honi chahye ab bakwas post ko delete kar diya jata hai
          • #20 Collapse

            Re: Forex pe aik post ki length

            jab b posts ko likhty hain to humain is kay rules ko follow ka rkay kam karna hota hay kun kay is main agr hum achy say kam karty hain to hi humain acha bonus hasil hota hay is main posts ki lenght humain 2 lines tk rkhni hoti hay or is main us tara ka data feed karna hota hay jo threads main swal pocha gya hota hay
            • #21 Collapse

              Re: Forex pe aik post ki length

              Dear forex trading main post ke length minimum two lines honi chahia aur maximum ap ke marzi ha k ap kitni line main post krna chahta hain laikin ye zarori ha k ap ke post ek ache post aur us main precise information honi chaia aur wo question sa related honi chahia ap ko hamesha irrelent answer sa bachna chai hamesha koshish krain k jo pocha gia ho use sa related post krain
              • #22 Collapse

                Re: Forex pe aik post ki length

                hello dear brother walikum salam ap ko ya pata hona chaya k ap is cheez ka kheyaal rakhy kay apnay jo bhi baat share karni hy wo ap aik achay tarikay say dosro ko samjha sako osmay chayi 2 lines hun ya zeyada koi faraq nhi parta os asi cheez ka humay bonus milta hy.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex pe aik post ki length

                  forex mar ap ko lenth k zarorat nahe ha kuch thread k jawab adhi line ma pora aa jata ha kuch thread k jawab 2 line ma pora aa jata ha is leya ap ko her sawal k jawab dakh kar dena chaheya ap ko ko chaheya k thore lafzo ma zayada sa zayada bat samaj aa jay agr ap ko lagta ha k ma zayada line ma is bat ko samja sakti hon to ap ko zayada line istamal karne chaheya .
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex pe aik post ki length

                    AP ke 50 words hone chahiyen ta ke AP ki post consider ho sake aur post AP ki achi honi chahiye ta ke AP lot thanks bhi Milne aur AP ko acha bonus mile is liye mehnat se kakaam karain over posting na karain ta ke AP ka account bane na ho
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex pe aik post ki length

                      Assalamualaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai agar aap Pakistan forest from main kaam kar rahe hain to aap ko pata hona chahiye ke ek post ki thread ka apko andaza hona zrori hai kyon Ke bonus system Ke bajay bonus uska Chahta Hai Jiski posting ki quality achchi Ho thanks
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex pe aik post ki length

                        Forex trading ma posting karty waqat kam say 2 say 3 line ap ko lazami knikni chaye agr theard ka jawab samjany kay leya agar ap ko. zayda be likana parta hai too zarooor lkyan taky poachay gay question ka mtlb samj aa jay
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex pe aik post ki length

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: shaukatmalik پيغام ديکھيے
                          Assalam-o-Alakum dear members mera question yrh hy keh forex me aik post ki minimum length kitni honi chahehy
                          Hamari post a lunch Kitni honi chahiye Kitni Hum baat kar rahe hain wo Karne Wale Ko samajh Aata Hai aisi post se Chahe 4 lines ki ho gya 3 lines kam hone Ki Galiyon Jyada hoti hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex pe aik post ki length

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: shaukatmalik پيغام ديکھيے
                            Assalam-o-Alakum dear members mera question yrh hy keh forex me aik post ki minimum length kitni honi chahehy
                            Walaikum assalam dear aapne achha Sawal Kiya Hai. kam se kam aap ki post Aisi honi chahiye ke Doosre ko aapki baat Mukammal Samj a jai aap ki line 3, 4 Hoti Hai Mast hoti hai ese Hota kuch Yun Hy k aap ka message short baat ki wajah 1 Assan baat main aa jata hai Jise wazahat kha Ja sakta hai us sy Baki members Ko fida pohnchta Hy k wo normally ap ki bat smj paty hn
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex pe aik post ki length

                              apki post thk ha. length etni matter nae krti post ke quality pa focus krna chahea. wese one and half or 2 lines tk houn tu apko acha bonus mil skta ha. or main chiz phr b quality matters alot. length pa compromise kea ja skta. so focus on yout post quality.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex pe aik post ki length

                                w salam dear aap nay bikul teak kaha hai kay kitni length hoo aik trader jab koi posts krta hai too mri too y ray hai kay jo thread hota hai us ka reply short aur acha hoo takay read krnay walay hoo achay say bat samjh aa jaiy bs y teak hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X