USD ZAR hedging ky liay best pair hai jis main daily basis per hedging ki ja sakti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USD ZAR hedging ky liay best pair hai jis main daily basis per hedging ki ja sakti ha
    USD ZAR main daily basis per bahot zyada movement ho rehi hai aik din up bahot zyada movement hoti hai tou aik din down tou aesy main agar hedging laga di jaey tou kafi earning hasil ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold ki terha is pair main bhi daily ki movement bahot zyada ho rehi hai lekin in dino tou total movement sirf 14 sy 15 ky darmian hi ho rehi hai jo daily ky near about five thousand pips movement hoti hai kabhi ab tou kabhi down tou waqai is pair main hedging sy achi earning ki ja sakti hai
    • #3 Collapse

      Jee han brother aap ne theek kaha hay use zar ki movement boht hi achi hay jis ki waja say ye boht pasand kia ja raha hay ye daily ya weekly koi bari movement nai deta balkay daily choti magar achi move karta hay aur headging kay kiye sab say best option hay..
      THKS
      • #4 Collapse

        Aslamulakeum bhai USDZAR ek exotic pair hai aur yeh bilkul bhe theek nahe scalping ya heading ke lea aur iss ke wajah us ka spread ka haona hai jo itna zayada hai ke ap ko iss pair py trade nahe karne chahye
        • #5 Collapse

          dear mai ny is ky bary mai suna zaror hy ky usd zar ik bhaut hi acha pair sabit ho raha hy logo ky liya kai log ab I sm ai trade kar rahy hy or profit mai kama rahy hy asala mai hamary ha gold py ziyada ter log trade karty hy or loss hi karty hy or gold ik mushkil pair hy tab ab yi kafi acha sabit ho raha hy is dafa is py trade kar ky daikhy gy.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: USD ZAR hedging ky liay best pair hai jis main daily basis per hedging ki ja sakt

            ye pair bhi trading main use hota hay aisy pairs main bohat ziada movement hoti hay agar hum en par trade karna chahty hay to ye baat mind main rakhni chahiye keh esmain nuqsan bhi kar sakty hay agar hum bina analysis kay aur bina experience kay esmain trade karen gay aur humay esmain sabar say he kam karna chaiye

            اب آن لائن

            Working...
            X