Trading Account main Loss k Bad Gusa ata hai ya Galti ka Ehsas hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Account main Loss k Bad Gusa ata hai ya Galti ka Ehsas hota hai?
    Mostly real account main jb hm trade krty hain to hmain profit ya loss hota hai.loss ho jy to mje to bht gusa ata hai or bad main ma us reason ko find krta hu jis ki waja se loss hota hai or mostly meri thori learning or less experience ki waja se he loss hota hai. ap k sath b esa hota hai kya??
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam o alaikom g bilkol gussa to zahir si bat hai ata hai lekin jab hamay apni galti realies ho jati hai to hamara gussa afsos me badal jata hai or pashtaway ke siwa kuch nahi rehta so koshish karay jab bi real trading karay us se pehlay stop loss laga lain or profit ke sath sath loss ko bi apnay mind me rakhay ta ke ap ko unexpected loss na ho
    • #3 Collapse

      forex trading business men agr trading mein loss hota hy tu is se gusa nhi karna cahaiye balkay jab loss hota hy tu kise mistake ki waja se hota hy gusa karne ki bajye us mistake ko dekhna cahaiye aur us mistake ko cover karna cahaiye phr hi trading mein kaamyaab ho saktay han aur profit earn kar saktay han
      • #4 Collapse

        Dear forex market Mein trading account mein loss hone ke baad gussa aata hai Kyunki hum se apne insta Forex ke bonus account for losses recover nahi hote Jiski wajah se aap kya sakte hain ki hum insta Forex bonus account for office.
        Jab Hamara pura ka pura bonus account watch Ho Jayega aur poore mahine ki post Sochenge anyone ki wajah
        • #5 Collapse

          Trading mai agr loss hoo jata hay to iaka matlab hay k apnay koi mistakes ki hain jis waja se appko loss huwa hay ismai ghussa karnay wali baat nahi hay qk agr app rash hio jaoo gay tio apko jo next trading hiogi usmai profit k bajay loss hooga
          • #6 Collapse

            Jab b apki trade loss men close hoti hai to pehly to bohat ghussa ata hai aur banda disheart ho jata hai lekin phir bad men apni ghalti ka ehsas hota hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: happy-ahmed پيغام ديکھيے
              Mostly real account main jb hm trade krty hain to hmain profit ya loss hota hai.loss ho jy to mje to bht gusa ata hai or bad main ma us reason ko find krta hu jis ki waja se loss hota hai or mostly meri thori learning or less experience ki waja se he loss hota hai. ap k sath b esa hota hai kya??
              assalamu alaikum bhai jaan mai aap ko batana Chahta Hoon Jo traders acche hote hain unko apni Galti ka Ehsaas ho jata hai aur jo new traders hote hain unko loss ke baad gussa aata hai aur woh mazid loss karwa Lete Hain
              • #8 Collapse

                Jab Tu Hum technical analysis Karke trade Lagate Hain aur US time Agar aapka stop loss hit ho jata hai To Phir gussa nahi aata hai Kyunki stop loss ka hit Hona aur isme loss hona part of business hey but Jab aap unlimited lot size use Karke trade Lete Hain aur without vision Lete Hain Koi confirmation nahi nahi hoti aur aap trade Lete Hain tu bada late ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Dear loss hony ka reason hamara ghalat decision hota hay esy me agar ham loss key bad ghusa karen gey to es ka koi faida nahi ho ga, ghalti ka ehsaas hi hamy apni mistake se learn karny ka signal deta hay aur hamari weakness hamary samny ajati hay.
                  • #10 Collapse

                    forex m jb hmy ksi tread sy los hota hy tu hmy boht gusa ata hy jb k hmy apni galti ka ahsas hona chahiy k hm apni galtiyon sy sekhen r next asi galti na ho k hmy treading m los ho apny gusy ko qabo m rakh k apni mistak ko nots Karen ta k ap ko ap ki galti ka ahsas ho.
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hote ha to per hum ko chaheya ka hum ko jab be loss hota ha to per hum ko apna loss pa ghusa nhi hona chaheya ager hum ko forex ma loss hota ha to per hum ko sabar sa kaam lana chaheya to per hamara leya best rahaa ga warna hum ko loss ho sakta ha.............
                      • #12 Collapse

                        har aik ko gussa nahe ghalti ka ehsaas hona chaiye bohat perfect method ye hay kay loss ko samjhna chaiye loss kyun huwa ye cheez aap ko bohat behtri ki tarfa le jata hay loss pe gussa ho skata hay magar esko control karna chaiye takay aap loss mei gussay se kisi tukkay pe loss karogay ghali ko samajh lena bohat zaroori hay...
                        • #13 Collapse

                          g bhai trade main ghali kr k jo hum loss krty hain us per hmain gusa bhi ata hy.,or ghalti ka bhi ehsas bhi hona chahye.,zyada ter ko just ghussa e ata hy or wo is ghussy ki kefiyat main aoni ghalti ko focuss nae krty or next time fr sy nuksan krwa bethty hain.,is liye hmain apni ghaltiyon sy sekhna chaye.,is sy hmain kafi faida ho ga
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: happy-ahmed پيغام ديکھيے
                            Mostly real account main jb hm trade krty hain to hmain profit ya loss hota hai.loss ho jy to mje to bht gusa ata hai or bad main ma us reason ko find krta hu jis ki waja se loss hota hai or mostly meri thori learning or less experience ki waja se he loss hota hai. ap k sath b esa hota hai kya??
                            Assalamualaikum ji bhaijaan mostly members jinko loss ho jata hai unko kaafi Asha aa jata hai lekin Hume chahiye ke hum gusse ke Baje apni mistake ko Talash kare aur next redmi US mistake ko Na karne ke liye Apne analyses ko accha Karle
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Loss ki sorat main bht say logo ko gussa ata hai per wo time gussa krnr ka ni hota us wqt ye janey ki koshish krni chahiye k loss kiun hoa or dobara wo ghalti krny sy bachna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X