Kia profit hamara confidence ko bahrhata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia profit hamara confidence ko bahrhata hai
    Dears members profit hamara confidence ko build krta hai mean bahrhata hai jasa ap ko profit hota hai ap ka confidence mai azafa hota hai or ap bar apna order place krta hain agr loss ho tu confidence lose hota hai or order place nahi kr pata bar bar. Ap kia kahta hain is bara mai apna kahyalat ka azhar karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Hn Dosto forex trading ma jb b hmain apni trade k wja sy profit hota hy to profit hony sy hmara confidence level b high hony lgta hy kiun k phr hmain mhesos hony lgta hy k mri strategy Kam kr rhe hy or ye mjy profit dy rhe hy jis sy ap agli br or b confidence sy trade lgty hy jo profit k ly bht zroori hy
    • #3 Collapse

      confidence bilkul aap kay profit se barhta hay jab traders achi skills haasil karnay aur acha experience haasil karnay kay baad skills hassil karta hay yehi uska sab se best courage hota hay profit anay kay bad uska confidence aur bahaal hota hay kay wo best trading kar sakta hay ess tarah uska courage bohat barhta hay aur wo mazeed mehnat pe achi tarah focus karay ga...
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be kam karan ya bussniss karan ua main aap ko confidence us waqat he aahay ga jab aap iss bussniss main earning start kar daytay ho same issi tarha instaforex trading main aap ko us time confidence aata hay apni trade per jab aap profit earn karna start kar datay hain
        • #5 Collapse

          g profit s hamara bohot confidence bahrta hai jab profit hota hain tu khushi bi hoti hai or insan ka andar khud ahtemadi bi bahrti hai or os ka bad phr hum log bar bar trade open krta hain laken sab s pahla ha learning or knowledge ap tab hi trade mai profit kama saka gain jab ap ko knowledge ho ga agr nahi krta knowledge tu phr ap kabi trade mai profit nahi la sakta or na apna confidence built kar sakata hain
          • #6 Collapse

            Haan g jab bhi apki trading successful hootiq hay to khushi bhi hooti hay aur apka confidence bhi develop hoota hay aur ap mai maZeed apka agay trading karnay ka hosla barta hay
            • #7 Collapse

              A o a g ha profit jb b hmy milta ha wo hmy confidance ko bht brahta ha q kjb insan khee job krta ha to month k last pr usy jb us k salry 30k sa 70k tk jb us k account ma ya us ko milti ha to us tim jo kushi us k face pr hoti ha wo woi shks janta ha so isi tarha forex k bissnuss b jb hmy kisi b karobar ma profit hota ha hm kush hoty ha forex ma b jb hmy profit hota ha hm bht kush hoty ha hmri kushi k koi hsab ni hota ha so this is profitable work bs kuc mahnat ha.
              • #8 Collapse

                Jub ham trading karty Han to agr ham ko profit hota hai to ham ko bahot Khushi hoti hai aur confidence mein izafa hota hai aur Kam karny ka ziada Dil karta hai aur bhot maza ata hai ku keh jub ham ko profit hota hai to ham thory boost up hoty Han aur Dil SA kam karty Han ...
                • #9 Collapse

                  g blkul jb b hmy forex m profit milta hy hmara confidons bhrta hy k hm mazeed mehnat kr k profit hasil Karen profit milny sy hm apny ap ko r b export bnany ki koshish krty hen k next es sy b achy tread order kr k bra profit kma saken .r sucsecs full beznus men bn saken .
                  • #10 Collapse

                    Apki baat bhai bilkul teek hay kiun kay jab bhi kisi trader ko profi huta hy tu oska confidence bhot bhar jata hy aor oska moral bhi itna high hu jata hy kay aasman ko cho nay lagta hy aor oska dill pehlay se zeyada shok kay saat trading ki taraf ragib huta hy laiken ager baar baar loss huta rahy tu pher oska confidence lose hu jata hy jis ki waja say wo trading say mayoos hu jata hy aor pher oska dil bilkul bhi trade laganay ko nhi karta.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                      Dears members profit hamara confidence ko build krta hai mean bahrhata hai jasa ap ko profit hota hai ap ka confidence mai azafa hota hai or ap bar apna order place krta hain agr loss ho tu confidence lose hota hai or order place nahi kr pata bar bar. Ap kia kahta hain is bara mai apna kahyalat ka azhar karain
                      Ji Bhai Prophet Hamara conference confidence badhata hai Jitna Hame Jyada profit Hoga Hum khush hokar itna hi jyada kaam Karenge isliye Hame Har Kaam ke liye profit Chahiye Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        g han bhai apki bat sahi hai forex trdaing main jub hum apna expierne gain kar lety hain or hmain achi eraning milny lag jati hai tu mera khyal hai k yah aik trah se hmra confidence bahal hota hai or es ks ath sath jub hmain proft milny lag jata hai tu hmain khud par bharosa hota hai k hum kuj kar skty hain apni life main yah aik trah ki boht acha fakhar hota hai
                        • #13 Collapse

                          hn g confidance tu badhta h q kae jb ap ka profit increas ho tb ap ki intreast bhi bdh ti he or forex tu ek esa plate form h jaha ap ke profite ke chance ziyada hn
                          • #14 Collapse

                            ji han mere khayal sy profit humara confidence barhata hay is sy humain agay aur invest karnay aur trading karnay ka confidence milta hay bs humain apna confidence hi barhana chaie yeh na ho k profit k chakar main hum lalach main parh k apna nuksan karlain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aslam o alikum bhai jaan ap ny bilkul sahi farmay ha agar hamy trad profit dati ha to aic ka matlab hy hamar confidanc men ezafa ho rah hy our fir ap ek tard lagaty ho our wo bi apko profit dati hy ais ka matlab hy ap ki confidanc men zafa ho raha hy ur han agar apki koi tard loss mein chali jai to ap maus na ho un ka profit our loss ka kisy ko bai nahi pat hota hy bas ap apny confidanc par tawajo dy our rago lat stude kart raha kary

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X