Practice Say Insan Mukamal Hota Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practice Say Insan Mukamal Hota Hai.
    Kisi bhi ghalti ko practice se clear kia ja skta hai koun ke practice se koi bhi kam bhtr se bhtreen ho jata hai kbi bhi practice ko easy na lein
    Last edited by ; 07-11-2018, 10:24 PM. وجہ: The title is edited from English into Urdu
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Dosti123 پيغام ديکھيے
    Kisi bhi ghalti ko practice se clear kia ja skta hai koun ke practice se koi bhi kam bhtr se bhtreen ho jata hai kbi bhi practice ko easy na lein
    Please dear jo theards aik baar post ho chukke hon unko dobara se post na kia kren q l reapeted theards aksar delete hi ho jate hain aur hamen Chahiye ka ham repeated theards ko pos na hi kia kren
    Jahan tak aap practice ki baat kr rhe hain to jab tak ham achi practice nhi kr lete hain uss waqt tak ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain so hamen practice krna bahot hi zaruri hota hai then hi hamen kamyabi milti hai
    • #3 Collapse

      Beshak practice se bhi learning hoti hai aur bina learning kisi bhi field mai kamyabi mumkin nai hai. Forex trading ki jitni bhi practice ki jaye har dafa kuch seekhny ko milt hai aur uske liye demo account best hai q k wo behave real ki tarah karta hai par loss nai hota aur trade Agra koi ghalat hoti hai to humain pata chal jata hai k humain khud ko Kahan improves karny ki zarorat hai.
      • #4 Collapse

        G Hn Dosto agr ap kisi b Kam ma perfect Bana chaty hy to ap phely din he perfect ni ho jty hy Bilkay ap ko aik process sy guzrna prta hy Jis ma ap ko practice or mhenat krna prti hy phr khe ja k ap os Kam ma perfect hoty hy forex trading ma b aisa he hy es ma b agr ap perfect bnana chaty hy to ap ko daily practice krni ho gi
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dosti123 پيغام ديکھيے
          Kisi bhi ghalti ko practice se clear kia ja skta hai koun ke practice se koi bhi kam bhtr se bhtreen ho jata hai kbi bhi practice ko easy na lein
          Salam alaikum bhai Hum Kisi bhi baat ko easy banane ke liye practice karte hain jitni Jyada practice Ho Hogi Hum work easy kar sakte hain Har Kaam ke liye practice zaroori hoti hai
          • #6 Collapse

            Bilkul bro ap ny achi baat ke hy pakistan forex forum members k liy kiun k experience ka ko bhe match nai hy aur apni he galtio sy insan buhat kuch seekhta hy aur enko na dohrana he aqalmandi hy aur es sy he kamyab trader bana ja sakta hy
            • #7 Collapse

              Yes exactly jis bhi kaam ko jitni bhi practice kareengay wo kaam apko utna hi achay se aye ga islye demo ko use karty raheen
              • #8 Collapse

                Asal mein practice karna he har kam ka basic hy chahy kitni bhi knowledge hasil kar lo jub tak koi kam practicaly ni karo gy to ap ko experience ni ho ga kiyon k knowledge k sath sath practices bhi zarori hein tub ja k practices k bad he experience ata hy
                Removed by moderator.
                • #9 Collapse

                  Assalam alaikum bhai practice makes a man perfect ya blkul such hai practice insan ko kise bhe business main taraqi ka kabil bnati hai us ka bagair bnda aga nea nikal sakta ap koi bhe kam krta han koi game he kiun na ho jab tak practice nea kran ga ap khal nea sakta us trah forex main ap ko bahut practice ke zrorat hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Yes friends apne theak kaha k practice makes a man perfect.ye qaul to hm bachpan se sunte aa rhe hen lekin hmen ye khyal rakhna boht zroori he k kia hm practice theak simt me kr rhe hen ya hmari simt hi ghalt he.aik misal oesh jrya hun abi cricket har mulk me kheli jati he lekin hr mulk ku team ka practice krne ka tariqa aur simt mukhtalif he.jo teams theak simt me practice krti hen jo grass root level pe ziada tawajjo dee rhe hen unki teams mazboot hen aur jo teams ghalt tariqy se practice kr rhi hen beshak wo sara din practice krti rhen par unki simt theak nhn hoti isliye friends ap b ghaur kia kren k hm log practice kr rhe hen to hamari ye practice forex aur trading k asool k mutabiq he ya hm koi aur ghalt tariqy ki practice pe chal rhe hen.friends agr meri koi baat achi na lgi hoto uske liye mazrat.thanks friends
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Dosti123 پيغام ديکھيے
                      Kisi bhi ghalti ko practice se clear kia ja skta hai koun ke practice se koi bhi kam bhtr se bhtreen ho jata hai kbi bhi practice ko easy na lein
                      Assam Alaikum Ji Bhajan aapne bilkul theek kaha ki practice he Insaan ko Kabil banati hai practice other of naked and get Oaxaca baby at achi aur kamyabi Ki Main Nahi Ban Sakte aap ko practice karni chahiye aur practice karni chahiye
                      • #12 Collapse

                        duniya main kisi bhi kam main mahr hony k liye hmain practice karni hoti hai jub practice ki jay tu os kam main perfection khud he a jati hai esi trah forex trading hai es main bhi aghr mahar hona hai tu apko practice karna hogi q k jub ap trdaing kib practice karengy tu ap achi trading kar skty hain or trading ki practice k liye demo account best hai jis se ap practice kar k apni trading main mahar ban skty hain
                        • #13 Collapse

                          G bilkul kisi b galti ko practice se correct kr skty hain.. Practice makes a man perfect.. Bar bar ek kam ko krny se hamen us galti ka solution boht easy mil jata hai or us galti ki correction b ho jati hai or dobara wo galti b nai hoti hum se..
                          • #14 Collapse

                            G bhai ksi be kam main practice se insan ko tajurba milta hai or wo bhat sa experience akatha krta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes, "Practice make a Man perfect" Ye biklul thek bat hai dear. Agr hm forex market ko join krne se pehly demo pr achi trhan se practice krn or apna experience improve kar len to hm boht achy profit earn kar sakty hain or loss ko b control karne ki ability hasil ka sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X