Practice account ki zrurat aur ahmiyat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practice account ki zrurat aur ahmiyat.
    slam friends forex trading me hr broker apny customers ko free me trade learn krny k lye plate form provide krta hy jsy hm demo account b kehty hn. Ye is lye b zruri hy k real account me trade lgany sy pehly is practice account py hm ye seekh sken k trade kaisy lgany hn. Take profit aur stop loss kaisy lgana hy order modify kaisy krna hy. Ye b zruri hy k jb tk is account py skill full na hn tbb tk real account py na jaien trade k lye.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kehtay hain kay practice makes the man perfect aur humain trading ki oractice regular basis per karni chahyea aur iss kay lye humain meta trader 4 mein demo account open kar kay uss mein apni trades ki practice zaroor kya karain iss sae humara confidence bhi improve ho ga
    • #3 Collapse

      G bilkul demo account ki bohat ziada ahmiyat hai pehly jo kuch learning karty hain YouTube ya triners se usko apply kar k experiences gain karty hain aur analysis seekhty hain to agr isko Demo account pe practice kiya jaye to koi loss nai hota par agar experiments live account pe kiye jayain to loss ka chance hota hai aur log disheart ho k chor bhi daity hain to behtar hai k demo account pe practice kar k phir live trading karni chahiye
      • #4 Collapse

        Practice karyn say kafi experience melta hai
        • #5 Collapse

          Practice account traders kay liye bohot zaroori ha. Traders ko demo ke madad say market ke know how hasil ho sakti hai. trading ke practice b demo account per hoti hai aur demo per trading kar kay new traders baghir investment kiye traders trading ke practice b kar sakty hain aur apni trading skills b achi kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            dear yi demo account bahut hi kaml ki cheez hy age ap is ko yi samjh kar sekhy hy is ma practice karty hy ky mai real account mai kam kar raha hun tu yi ap ky liy akfi help full sabit ho sakta hy is py ap jis bi stretagey ki perctice kary gy ap ko acha kahasa wo profit dy real waly account mai ja kar bas ap ko is mai bi un hi chezo ka khiyal karna hu jo log real mai karty hy.
            • #7 Collapse

              dear ap ne thek kaha k demo account per experience hasil karna chahye lekin us per boht zyada time b waste nahin karna chahye. us ki bjaye real account per zyada experience hasil hota hai
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum demo account pa lot of practices karna start karda ager hum demo account pa practices nhi karta ha to per hum ko loss ho sakta ha es leya hum ko chaheya ka hum demo account pa lot of practices karna start karda to hamara leya teak rahaa ga...........
                • #9 Collapse

                  Re: Practice account ki zrurat aur ahmiyat.

                  Assalam Walekum dear Forex fellows practice account aapke liye isliye Banaya Gaya Hai Taki aap ismein practice kar sake aur practical Karke seeken knowledge Hasil Karen experience le aur FIR aage trade karne ki koshish karen Jab aapko trade karna isase a Jayegi to Fir aap Aage jaen Varna Aankhen bandh Karke jaane se loss ka Samna hi karna padega
                  • #10 Collapse

                    Re: Practice account ki zrurat aur ahmiyat.

                    hamy patience ke madad sy kamyabe milte hain forex aik bohat bra business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai paisa be invest kar sakty hain forex mai job less mans or poor mans be kam kar sakty hain forex mai hum bager pasaiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Practice account ki zrurat aur ahmiyat.

                      Paractice account ka Matlab demo account hai aur demo account ko use karkai ham buhut acha experience gain Kar saktai Hain agar ham demo pe paractice keye bagair real account pe trading start karaingay to hamai loss hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Practice account ki zrurat aur ahmiyat.

                        boastful people?No. Overconfidence is a cognitive bias which has been studied by way of selection scientists and psychologists for some time now.Overconfidence is believing you comprehend greater than you do.Everyone is affected with the aid of overconfidence, even famend professionals have proven this bias and made inaccurate selections'
                        • #13 Collapse

                          Re: Practice account ki zrurat aur ahmiyat.

                          Parctic account ki zarooriat or ehmyat bohat acha swal hai forex main aap parctic krtay hai ya aap ka account bi safe rhta hai aap acha Kaam krtay hai tu agar aap parctic nahi kray gay tu aap acha Kaam nahi kray gay tu aap ka account bi safe nhai ho ga or Aap ko noksaan bi ho ga iss Lia aap ko apna account safe rhkna hai tu aap ko zayida say zayida parctic karni chaiy
                          • #14 Collapse

                            Re: Practice account ki zrurat aur ahmiyat.

                            Forex ki market main kamyb hona KY lia practice ki bht hi ziyada zarort hy or ahmyt bh hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra ziyada sa ziyada demo account use kra jitni ziyada practice kra learning kra market ko analysis kra mouvmnt ko semjh GA jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex main mhynt krna wala hi hmsha kamyb hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Practice account ki zrurat aur ahmiyat.

                              hamy expert ban ky market mai kam karna ho ag pher he hum pasai kama saky g yhum is mai par titme be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik amm busienss jassa nahi hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hai hamy is mai expert ban ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X