Kya experience sa phala learning zrori hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
    Assalam alaikum bhai mera ap sab sa ya sawal hai ka kya learning zrori hai hai experience sa phala mera khyal sa tu ya dono chezan sath sath chalti han experience aur learning sath sath chalti rahti han need suggestions

    Assalamu alaikum bhai trading may experience ke sath sath learning bhi zaroori hai Jitna Hum learn Karenge kuch nahi Hame experience Hoga aur knowledge Haseen Hogi isliye trading and profit Hassan karne ke liye Hame learning bhi chahiye experience me yeh Dono Ki Cheez Hai Hamare Liye behtreen Hai Hame apni trading trading ko best banane ke liye learning ke sath sath experience P Hassan karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
      Assalam alaikum bhai mera ap sab sa ya sawal hai ka kya learning zrori hai hai experience sa phala mera khyal sa tu ya dono chezan sath sath chalti han experience aur learning sath sath chalti rahti han need suggestions
      Salaam Alaikum ji bhaijaan Kisi Kaam ko karne se pehle uski nahi karna bahut zaroori hoti hai agar aap acche tarike Se Uske Dar Nahi Karenge aur Muskan Ali Husain ke Rahenge WhatsApp se jyada jaroori baat muskan ko practically karte rahenge to aap ko uska experience Haseen Ho Jayega agar aap Pehle knowledge ya Uske learning nahi karenge to aapko experience nahi milega
      • #18 Collapse

        Forex trading main learning first step hy jitni learning ho gi utni hi practice or experience ho ga or utni hi achi trading ho gi kisi bhi kaam ko shuru krne se pehle us ki learning bht zaroori hy phir us k baad hi kch kia ja sakta hy jitni mehnat hum learning pe krain gay utni hi achi earning ho gi is lie experience gain krne k lie learning bht zaroori hy
        • #19 Collapse

          bhai dono hi is business main buhat zarori ha.jab ap is business main learning ko karain gay.us kay baad demo account main practice karain gy or is tarha demo account ki madad say apkay pas is business ka acha experience bi mil jay ga.jo kay baad main apkay buhat kaam ay ga..
          • #20 Collapse

            Learning k bgair to trading karna he nahi chaheye jab tak aap ko pata nahi ho ga tab tak aap kabhi bhi firex trading me profit nahi lay sakty hamesha wohi kaam karna chaheye jis k bary me pata ho loss nahi hota sekh lena chaheye wesy muskil bhi nahi hay thora sekha ho thora confidence ho to sab acha he ho ga.
             
            • #21 Collapse

              Learning bohot hee zarori hay jab tak learning nahi ho gi kaam nahi kar sakty agar learning k bager tradin karo gy to loss k chance zyada hon gy experuance to kaam krny k sath he aye ga lakin agar kisi chez ka pata he na ho to os me fail hony k chance bohot zyada hoty hen.
               
              • #22 Collapse

                Apka khyal bilkul thek hai dear. Learning aur experience sath sath chalty hain. Learning k baghair experience nahin ho sakta aur experience k baghair learning nahin ho sakti.
                • #23 Collapse

                  experience aur learning dono he apni jaga pe eham hain jab aap achi learning kartay ho sath aap ka experience khud he create hota hay aap demo pe jab daily practice kartay ho automatically experience increase hota rehta hay learning mei aap bohat say methods strategy wagaira test kartay ho ess mei aap ka experience level khud barhta hay...
                  • #24 Collapse

                    g han bhai expiernce bhi hum tab he gain kar skty hain jub mary pass leraning ho gi aghr hum demo account ki bhi bat karen tu os k liye bhi apki leraning zariri hai q k jub tak apko pta nahi hoga k hum ny trading karni kis trah hai tu ap kar bhi nahi skty hain tu expiernce k liye pahly leraning karen os k bad trading karen expiernce khud he gain hota jay ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Kya experience sa phala learning zrori hai?

                      agar hum forex mai kam karna chatey hain to hamy demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or loss sy bach kar acha bonus earn kar lety hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Kya experience sa phala learning zrori hai?

                        Learning bht zrori ha trading sy pehly humy pta hna chaiye k hum jo kam krny wly wo kya ha usky bry mn zrori information lena bht zruri aur faidmand ha islie hmy cahiye k hum pehly isky bry mn info lien phr trading start krien aur sth sth learning jari rkhien taa k ziada bhtr strategies sy hum trading krskien aur roz roz hmri trading mn bhtri ho aur faida ziada ho
                        • #27 Collapse

                          Re: Kya experience sa phala learning zrori hai?

                          Kuch log boht jaldi kertay hain aur wo samagtay hain kay forex say pehlay forex say earning ker len aur bad main learning ker len. hala kay ye ulat bat hay forex ko kernay kay liye zarori hay kay forex ko pehlay achi trah say learning kia jaye aur us kay bad us say earning ka socha jaye koshishi ki jay kay forex ko boht achi trah say seekha jaye ta kay bad main koe pareshani na ho.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Kya experience sa phala learning zrori hai?

                            Forex trading business mein ap ko sab se pahly is learning ki zaroorat hoti learning zaroori hy learning hasil kartay han tu forex trading business ko samjh saktay han aur forex trading business ka experience tu waqt k sath sath hum hasil kartay han kiok experience hum kaam ko kar k hi hasil kar saktay han learning aur experience dono ho tu phr hi kaamyaab trading kar saktay han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X