Forex trading mai ghalti ko bar bar dohrana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jab insan ek bar ek kam kr k loss kha laita hay to wo doosri bar wo galti nai karta jab banda bar bar galti kary to wo insan hy e nai. aur trading main ek galti ka jhatka e boht hota hay ziada jhatky nai khaye ja skty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear ftend agar ap ye chaty hai k ap aik galti ko bar bar na dhoraye to ap ko chaye k apni mistake ko apne pass note down kar liy or jo bat aik dafa note down ho jaye wo yad rehti hai es loye agar ap es qeam ki galti agar dobara karny lgy gy to ap ko porani galti yad aa jaye gy es tarha din ba din ap ki galti ki adat kam hoti jaye gi.
      • #18 Collapse

        Agr hum apni mistakes se koi learning nahi kar saktay hain aur apni mistakes ko again and again repeat kartt hain aur hum ye samhhty hain k hum forex ki complete learning karli hay to ye apki ghalat sooch hay
        • #19 Collapse

          G bilkul aisa e hai agar hum ek e galti bar bar kryn gy to bar bar loss mein jyn gy.. Hamen chahiye k hum is galti per gor kryn or apni galti ko sudharne ki koshish kryn.. Or jo galti hum kr rhy us k about zada se zada learn kryn.
          • #20 Collapse

            good point bahi jan ap ny thek kaha hy agr hum forex trading my koi galti krty h to humky is ko point out krna chahey q k agr hum sy ya he galti dobara hui to humy is my oe zayda b loss ho sakta hy or agr hum ny is mko point out kr k thke kr liay to humy next time is loss sy bach sakity hn.or agr humy profit hota hy bto humy us ko b yaad krna chahey k humy next time humyt is my dobara b profit he ho.
            • #21 Collapse

              I think ye bhut he bara risk hy agr hum same galti ko bar bar dohratay hy to es say hamay bhut bara nuksan ho sakta hy to akal ke baat ye hy kah os galti say bhut kuch sekha jye aur usko khabi be dobara repeat na kiya jye ek to ye business already etna risky hy aur oper galti ke koi gonjaish ni hy.
              • #22 Collapse

                Forex trading Mein aapne Kabhi apni mistakes ko repeat nahi karna aur Hamesha Apne mistake se apne learning ko increase karne ki koshish karni hai Forex trading bahut accha business hai jaha par Kabhi mistakes repeat nahi karna Warna aapko loss hota Rahega
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Forex trading mai ik ghalti ko bar bar dohrana buhot he immaturity hoti hai q k minors kisam k mistake be forex trading mai buhot bari loss daite hai so apko ye clear karna hoga k ik ghalti ko bar bar kabe be dohraya nahe jae aor agar ap esko control nahe kar sakte tu apko apne over all experience aor knowledge par nazar saani karne hoge k kia waja hai k es tarha hota hai
                  Assalamu alaikum bhai jaan Forex trading mai ek galti ko baar baar karne se aap kabhi bhi isme kamyabi Hasil nahi kar sakte hain Kyunki agar aap ek galti ko baar baar karte rahenge to aap ko Aise business ka koi fayda nahi
                  • #24 Collapse

                    G ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum jab hum post kar rahy hoty han toh humy chaya k hum apni galtiyon ko bar bar dakhy k koi galti toh ni ha agr hum galtiyan kary gay toh humy loss b ho sakhta ha otherwise humy apni galtiyan ko remove karna chaya
                    • #25 Collapse

                      forex treading m bar bar galtiyon ko na dohraen q k apni mistak ko bar bar dohrany sy hmy boht zyada loss face krna parta hy r hmara account boht Jald wash ho jata hy es liy hmy phr Sara month posting kr k monthly bonus kmana parta hy es liy Behtr hy apni mistak ko nots Karen .
                      • #26 Collapse

                        G Han Dear Forex Me Gaik Hy Galti Ko Bar Bar Dohrane Ki Koi Gunzasih Nai Hy. Humsey Galti Ho Hamey Usey Learn Karna Chaiye Aur Again Use Galti Ki Repetition Ko Avoid Karna Chaiye Take Hum Long Time Forex Par Stay And Work Karsakein.
                        # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                        • #27 Collapse

                          Dear friends, forex trading main starting main mistakes sabi say ho jati hain but kamyab wahi trader hota hay jo en mistake ko remove kart hay aur us k bad next trade open karta hay but jo traders en mistakes ko bar bar repeat karta hay woh kabhi kamyab nai hota usay loss hota rehta hay.
                          • #28 Collapse

                            Trading main mistakes to har trader say hoti hain lekin un ko bar bar dohrana trader ka weak point hota hai jab bhi trading main mistake ho to trader ko chahiye kay us mistake say lesson lay aur analysis kary kay mistake kesy hue hai phr us mistake ko correct kady tab ja kar wo mistake again nae kary ga but agar wo correct nae kary ga to mistakes dohrata rahy ga aur choti choti mistakes say big loss kar day ga.
                            • #29 Collapse

                              Zohaib sb you right. Forex forum mein aik choti c galti bhi aik bary nuksaan ka pash khaima ho sakti hai. Jab bhi hum loss mein jain to Humein ye note kerna chaye k kis ghalti ki wajah se loss howa hai. Aur koshish kerien k us galti ko dobara na dhohrain. Thanks.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex main galti krna thek hai ho jati hai per ek hi galti ko bar bar krna achi bat nahi is traha matlab ka ap na kush nahi sekha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X