Experience is better than knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience is better than knowledge
    Dear aap ko pata hona chiay kay forex market main aap ka jitna zyada experience ho ga trading kay related aap ko utna he zada acha profit ho ga.
    Aap ko pata hona chiay kay aap jitnay bhi knowledge gain kar lain.
    Jab tak aap forex market main achay tareekay say trades nahi karain gay tab tak aap ko acha profit bhi hasil nahi ho ga.
    Is liay forex market kay sat intouch rahain is tara aap ko acha experience gain ho ga trading say..jo kay knowledge say kahin darjay better hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
    Dear aap ko pata hona chiay kay forex market main aap ka jitna zyada experience ho ga trading kay related aap ko utna he zada acha profit ho ga.
    Aap ko pata hona chiay kay aap jitnay bhi knowledge gain kar lain.
    Jab tak aap forex market main achay tareekay say trades nahi karain gay tab tak aap ko acha profit bhi hasil nahi ho ga.
    Is liay forex market kay sat intouch rahain is tara aap ko acha experience gain ho ga trading say..jo kay knowledge say kahin darjay better hai..
    Ye kesi baat hai janab jab hamen kissi cheez ka knowledge hi nhi hoga to ham usmen experience kese banaen ge aap iss baat ki explain kren k ham bagair knowledge k experience kese banaen
    Aap trading nhi koi bhi whole world ka kaam dekh den jab tak aapko uske terms and conditions ka pta nhi hoga to main yahi smajhta hoon k aap usmen kabhi bhi apna experience nhi bna pao ge aur na hi aap usmen kamyab ho sako ge q k experience tab hi bnta hai jab aapko uske bare men aaghahi hoti hai
    • #3 Collapse

      SBI forex market mein experience coffee Vada batter hota hai knowledge ki nisbat agar apke Paas bahut jyada knowledge hai lekin aap ke paas forex market trading experience nahi hai.
      Tumko forex market Mein accha profit nahi ho sakta aap ko pata hona chahiye ki jab tak aap forex market Mein profit earning karte rahenge achha Hota Rahega.
      Lekin Agar Apke Pas experience nahi hai to aap accha profit Apne instaforex bonus account par nahi bana sakte Pakistan Forex forum aapko Ek opportunity deta hai ke aap Har month post kare aur aap ko bonus Milta rehta hai ke aap experience Hasil kar rahe Jitna aap ka Jyada trading experience Hoga aapko Itna Jyada accha profit hoga.
      • #4 Collapse

        Forex trading business mein ap ko knewledge bhi zaroori hy aur experience bhi ap forex trading business mein basic knewledge hasil kar k hi forex trading business ka experience hasil kar saktay han kiok knewledge ho ga tu ap forex trading business ki basic ko samjh saktay han aur phr is ko ziada se ziada kar k experience hasil kar saktay han knewledge bhi zaroori hy aur experience bhi zaroori hy
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko both gain karna hoge ager hum experience or knowledge both hota ha to per hum ko bohat ahci earning hote ha laken ager us ma ak chees nhi hote ha to per hum ko lot of loss ho sakta ha es leya hum ko chaheya ka hum experience or knowledge both gain karaa or per trading start karda to hamara leya best rahaa ga..............
          • #6 Collapse

            Bhai apki baat apni jaga teek hy laiken main ye samjta hu kay jab tak humay kisi business kay baray ma knowledge nhi huga tu hum kesay os main kamyaab hu saktay hyn asi tarha ager hum nay forex trading main professional trader ban'na hy tu pher humay sab say pehlay trading ka knowledge hasil karna huga pher os knowledge ki base per humnay trading karni hu gee tab ja kay humay kuch experience hasil huga aor pher experience aor knowledge milkar humay taraqqi ki rahh par ghaamzan kar day ghyn.
            • #7 Collapse

              Yes you are right sir. Hamen forex me ziada se ziada experience hasil kerna chahiey kiun experience trader successful rehtey hain money earn kerne me. Kiun k un k pass trading ka complete knowledge hota hai is waja se wo loss ni kerta. Experience ziada important hoti aur is k liey kafi mehnat kerni parti hai forex me.
              • #8 Collapse

                Yes dear sahi kaha ha ap ne k experiance behtr ha knowledge se knowledge to ap zabani hasil kr lata ha but jb tk trader khud trade laga kr experiance krta ha to usy samjh ati ha .k trading kesy ho gi ....ziada experiance hasil krny k liye practice lazmi ha or is k liye demo account pe practice krni chaye .acha experiance hasil ho ga .
                • #9 Collapse

                  How can we say experience is batter than knowlwdge experience and knowledge men faraq kiya hai cheez seekhi jati hai wo knowledge kehlati hai or jo cheez seekhlete hain wo experince hota hai, knowledge nahi hogi to experience kese milega experience hasil karna hai to knowledge gain karo and trading business men knbowledge bhut zaroori hai.
                  • #10 Collapse

                    Thk kaha ap nay forex trading main jitna ziyada knowledge ho ga utna acha profit aur jahan tak mera khayal ha forex main experience learning aur experience say ata ha jitna experience ho ga trading main utna acha profit bhi milay ga. Lehaza ziyada say ziyada mehnat krni ho gi trading main experience hasil krnay k leay ta k hmain forex say faida ho.
                    • #11 Collapse

                      Dear friend main mazrat k sath ap se thora ikhtelaf karun ga. Mery khyal men knowledge aur experience equally important hain forex trading k lye. Ap kisi ki importance se b inkar nahin kar sakty
                      • #12 Collapse

                        forex main best traing k liye hmain expiernce ko acha karna hota hai jub hara expiernce bahtr hga tu hum trading main kamyb ho skty hain es liye hmain apny expiernce k liye hmain demo account main trading ki practice karni chahye q k jitni hmari trading ki practice hogi hmara expiernce bhi gain hota hai or hmary liye hmara expiernce he kamybhi ka sabab bnta hai
                        • #13 Collapse

                          Dear ap ki bat teek ha kay expirienc is bater than knowledge to ap ko ager knowledge ha to ap ko eixpiranc nahi to pak forex ma work karnay ka lay ap kay pass eixpiranc ka ho na lazime ha ku kay ager ap kay pass knowledge ho ga to ap ko eixpiranc ho ga eixpiranc ho ga to ap trading kar saktay ha or fida lay saktay ha
                          • #14 Collapse

                            knowledge sy e experience hota hay. no doubt experience is from knowledge but experience boht bari bla hy. jab ap khud kisi loss ko ya profit ko experience nai karty ap ko us cheez ka zara bhi ilm nai hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear meray exprience kay mutabik both important hain exprience or knowledge dear aik baat yad rakhainy jub ap kay pass high level ka knowledge ho ga tub hi ap deeply analysis kar kay practice kar kay deeply or high level ka exprience hasil kar saktay hain is liey both par apna focus rakhainy first ap ko knowledge gain karna chahiey phr utni hi lagan se practice kar kay exprience phr ap ki trading profitable ho sakti ha or loss kam se kam ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X