kia trading me robot risk challenges ko control kar sakty hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia trading me robot risk challenges ko control kar sakty hey
    Robots auto trading ki waja se hamy risky lagty hey magar risk ko control karny key ley robot me risk management ko bahot zeyda ehmeyat di jati hay aur per trade kam lot size key sath (take profit with stop loss) open hony ki waja se ye successfully hamy profit ka result de sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear irfan khan mai tu kehta ky ap ko robots ki bajay manuwali trade karni chahiya wo ziyda best hy asal mi yi robots mai bi hamri hi apni koi strategy hi use hoti hy or zarori nahi ky her bandy ki strtege kamab hi ho jay or her dafa ap ko profit mil jay kai dafa ap ko loss ziayada karwa dyty hy best ap ko khud hi market mai trade lagani cahiya.
    • #3 Collapse

      Dear Forex trading mein jo automatic reports hote hain trading reports wo aapke risk challenge ko control nahi kar sakte aap ko pata hona chahiye Ki Chahat forex market me trading Karte Hain.
      Aapko chahiye ki Jab aap trading reports Ki Tarah trading Karenge do trading reports aapka insta Forex bonus account Ho Gaya aapka real account Ho usko market changing condition ke sabse wipeout karne ki Silai FB rakhte Hain isliye Apne analysis Kare aur stop loss take proper limit lagakar trading karain.
      Aap ko zada masla nahi ho ga trading say..
      • #4 Collapse

        beer Forex trading main robots ko use karna faydemand nahi hai robots first market mein definite behave Karte Hain Jab ky slow market Mein different behave Karte Hain isliye aapko robots pe depend nahi karna chahiye dependent trading co main recommend nahi karunga Forex trading mai knowledge or experience bahut zaroori hai independent trading Kare Kare Ki aapko achha profit ho sake
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          robot auto trading karne ki waja se hum ko risky lagte hain likin ye hamary liye aasanni paida karte hain aur hamra nuqsan hone se bach jata hai hum main se aksar log robot trading ki bajaye manual trading karte hain jis main kafi loss b ho jata hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X