Learning.Is.better.than.earning.For.the.beginers.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning.Is.better.than.earning.For.the.beginers.
    assalamualaikum dear!!!
    apki ray kya hy ??forex trading k liye sab sy qeemti chez learning hy
    kya forex main baghair learning kiye loss ka samna krna par sakta hy
    forex trading k liye learning & exprince q zarori hy ?

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Wa alikum slam dear ap ka swal bout acha ha forex trading aik bout hi bara work ha is ma hmara maqsid aik time k liay earning ni hona chiay balky sb Sy ply hmain forex k bary ma learning karni chaiy KU k agr hmary pas acha knowledge or acha experience ho ga tb hi hm aik achi trading KR skty hn agr hm chaty hn k hmary anylsis best hn tu hmain bout achi learning ki zarort ha is Sy hmari trading bi achi ho GI or hmain profit bi hasil ho ga
    • #3 Collapse

      Dear jaisy ap ne baat ki hai learning ki to ais mai ye hai k hum ne agar ais mai learning ki hai to hum ko tab ais mai earning hoti hai kun k ais market mai jab banda achi learning kar k kaam start karta hai to aus k nbaad ais mai earning hoti hai kun k ais market mai earning tab hoti hai jab humri ais mai learning hoti hai ais liay hum ko ais mai learning karni chaye.
      • #4 Collapse

        Aslamoaliakum dear brother Forex main aik kamyab bussinesman bannay k Liay learning bahut hi important aur zrorrt ki Hamil hai Jo k apko experienced aur skillful krti hai aur apko Forex ki pechadgeyun ko behter tereqay say smjnay main madad dyti hai aur learning k Liay zrori hai k zaida say zaida demo account Py practice k jaiy us k baad hi real trading start ki jiay es say ap ko bahut faida ho Ga
        • #5 Collapse

          forex trading business ki ap learning karain gay tu hi forex trading business ko samjh saktay han agr ap forex trading business ki learning nhi karain gay tu forex trading business ko kis traha samjh saktay han aur forex trading business ko kis traha kar saktay learning karain gay tu hi achi trading kar k profit earn kar saktay han learning zaroori hy learning ho gi tu earning bhi ho jati hy
          • #6 Collapse

            agar hum forex trading main apni learning ko batter karen gay to he hum forex trading main achi earning karna seekh sakty hay es business main khoob focus karna chahiye kyun keh focus kar kay trade karnay main he faida hota hay tab he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay es business knowledge enahance karna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Learning.Is.better.than.earning.For.the.beginers.

              forex mai learning par zada tawajoo dene chahey hamy demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain or agar kam karty howe koi galti ho jy to hum isy durust kar sakty hain hum internet py babypips py be learning hasial kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Learning.Is.better.than.earning.For.the.beginers.

                market main kam karny kay liye is main achy say leraning karna ho gi kun kay learning karna kafi aham hota hay is main nboht say log start main demo ka b use karty hain ta kay market main achi earning hasil ho sakay agr to hum market main practice karty hain to humain demo ko chose karna ho ga is main start lyna or practice karan humary liye kafi asan ho sakta hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Learning.Is.better.than.earning.For.the.beginers.

                  forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain agar hum forex mai new hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning.Is.better.than.earning.For.the.beginers.

                    learning ache ho ge to he hum ache earrning hasial kar saky gy hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kisse be ofice mai jany ke zarora nahi hote forex aik unique business hain is mai usa or chian or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning.Is.better.than.earning.For.the.beginers.

                      forex trading mein enter hoty hei har banda yehi chahta hai k mai ek hi rat mein ameer (Rich) ho jaon. so esi liye har koi demo practice ki bijaye direct investment hi karta hai k forex mein wo enter hoty hi earn kar skta hai. lekin humein chahiye k forex mein humein expert traders ki advice ly laini chahiye so humein chahiye k forex mein hum earning pe focus karny ki bijaye learning pe focus karein so that we may get succeeded.
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning.Is.better.than.earning.For.the.beginers.

                        Forex mai learning ki atni hi importance hai jitni zinda rahna ma lia oxygen ki zarorat hoti hai is lia learning ko zayda s zyada karian ta ka loos kum or profit zayda ho stratagy wo hai jo hum trading ka lia banata hai is ko hum demo pr test kr ka check kr sakta hain ka stratagy jo hum na bannai hai ka wo teahk bi hai ka nahi ya phr wo kam kara gi bi ya nahi agr demo pr accha result dia tu real pr apply kr ka acchi earning me sakta hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning.Is.better.than.earning.For.the.beginers.

                          Learning to boht zarori hay. ager dekha jaye to trader ki base bananay main forex ki study aur learning boht zarori hay. ager trader ko kisi cheez kay baray main koe idea nahi ho ga to wo kabi bhi us cheez ko sahi trah say seekh nahi paye ga aur wo kisi na kisi confusion ka shikaar hi rahay ga. is liey pehlay learning aur us kay bad earning honi chahye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X