Lot size pair ki movement k mutabiq lagain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size pair ki movement k mutabiq lagain?
    Dear members forex trading market mn koi bhe order place krny k liay zaruri hai k ap jis pair py trade kr rahy hain us pair ki moment ka achi trah knowledge ho kisi bhe pair py lot size ka place krna pair ki movement k mutabiq ho yank gold aor oil ki movement bahut ziada hota hai JPY/USD sy as liay koi bhe order place krty hoy us ki movement ka khyal rakhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
    Dear members forex trading market mn koi bhe order place krny k liay zaruri hai k ap jis pair py trade kr rahy hain us pair ki moment ka achi trah knowledge ho kisi bhe pair py lot size ka place krna pair ki movement k mutabiq ho yank gold aor oil ki movement bahut ziada hota hai JPY/USD sy as liay koi bhe order place krty hoy us ki movement ka khyal rakhen
    Dear lot size ko pair ke movement kay hisaab say nahi lagana chahey balky lot size ko apne account capital kay hisab say lagain. Kun kay kise bhe pair main kabhee bhi unexpected movement ho sakti hai aur agar aapne us kay hisaab say lot size lagaya hua to aapko bara loss bhe ho sakta hai. Lehaza hamesha saari cheeon ko mind ma rakhen to aap achy trader ban jain gy.
    • #3 Collapse

      Asslam o alikam bhai ap ki bat thek hai hume lot size k mutabiq currency ya pair main trading krni chaiye ur pair main zada movement hoti hai is liye hume vhoti lot use krni chaiye new trader ko pahly demo account main kam krna chaiye ye sab se acha business hai hamre liye
      • #4 Collapse

        Yes of course Aap Ki Baat bilkul theek hai ke hum a lot size currency pair ki movement ke sabse Lagana chahiye Agar currency pair ki movement HD Kuch Din Se Kafi Zyada ho rahi ho aapko chahiye kya.
        Average true range car indicator istemal Kare average true range wala indicator aapko batayega ki currency pair ki overall movement reso daily basis par kitne points ki hoti hai.
        Phir aapko Usi hai Sabse currency pairs ke upar trading karna Hogi aur aapko Usi
        Currency pair ke upar lot size small volume Ke Rakhna padega Kyunki Jo lot size Hai uski metallic aapko Kisi Se photo resistance area ki metallic lot size Rakhna hota hai agar support resistance area kaafi Jyada Hard 4 to aapko lot size increase karne mein koi pareshani nahi honi chahiye.
        • #5 Collapse

          aap ne Kafi acchi information pass Ki Hai Akshar new member scalping ki koshish Karte Hain aur uske wajah se wo Apne account wash kar dete Hain tu Hame chahiye Ke Hum trading Jis Par pair Mein kar rahi hoon usme uski movement ke mutabik or risk ke mutabik lot size select karna chahiye Kabhi b whole capital bonus Ek Hi pair Mein Kabhi b nahi Lagana chahiye aapko Agar trading Jyada karni hai so 3 se 4 currency pairs trade open kare essay aapko Jyada loss nahi hoga Kyunki aap apna risk divide kar denge is strategy se aap acchi earning kar sakte hain
          • #6 Collapse

            lot size pair ki movement ke mutabiq lagane ka koi jawaz nahin banta hey apko chahiye keh aap lot size hamesha apne account balance ko dekhtey huwe hi lagayen aur aap fully money management aur achi risk ration ke sath trade lagayen takeh agar apko loss bhi ho jaye to aap apne loss mn bhi account ko wash na honey den
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              bhai apny bilkul thek kaha hy hamin market k trend dekhty huy hi apna lote size lagana chahye ta k hamain acha profit ho mery khayal main hamin zayda bro lot size nai laga chahye bro lote size matlab bra risk bry lot size sy apka acount wash bhi ho sakta hy
              • #8 Collapse

                G han bhai ap ki bat bilkul thik hai k hamen lot size pair ki moment k mutabiq lagni chhay yani ager aik pair ki moment bahut ziada hai jesy gold oil ya bitcoin tu as py lot size km rakhen aor currency pair py lot size ziada bhe lagya ja sukt hai
                • #9 Collapse

                  agar hum lot size sahi say select kar kay trading karen gay to humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay lalch bhi nahi karna chahiye kyun keh lalach kay chakar main market main loss he hota hay esmain mehnat karni chahiye kyun keh mehnat main he azamat hoti hay aur safe rh sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Ji bilkul sahi baat kahi hy lot size hmesha pair ki movement k mutabiq hi lgana chahiye or apne account ki equity k mutabiq lagain ager app ka account chota hy to kam volume ki lot lagain or ager app ka acount chota hy to baray volume ki lot lagayi ja sakti hy ye app k balance per bhi depend kerta hy
                    • #11 Collapse

                      lot size sirf pair ki movement kay mutaabik nah hoti kay pair ney kitna zyada ya kidhar move perfect karna hay tou aap lot size kro gay lot size kay liye aap ko dekhna hota hay kay apna money management plan aap kay paas balance kitna hay margin equity aap ka capital ussi kay mutabik zyada ya kam volume lagaya jata hay saath aap ko dekhna hota hay jis pair pe trade lagani hay uska experience kitna hay knowledge kitna hay aap kay paas...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        g han bhai paki bat sahi hai forex trading main jub hum apna order lgaty hain tu os pair ki achi trah moving ko chaek kar len or chek karny k bad achi trah se es bat ki confermtion kar leni chahye k hmain es trade se profit ho skta hai es bat k accoding main lot set karnen aghr thora sa bhi ap confuse ho kar trading karty hain tu kbhi bhi bari lot k sath trading na kren q k jitna ap risk rakhty hain psi hisab se apko loss hota hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X