Jaldbazi NI karni chahya....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G Hn Dosto forex trading ma hmain kbi b lalch ya jaldbazi ni krni chy Kiun k bht sy trader aisy hy jb wo trading ko open krty hy to un ko Kai pair pr lgta hy market upr jani ya nechy es ly wo jald bazi ma trade lga dyty hy jis un ko loss hota hy lkin jo cool and calm sy koe trade lgaty hy to ye trade hamesha enhy faida he dyti hy or profit he hsal hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g treading m Jald bazi nhi krni chahiy na tread order krny m r na cloz krny m soch smjh k tread order Karen market k movement ko dekh kr agr profit na ho rha ho phr b Jald bazi na Karen sbar Karen tread k profit m any ka wt karn ya apna los recover kr k phr tread cloz Karen Jald bazi sy kam na Len na tread order krny m na clos krny m phr hi ap Kamyab bn sakty hen .
      • #18 Collapse

        agar hum jald bazi karen gay to es chakar main market main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh esmain khoob mehant karen kyun keh mehant kar kay he hum esmain experince ko enhance kar kay trading kar sakty hay aur safe reh sakty hay esmain
        • #19 Collapse

          jaldbazi is business main har trader hi kerta ha.or ya har trader ki buhat bari mistake ha.or isi waja say is business main buhat say trader ko loss hota ha.ager trader apni trading main jald bazi kerna chor day.to is business main har trader ko zayada profit ho.or loss buhat kam trader ko ho.is business main lagta yahi ha kay jo trade hum karnay lagay hai wo hamain profit day ker jay gy.mager trader jald bazi main galat trade open ker bathta ha.or is waja say usko loss ho jata ha..
          • #20 Collapse

            seb se zaida jazbat new trader hoty hai un ko shuru main market ki movement ka nai pata hota k kisi pair ki market kidhar se aay thi ab kidhar ja rahi hai wo best 5 mins k time frame par dance karte hai chotay chotay pips par big lot lagate hai tukay ki trade karte hai phir loss to hona hi hai
            • #21 Collapse

              aslamo alaikum mere bhai kese hen ap sab sab mere khyal me sab theek hun ge g bhai jan ap ne bilkul sahi kaha he ke jald bazi nhe karni chahye q ke agar ham jald bazi karen ge to hamen nuksaan me jana pare ga aor ham is nuksaan ko ziyada afot nhe kar sakte baz aukat mene ye dekha he ke log bahut jald bazi karte hen aor mistak bhi hue hen to ham un bhaiyo se sabak seekh kar jald bazi nhe karte aor na hi karna chahye hamen cahye ke ham is ko nihayt dil chaspi aor araam se use karen
              • #22 Collapse

                g han bhai main apki bat se agree krta hun forex tarding main hum sub jaty hain k yah aik risky business hai or es main hmain apny akm ko boht soch smjh kar karna hota hai es liye hmain chahye k hum apni trading ko fresh mind k sath karen or market ko analyse karny k bad apna order lgaen or kbhi bhi apni trade main jald bazi na karen q k jub ap jald bazi karty hain tu hmain khud se he koi na koi galti ho jati hai or hmary loss ka sabab ban jati hai
                • #23 Collapse

                  G bilkul hame trading k doran jadbazi nahi krni chaheye kun k agr ham lalach krty he or jalbazi krty he to hame loss he ho ga or profit nahi es liye jab ham trading kary to ham to ham jaldbazi ki bajay hame relax ho kr trading kary
                  • #24 Collapse

                    Ji aap ke Baat bilkul theek hai ke Hame chahiye Ke Hum Sab Ko mind fresh karke hi is business ko karna chahiye business ko chalane Ke Liye jaldbazi nahi karni chahiye Agar Humis km ko jald Bazi ky sath karte hain to profit ki bjay loss mein le Jate Hain isliye Sabko analysis kya baat mind set Karke Hai business ko karna chahiye buy or sell Dekhte Ho Gayi kaam karna chahiye ta ky hm ak acha earn hasil kray
                    • #25 Collapse

                      Walikum aslam g hn bilkul sahi farmaya apnai jaan jaldbazi nahi karni chahiy q ka jaldbazi me hamy shah kam galat hi hota hy ha rahi bat treding ki to trading karty yakat to bilkul bi jaldbazi nahi karni chahi ya anazar men jo sinigal ko samja kar trad kary ga wo kabi los men nhi jaiy ga
                      • #26 Collapse

                        Ji haan jald Bazi karne se Hamara apna hi nuksaan hota hai isliye aapne bahut Soch Samajh Kar Apne decision lena hai aur jab tak aap ko Barkat ka confirm idea nahi hota aapne wait karna hai mujhe market ka trend samajh Aa Jaye uske baad Apna order Laga sakte hain aur kaam kar sakte hain
                        • #27 Collapse

                          Ap ki baat bikul durast hai k forex market mai trade krtay waqat hum ko jalbazi nahi krna chaheay. Kyu k forex market ak high risky business hai. Es market mai jo bhe jaldbazi krta hai tou wo forex market mai srif loss he krta hai. Es lye forex market mai trade krtay waqat hum ko patience say trade kray tou profit ho gy.
                          • #28 Collapse

                            Forex forum mein jald Baazi se bahut nuksaan Hota Hai Liye Hame chahiye ke jaldbazi se kaam Na Le Warna Hame bahut jyada loss ho sakta hai advise dunga ke aap kabhi bhi jaldbazi se kaam Na Le
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaldbazi NI karni chahya....

                              forex trading main agar hum jald bazi karen gay to es trha humari trading theak nahi ho sakti faida hamesha sabar kar kay kam karnay main he hay es liye humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen kyun keh mehant kar kay kam karnay main he achi earning kar sakty hay aur safe earning bhi tab he reh sakti hay
                              "The mind is everything, What you think you become"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X