Money management kay lye tips

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management kay lye tips
    Kabhi bhi apni trade ko loss mein close na karain kyun kay market retract zaroor karti hai aur kabhi kabhi zig zag movement sae aap trade ko brabar mein close kar saktay hain yani kuch profit mein aur kuch loss mein
    Apni trade mein stop loss zaroor lagain
    Aik sae zayada trade open na karain iss sae bhi loss hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
    Kabhi bhi apni trade ko loss mein close na karain kyun kay market retract zaroor karti hai aur kabhi kabhi zig zag movement sae aap trade ko brabar mein close kar saktay hain yani kuch profit mein aur kuch loss mein
    Apni trade mein stop loss zaroor lagain
    Aik sae zayada trade open na karain iss sae bhi loss hota hai
    Well dear aap me trading k liye bahot hi achi tips di hain hamen aise hi pak firum pe achi tips deni chahiye
    Aur jahan tak main smajhta hoon to hamen apne account pe apne whole balanc ka only 1% loss rakh kr hi trade krna behtar hai q k iss tarah trade krne se agar hamara loss bhi ho jata hai to ham usse aasani se recover kr lete hain so hamen utni hi trade open krni chahiye jitna hamara account men money management ho
    • #3 Collapse

      yes dear ap ki bat theek hy jab hm log choty account mai train banaty hy tu hamy apny account ko sambhalna mushkil ho jata hy is tarha agr ap ko koi r trade ka chachance mill raha hota hy tu wo bi ap nahi apply kar sakty hy kiyo ky ap ky pas equtey kam ho chuki hti hy is liya hamesh 2 trade sy ziyaa open na kary or stop los tu lazmi hi se kay tahi ap ko account bachana ayga warnayi marketriski bahut hi ziyada hy,
      • #4 Collapse

        G han dear ap ki bat bilkul sahe hai k hamen koi bhe trade bagair stop loss aor tp k bagair place ni krni chahy mery khyal mn hamen ager aik trade mn loss trend mn move ki vjha sy ho raha hai tu hamen asi trade ko stop loss ko touch sy phly khud he close kr lani ziada bahtar hai
        • #5 Collapse

          Dear main aap ki baat sa agree karta hoon aap bukal thek kaha rahay hain instaforex trading main trade open karna k bad apna account ki money managment kartay howay stop lose lazmi lagana chaya iss k bad jab aap ki post lose main chali jahay tu us waqat apni trade close nahi karni chaya balkay trade k revirse hona ka wait karna chaya iss tarha aap lose sa bach saktay hain
          • #6 Collapse

            dear bro ap ne money management ke bary main bahut ashy tips deen hn ,bonus waly account per kabhi bh loss wali trade ko close na kren bonus waly account per loss ko recover kerna zarory hota hy ,real waly account per ap ko apny investment ke lehaz se lot size lagana chay
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              Money management is the most important part in forex trading aur apne money management ke hawale se jo baten bhi share ki hein yeh bohot hi ziada use full hein aur agar hum inko follow kartey hein to hum is mein kabhi bhi loss nahin kartey hein aur always successful trader ban saktey ahin.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Forex mein kamyabi kay lye yeh amal karna bhi bahut zaroori hai kay aap forex mein money management ko aehmiat dain aur apnay account balance kay hisab sae apni trades manage karain apnay loss aur profit ko zahen mein rakh kar lot size seect karain aur stop loss aur take profit ka istemaal zaroor karain aur kam se kam new comers inn baatoun per zaroor kam karain
                • #9 Collapse

                  Forex Mein kam karne ke liye aap ko sabse Pehle space money management Kar Na Hoti Hai Jab Ye money management business paint colour for jati hai aur kam karne ka idea aap ko pata lag jata Hai To Aa Bhi Ja Aa De kaafi achche se working kar lete hain aapko market Ko samajhna song ho jate hai aapko Pata lag jata hai market mein kya ho raha hai market Mein Kaise kam kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    money management forex trading main bhot hi important hota hy. lot size hamasha money management per depend kerta hy ager ap ka balance ziada hy yu money management ke asol ke mutabaq ap bara lot size ly sakty hain.aur ager ap ka balance kum hy tu money management ke mutabaq apko lot size small rakhna pary ga.
                    • #11 Collapse

                      dear money management kay liey tips yeh ha kay ap small lots size ka use karay market me or koi b trade ko bina stop loss kay na lagaey or jub ap ki trade run ho rehi hoti ha to apnay emotions or patience ko control me rakhainy thori si trade loss me janay par close or profit me janay par kam profit na lay balkay apnay analysis or targit tak wait kaaray yeh money management kay aham rules hain
                      • #12 Collapse

                        agar hum money management karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time dainay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay esmain agar hum money manage nahi karen gay to es trha esmain loss kar sakty hay esmain sabar ka faida hota hay
                        • #13 Collapse

                          g han bhai ap ny achi baten ki hai forex trading amin en points se hum apny account ki money mangemnt kar skty hain jis ka hmain yah faida hota hai k hmain market main loss nahi hota hai or hum apni trading main acha profit eran kar skty hain es liye apni trading main apni trade ko loss k bawajod bhi close nahi karna chahye qk market aik bar wapas zaror ati hai jis se hmain loss nahi hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Money management kay lye tips

                            agar hum money managemnet karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur market main bohat acha earn kar sakty hay es business main humay lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach kay chakar main market main acha earn nahi kar sakty ulta humay nuqsan he hota hay es business main khoob focus karna chahiye
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Money management kay lye tips

                              Bhai jab ap stop loss ka istemal karen gay to trade k loss men close hony k kafi chances hoty hain. Agar ap chahtay hain k apki trade kabi loss men close na ho to hamesha take profit ka istemal karen aur stop loss se avoid karen. Ek aur bat b zehan men rakhain k is k aesa sirf currency pairs men he mumkin hai Gold ya crypto currency men ap loss se nahin bach sakty.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X