Failure say learning karne ki opportunity
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Failure say learning karne ki opportunity
    Hum aksar failure ko ik side par rak kar pachtate he hai aor ye kabi nahe sochte k ye failure akhir howi q hai aor kaise es say bacha jae agar har koi es soch k saat failure kp accept kare aor apni es negativity ko positivity mai tabdeel karne ki koshish kare aor esko batoor e ik opportunity lai tu maira yaqeen hai k apke failure apke leye ik opportunity banege
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir g jis trah yi bat hy ky sheswar hi girty hy maidan jang mai ise tarha ager ap himat harr jao gy yaha per tu ap kabi uth nahi sako gy loss is kam ka hisa hy ager ap is ky ilawa or koi bi kamkarty hy tu lazmi ap ko us mai bi loss hota ho ga bas farq yahi hy ky us mai kafi time ky bad hotahy or is mai zara jaldi ho jata hy ager loss na hota tu yi halal bi nahi ho sakta tha.
    • #3 Collapse

      aslam o alikoum dear aik traders ko effects krni chahaiy learn krnay ke baqi jaisay jaisay wo practical kray ga wo khud say expert banata jata hai forex trading main
      • #4 Collapse

        slaam to all forum members...jo kush insaan apni galtion sa sekhta ha wo kabi bhe kis lesson ya teacher sa nahi sekhta kyun ka nuksan kyia hota ha ur nuksan ka baad jo lesson milta ha wo kam he log bolta hian lakin kush log phir bhe isa mojod hain jo apni galtion sa bhe nahi sekih pata bar bar wahi galti repeat krta rhta hain apna time bhe zyia krta hian ur msalsal loss bhe krta rhta hian..
        • #5 Collapse

          Yes of course I am Forex trading Main Apne failures ko Maya karte huye Jo trading karte hain means to say ke Hame forex market Main Agar one time to time same failure Hua Hai.
          Aur Hum third time of Sarika serial repeat nahi karte to aap ko pata hona chahiye ke hum ke hum Apne instaforex bonus account mein trading mein kamyaab mai aap ko pata hona chahiye ke jakham forex market me trading Karte Hain Tumhe Apne analysis karne chahiye aur technical analysis.
          Aap ko pata hona chahiye Ke Jab Hum technical analysis Karte Hain To Hame Apne Jo failures hote hain unko repeat nahi karna chahiye Is Tarah Hum forex market Mein successful ho sakte hain.
          • #6 Collapse

            Dear forex market mein alias elearning karne ki opportunity Kafi best hoti hai jitne Hame Zyada failure hote hain forex market mein Hum Agar Apne failure Skoda birthday repeat nahi karte ho Hame next time ke liye achha profit icsil ho sakta hai aur Hamare skills improve Hote Rehte Hain day by day.
            Hame Pata hona chahiye ki Forex trading mai jitni Jyada Hum Se mistake hoti hai aur Hume trading karne ka mauka baar baar Milta Rehta Hai To Hum Usi sabse day by day 1 acche trade Ban Jaate Hain.
            • #7 Collapse

              Yes brother hum jo bhe forex maen failure trades kertay haen un say humean seikhny ko kafi khuch milta hy to app log bhe forex maen jes trade maen loss karo us ko apni note book maen lazmi likho our ta k app us ko trading maen pher say na lao jo bhe trader easa kerta hy apni her aik trade ko note kerta hy wo kamyaab us maen achy say hota hy
              • #8 Collapse

                agar hum ziada say ziada learning akren gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti haye s business main learning kabhi humay nuqsan nahi deti balkeh hum learning kary sath he achi trading kar sakty hay aur market main safe bhi reh sakty hay esmain mehnatkarni chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  yes ye aik big problem hay jo log fail hotay hain essi wajah se failure he rehtay hain wo na khud mei koi change kartay hain aur na he koi courage deta hay loss karobar ka hissa hay dekh lena chaiye samajh lena chiaye nakaam honay ki tamam wajuhaat then aap plan kro loss se bach kar rahnay kay liye aap failure se success mei chalay jaogay positive thinking bohat zaroori hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X