We will stopp greed wen we lose a lot of money
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    greed ko hamesha ke lye stop kar dene me he sab se ziada success hai hamari is lye lalach khatam karne ki tab se adat banani shuru kar den jab aap demo per market ki practice kar rahe hon jitna aap aik tarikay se follow karen ge utna he ziada aap successful bante chale jaen ge .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      greed ko avoid kar kay market main kam karna ho ga kun kay humain greedy hony say trade main kafi risk hota hay jis say humain ho sakta hay kay loss ho skata hay profit km ho ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #123 Collapse

        forex trading main agar hum lalach karen gy to es chakar main humay market main loss ho sakta hay kyun keh lalach ki waja say humay loss he hota hay aur humay aisay loss nahi karwana chahiey
        • #124 Collapse

          Humy chahye k Forex me greed se avoid kary q k ye aik risky online money making business han agar hum is business me greed kary gye aur aik big lot size par trading kary gye to ho sakta han k humy market me boht zyada loss ho jaye isi liye humy small risk factor par trading karni chahye.
          • #125 Collapse

            Mera mashwara yehi hy ap ko k forex trading main trading k doran ap ko lalech ni karna chahiy jab ap forex trading main lalech karo gy to apko forex trading main bahut ziada Loss ho GA
            • #126 Collapse

              Gee ban automatically aesi thoughts aati hain ky jab ham forex market main due to greed of more and .ore profit ham kafi zyada loss ker dety hain tou phir ham sochty hain ky next time trade main aesa nehi kerain gy ky jitna bhi mean thora bahot profit hasil hua woh withdraw kerwa ker hi dobara trade open kerain gy
              • #127 Collapse

                Hamain greed sey bachna hy aur loss sey pehlay is ko goodbye kehna hy. Trading key doran maximum traders greedy ho jatey hain aur ziada profit key chakar main apna account wash karwa bethtey hain. Agar aap greed na bhi karain to phir bhi aik reasonable profit aap key pas aa sakta hy. Hamain utna hi profit hasil ho ga, jitna hum ney forex ko learn kia ho ga aur trading ka experience banaya ho ga.
                • #128 Collapse

                  loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main learn kar k hi trade karni ho gi aur greed ko avoid kar k hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur market main planing kar k hi trade karni ho gi tba hi hum sucess hon gay aur profit hasil karny main bi asani ho skay gi aur is sya hamain kam kanry main bi asani ho saky gi it is best job
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #129 Collapse

                    Re: We will stopp greed wen we lose a lot of money

                    Dear Ap ne theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hon ager hume loss bhe ho jaye tu humain greedy bilkul bhe nahe hona chahye greedy hone se ap ka loss tu recover nahe hoga ulta jo ap ke account main wo bhe hath se chala jaye ga hamesha sabar or tahmul ke sath trading kren or mind fresh ho kr he trading kiya kren then ap profit earn kr paye gyen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X