We will stopp greed wen we lose a lot of money

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han hume lalach nhi krni chahye is ke bht se nuksan hai or hume bht loss ho skta hai bht ziada log greed ke peeche bhagte hai to me unhe advise krn ga ke exa na kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Asalam o alaikum... bhai jan mere khaiyal me forex mai hamay greed ko apanay andar say khatam kar kay kaam karna chahiye kyun kay es mai jab hamari marzi kay mutabiq hamari earning ho rahi hoti hai tu hamay or greed ki soojti hai or es waja se buhat loss ho jata hai
      • #18 Collapse

        You are right i agree with you that k we will stop greed when we lose a lot of money so forex trading ki is working main greed say first time to profit ho jata ha lakin next time big loss hota ha jis say hamary investment waist ho sakty ha so avoid greed during trading.
        • #19 Collapse

          ji mere bhi jb ap lalach ko chor do gy to ap zayda earn ni karo gy to is sy ap money ko loss karo gy par ye acha ha k ap greed ko chor do q k forex forum par gred haram ha or jb ab apni sari earning loss kr dete ho to phir ap greed ko chor dete ho
          • #20 Collapse

            Ye mistake taqreebat sab new traders me common hai kay jab unko loss hota hai tu wo khud per control nahi rakh sakty or over trading start kar dety hain or emotional ho jaaty hain jiski waja se wo apna account wash karwa bethty hain. Humen loss hony kay baad khud ko control me rekh kar next trading kay liay position ka wait karna chahiay taaky mazeed losses na hon.
            • #21 Collapse

              yes when you ahve to big loss you will learn from your mistakes and you try to remove greed but better is that you should control it in start to avoid you form big loss greed is enemy in forex
              • #22 Collapse

                es mai jab hamari soch kay mutabiq hamari income ho rahi hoti hai tu ab hamay or greed ki soogti hai or es waja se buhat loss ho jata hai.greed is very bad for traders because it make them to take unnecessary risk without making proper analyses of the market
                • #23 Collapse

                  ha hum log forex me tab hi greed karana chhodate hai jab hum sara capital bhi loss kar dete hai kyuki jub capital hi nahi rahega to hum trad nahi kar sajte hai is liye hume bahut hi dukh bhi hota hai jub loss ho jata hai apr hum fir bhi greed nahi chhodate hai par sahi tarah se trad karoge to loss bhi nahi aata hai
                  • #24 Collapse

                    mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko profit hota hai or baz ko loss hota hai.
                    • #25 Collapse

                      Jee han mere khiyal se agar koi ziada greedeness dikhaye tou usy loss huna chahiye taaky wo next time carefull rahyn or apni greedeness kam karyn or agar unhy loss nahi hoga tou wo wesa hi karybgy wo log sudhrenge nahi.
                      • #26 Collapse

                        jee bilkul sahe hone ke liye shaid yhe behtar hai ke hume chahiye ke loss jitna hota jae ga us se lesson hasil karna chahiye aur greed ko is se khatam karlena chahiye is liye ye best hai ke loss se mistakes bhi seekhe aur greedness ko khatam kare.
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                          I say about it that we must have to stop the greed because it is very very bad for us. I say that greed leads us towards the loss. I say that we have to trade with patience and cool and positive frame of mind and get more better results in the trading.











                          o yes janab g ma tumri bat sy agree karti ho k jab tum ko ziada loss ho jye tu khud pa or greed dono pa control karna chaheya kiun k mainy dekha loss k bad trader loss ko conver karna k chakr ma ziada risk leta hai.
                          • #28 Collapse

                            ye to some extend agre with you trading main aap ko patience ki bht zarorat hoti hai aur sab se important cheez aap ko calm and cool rehna parta hai
                            • #29 Collapse

                              ji ah bhi ji gread bohat hi bury chiz hia is sai hum ko aik waqt aiik bra loss oh jata hai jsi sia mujhy ib howa tha 500$ ka mia nia loss kurwya tha greed ki wajha sai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Main aap ko bataon ke main ne jab bhi greed ki hi hamesha loss hi kiya hai. Sirf aik dafa mujhe faida hua aur woh bhi aik din mein 200$ ka. Lekin kuch din mazeed achhi trading karne ke baad main ne aik hi din mein 400$ ka loss kiya. Bahut baar loss kar ke ab main maan chuka hoon ke greed kabhi bhi faida nahi deti aur ab main without greed trading kar raha hoon jo ke achhi ja rahi hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X