Control your emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Control your emotions
    Assalam alaikum bhai forex main apna emotions ko control rakhna bhe bahit bri maharat ka kam hai ak acha acha trader emotions ko control rakhta han kiun ka planing ka bagair ham success hasil nea kr sakta aur jab bnd emotional ho jata hai tu mind kam nea krta aur ham acha sa plan nea kr pata jis sa lose ho jata hai trading main ap ko apna emotions ko control rakhna perta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Emotions ko control kerny ka bus aik hi tareeqa hai ky ham apni her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit laga dain aur market ko close ker dain phir itny time ky bahd market ko open kerain ky jab tak in main sy aik stop loss ya take profit hit ho chuka ho warna emotions ko control kerny mushkil ho jata hai
    • #3 Collapse

      Emotions ko control karna traders par hi depend karta hay agar ham har esy trade me take profit aur stop loss laga dia karen jes me hamy loss hony key zeyda chances hon to mery khayal me traders kesi had tak apny emotions ko control me rak sakty hey.
      • #4 Collapse

        Dosto forex trading main ye baat sab say iham hai k ap y emotions ko control rakhoo kyunk ye hi sab say ziyada loss kerwatay hai hum log emo main aa ker trade per trade kerty jantay hain aur humra loss big ho jata tab hum account wash ker letay hain Jo k forex main na kami hai Esliy Esko control kero ya pher experience lotaky nuqsan na ho aur emotions k sath greed ko bhi control kro.
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna emotion ko achi tara control karna start karda q ka ager hum apna emotion ko acha control karta ha to per hum ko achi earning hote ha warna hum ko loss hoga ager hum apna emotion ko control nhi karta ha...........
          • #6 Collapse

            humay chahiye keh forex trading kay time par apny emotions ko control rakh kar trade karen kyun keh emotions ko control rakh kay trade karnay main he faida hota hay tab hum market par theak say focus kar sakty hay aur fresh mind kay sath trade karnay say market main bohat achi earning kar sakty hay esmain mehnat karni chahiye
            • #7 Collapse

              agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay esmain humay jald bazi nahi karni chahiye kyun keh jald bazi kay chakar main market main earning nahi ulta loss he hota hay humay sabar kay sath kam karen aur fresh rehan humary liey ziada zaroori hota hay
              • #8 Collapse

                emotions ko control karna achay traders ki nishaani hay aur emotions ko control karna bhi achi maharat hay loss ka sabab aksar traders kay greedy emotions hotay hain ess mei aap ki over trading bhi count ki jaati hay greed aik important element hay emotions ka jiski wajah se emotions aap ko loss detay hain elsiye hamesha apnay emotions pe control karain...
                • #9 Collapse

                  G hn dosto forex trading ma hmesha apny emotions ko contro ma rkhna chy or jo apny emotion ko control ma ni krh pata wo loss ma he jta hy or wo ya to hmesha loss he hsl krta hy ya phr wo aik na aik din trading ko chor jta hy or wisy b emotion ko control kafi bra kam hy or bry trader es ko bri asani sy control kr lyty hy kiun k wo aik best planning sy trading krty hy agr un ko loss hota b hy to wo es sy sbak seekh lyty hy or emotion ki bjy khoshish krty hy k galti dbra na ho
                  • #10 Collapse

                    jo banda bhi apne emotions ko control karne mein kamiab ho jata hey aur apne emotions ko control karke is mein trade karta hey woh kabhi bhi is business mein fail naihn hota hey aur always is business mein achi trha se successful ho sakta hey isliye hamen always fully confidence ke sath patience ke sathi hi work kartey rehna chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      forex forum m apni emotion py qabo rakh k kam Karen loss ho tb b r profit ho tb b ye nhi k loss ho tu hm forex ko bora bhla kh k chor den r profit ho tu emotion m a k bar bar tread order Karen lalchi bn jaen k phr profit hasil Karen r Sara acount wash krwa lety hen es liy forex m apni emotion py qabo rakhen .
                      • #12 Collapse

                        forex trading main lloss hona aik yakini mala hai or kuj trador los se ghabra jaty hain or apny emtions par control nahi rakh paty jis se hota kiya hai k wo apni trading main loss ko cover karny k liye bari lot ks ath trading kar lety hain or osk bad un ko still loss ho jata hai es liye bahiyo jub loss ho tu osko fresh mind k sath trading karna zarori hota hai na k jald bazi main
                        • #13 Collapse

                          Re: Control your emotions

                          forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky apny emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ahca bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phla cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Control your emotions

                            hello dear brother ap na bahot achi bat kahi ha forex trading ma ager hum apna emotion ko acha control karta ha to per hum ko achi earning hote ha warna hum ko loss hoga ager hum apna emotion ko control nhi karta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Control your emotions

                              yes dear es bat mn koi shak o shuba wali bat nhn ha ka forrex trading mn emotion ko control rakhna bhot e zrori kam ha dear and es ka beghair to koi dosra rasta ha e nhn jub bh koi trader loss kr rha hota ha to woh lazmi apna trading plan change krna lg jata ha jes ke wja sa problem yh ata ha ka woh bar bar market situations ke wja sa mar khata rehta ha halan ka agr woh aisa na kra to us ka liya kafi behtr ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X