Forex trading mein uncertainty bahut hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein uncertainty bahut hai
    dear Forex trading members Assalamu Alaikum members many notice kiya hai keh is Business mein uncertainty bahut zyada hai jis ko mange karne ke liye aapke paas Forex trading knowledge aur experience hona zaroori hai Forex trading mai demo won't work aapko confidence or emotional control deta hai Iske ilawa aap ki psychological approach ko strong karta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Uncertainty ki waja sy hi tou ham forex trading main kamyab nehi hoty aksar trades bahot thory profit main ya loss main hi close ker dety hain aur uski main reason yehi hai ky market all the time both directions main move ker rehi hoti hai aur hamari beyaqeeni jab thory profit main aa ker market reverse move kerna shuru kerti hai tou berh jati hai ky ap dobara loss main na chala jaey aur ham trade close ker dety hain
    • #3 Collapse

      g han ap ki bat theek ha dear ka hum logon ko kuch na kuch khas learning ka beghair market mn in nhn hona chaya ha dear and es kam ka ilawa jo ap na demo working ka bara mn kha ha mn es cheez sa apna personel experince ke wja sa bilkul itefaq nhn krta hn dear reson yhi ha ka demo ap ko just kuch chezan like trade lgana etc sikha skta ha na emotional control levels ko to ulta khrab kr daita ha and es ka bnda ko ulta loss e hota ha
      • #4 Collapse

        Jee Janab aisa hi hai trading main uncertainty hone ki wajah se Sabko loss hota hai market mein currencies zigzag move karti hai Kabhi fast move hoti hai aur Kabhi slow hoti hai market analysis technical ho ya fundamental Apni Jagah pe important hai aapko in uncertainties ko marriage karne ke liye hard work karna Hota Hai market ka sentiment understand karna Hota Hai
        • #5 Collapse

          Aoa. Dosto forex business bohat Acha hai Esmain profit bhi bohat haiaue uncertainty bhi bohat ziyada hai lakin Esmain ap y best anlyses ker k trade liy krain takay koi mushkil na ho aur agar loss hota hi to tension shruo ho jati haimarket main fund and news breek per nazar zaror rakhain takay market main any wali uncertainty ka pta hal saky aur us waqat trade open na krain wait krain jab market apni slow moment main aye to trade krain.
          • #6 Collapse

            yes dear ap ne sach kaha he ke forex uncertainty ki waja se hum koamyab ni ho paty ya ap keh sakty hn ke hum main confidence ni hota ye subh kush forex experience and knowledge ki kami ki waja se hota hy ,ager hamary pass experience and skills ho to phir hum uncertainty se bach sakty hn
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              forex trading aik bohat acha business hay es business main agar to hum knowledge ko enhance kar kay trading karen gay to he hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main sahi say market par dhyan daian chahiye kyun keh tab market kay haalat ko hum juge kar kay esmain achi trade kar sakty hay
              • #8 Collapse

                forex market main stable ho kar trade karna bohat zaroori hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay esmain humay money management karty huway trade karnay main he faida hota aur humay lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach say market main earning nahi loss to hasil he hota hay
                • #9 Collapse

                  G HAN AP NY BILKUL sahi bat ki hai forex trading main kamyb hony k liye hmary apss acha knowledge hona zarori hai q k jitna cha knowledge hoga otni he achi hum trading kar skty hain or achi eraning akr skty hain es liye hmain chahye k forex ko pahly demo account main practice karen os k bad trading karen ta k apko loss na ho or achi trading karny k bad acha profit bhi mil saky
                  • #10 Collapse

                    there's Aap Ki Baat bilkul theek hai baad mein is Forex that's mean you Tumhe Itna Nahi Jante Hai is ko Kis Tarah Se karna chahiye Agar Kisi Aur Ko Pata Hai To Mujhe Bata De aur Bas Itna Jaanta Hoon ke isko Hum learn Karte Rehte Hain aur kuch aur kuch log who is business main loss ho jata hai Aur Main Bhi ISI Baat se darti hoon km loss me na chal chale jao ISI Liye Main Apni senior se puchna chahti Hoon ke woh Agar is baare mein Jante Hai Tu Bata De
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein uncertainty bahut hai

                      forex mai hamy uncertainty ho ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik real business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana ky kam kar sakty hain yai aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein uncertainty bahut hai

                        forex trading mai uncertainty bohat hain hamy is mai ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala real or international business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein uncertainty bahut hai

                          forex trading mai uncertainty bohat hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain forex aik world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein uncertainty bahut hai

                            Forex trading waqee bahut uncertainty business hai. Is ka koi atibaar nahi kiya ja sakta. Ye kidi time bhi koi trend ikhtiyar ker sakti hai. Ager dekha jaye to achy analysis se is cheez ko control kiya ja sakta hai.
                            Ap ager apny emotions ko bhi controle ker lety hain to is per kafi had tak kabo paya ja sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein uncertainty bahut hai

                              forex trading mai uncertainty bohat hain hum forex mai pairs mai or currency mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X