Simple n Profitable trading Style

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Simple n Profitable trading Style
    Simple and Profitable Trading Style

    Dear forex forum fellows main aj apko eik simple aur profitable trading ka style batata hn jub bhe trading k liy chart dykhain tu side way trend mein kabi bhe trade na lagain jis mein candle sideway bun rahe hoti hain aur jub bhe trade lagana hy tu jo trend chal raha us k against eik candle anay ka wait karain phir usi direction mein trade laga dain profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han ap ne achi post ki ha k hmesha market trend ko dakh kr trade lagani chaye .candle sideway bnaye wahan trading ziada faida nahi ha behtr ha k market ko annalys krain or usi trend main trade lagaain .trader ko hamsha forex trading technikal triky se krni chaye
    • #3 Collapse

      Simply aur profit able trading ka tariqa ye hay k apko lowest level pe trading kar k earnings karni hay aur apko sabar se kaam laina hay scalping kareen to wo zyada acha tariqa hay zyada profit gain karna ka
      • #4 Collapse

        Good brother apki bht achi bat hai k trade ko hmesha market trend dkh k lgana chaiy agr ap k analysis achy hun gy to ap aik achi profit ly skty hain market ko smjhy k market kis side py ja rhe hai
        • #5 Collapse

          agar hum market ko achi trha analysis karen gay to he hum market main profit earn kar sakty hay aur esmain sab say acha tariqa trading karnay ka scalping hay es trha ki trading karnay say hum market main safe rehty hay aur humay esmain kisi kisam dar bhi nahi hota aur humari trade kam time kay liey run hoti hay
          • #6 Collapse

            g han sir ager ap forex mainearning karna chahte hain to ap ko is main mahnet karni pare gi aur is main market ko maximum time dena parta hai aur ye ap pe depend karta hai ke ap kitna time de pate hain ager ap acha time den ge ge tou ko knowlwge acha ho aur is main ap ko achi earning hasil ho gi.
            • #7 Collapse

              agar hum profit bnana chahty hay to humay chahiye keh forex trading ko achi trha learn karen kyun keh learn kar kay he hum market main profit earn kar sakty hay aur humay esmain scalping karni chahiye kyun keh trading karnay ka yahe sab say asan tariqa hay aur hum market main achi earning kar sakty hay
              • #8 Collapse

                g han bhai apki bats hai hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main ahmin trend ko follow karna chahye jo k up and dwon hota hai maghr kbhi bhi side way trend main trading na kren yah hmary liye boht risky hota hai jis main market aik point par nahi ati hai tab hmain loss hony k chances hoty hai or hain loss ho jata hai
                • #9 Collapse

                  han g ap na jo bat ke ha woh bilkul theek ha and mn bh ap ki es bat sa agree krta hn dear ka jo bh trend chil rha ha us ko daikhn and then agr us trend ka gainst ek candel a ay to hum log bhot e acha sa es adjustement ka bh faida hasil kr ln ga real mn yh ek bhot e achi cheez ha and es ko follow krna chaya ah and es ka bhot sara faida bh hn ga trading ka liya bhot sa logon ko earning bh ho ge and es mn kam krna wala logon ko faida hbh ho ga dear market ka faida hasil hog a
                  • #10 Collapse

                    Bahut he achi information di ha ap nay well mera bhi yeh experience h k side way trend main loss hota ha mtlb us trade main apka commission kat jata ha aur profit hasil krna bahut mushkil ho jata ha. So boolish ya bearish trend jo bhi chal raha ho usi ka analysis kr k he usi main trade krna behtar ha
                    • #11 Collapse

                      Bhai ap ney jo strategy batai hy yeh short time trade key liey auk behtreen hy main akser isko follow kerta hon. Is strategy main ap ney jis pair main trade kerni ho uski extreme limit ka wait kerain jeb bhi trend change ho ap trade laga sakty hain leken ap trade ki unattended nhen chor sakty keon keh is main jaisy hi apki trade profit main jaey ap ney maximum profit key hisab se trade close kerni hoti hy aor ager app follow nhen ker sakty to stop loss and take profit ka use kerain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Simple n Profitable trading Style

                        humay apni trading ko paicheda nahi karna chahiye balkeh humay chahiye keh forex trading ko achi trha learn karen aur seekhain es business ko jitna ziada seekhain gay utna he humara knowledge nehance hota hay aur utni he hum market main achi trading kar sakty hay aur acha earn bhi tab he kar sakty hay
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #13 Collapse

                          Re: Simple n Profitable trading Style

                          Ap ka kehnay kay mtablah hay kay jab market side move ker rahi ho to kabi bhi trading na karen to mera bhai market to baray cahrt main ho sakta hay side move ker rahi ho lakin ager ap kisi chotay chart maiin us ko dekhen gay to us ka koe trend ban raha ho ga to ap us chotay chart main small trade ker saktay hain aur earning ker saktay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Simple n Profitable trading Style

                            forex mai hum apne learning ke basic py kamyabe hasial karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex online ke dunya mai aik best business hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Simple n Profitable trading Style

                              g bhai apki bat tkh hy trend mn trade krni chy lkn aj kl log bs anyls nh krty dkhty nh hn is liy akser kha jata hy ky trend is ur freind trnd ky aginst trade nh krni chay chay jitna b strng signls kio na ho lkn jb tk apko trend fevr signl na ila trade na krn trend jidr ho udr hi trade krni chay trend is ur freind

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X